to chalo jante hai Dising me RGB aur CMYK ko kis Kam Se jana jata hai !
1) RGB ( Red,Green,Blue )
![]() |
CYMK hindi |
Digital media me RGB Color estimal kiya jata hai ! Manlo ki muze CorelDRAW me ekk Logo Banana Hai ! Jise me Apne Website par lagana Chahta hu ! to Me RGB color use karunga kyu ki muze bo logo Computer Work ke liye hee use karna hai ! usii tarah Digital kamo ke liye RGB color use kiya jata hai ( jese ki Mobile,Computer ,Webpage ,camera ,tablet , I pad , ) ke liye RGB format use kiya jata hai Agar tum ne CMYK color me logo bana ya Hai Aur usee Apne mobile me .jpg Format me open karoge to bo image open to hoga par uska Color Change ho jayega .....
2) CMYK (Cyan Magenta Yellow Key )
![]() |
CYMK hindi |
Corel ya Photoshop me banaye project ka hame Agar print Karwana hai to CMYK color use kiya jata hai !kyu ki jo color Ham Monitor me Dekh pate hai bo color print karna
possible nahi hota hai esiliye Printing Work ke liye CMYK estimal kiya jata hai ,,, par Aagar Aapne RGB me Apna Project bana ya hai ! fir jakar Aapko yad Aaya ki Ese to hame print karna hai to Aap image save ke vact Color formate change kar sakte ho ( par Shurwat Se Color mode set karlena Chahiye kyu ki Convert ke vact color ka pixel thoda kam hota hai )
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !