Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Sunday 29 November 2015

Browser Ko Hide Karne ka Sbase Aasan Tarika

ad+1




Socho Agar Tum Office Me Kam kar _Kar -ke Borr Ho Rahe ho  Or Khali samay Par Tum ne Youtube Ya Facebook Ya Koe Bhi Social site Open  Kar  ke Apna Time -Pass Kar rahe Ho ! Or bich ME Hi Tumhara Boss Tumhare Samane Aa Gaya To Tumhari Kya Hala Hogi ?

Usi Tarah Agar Tum Computer Lab Me Last Ke Computer Par Beth Kar ! Teacher  ke Teaching par Dhyan Na Deta Apne Computer par Hacking Ke Trick Dhundh rahe Ho Or Kayi Sari TAB Khol Kar Bethe Ho USi VAct Teacher  Tumhare Samne Aagayi To Kya Hoga ?

 Sahi he jiss Tarah Sab hote he usi tarah tum bhi panic hoge ! Yane Darr  Jaoge  ! Confuse hoge Kya kare ?

Dosto Agale samay se Panic hone Ki Koe jarurat Nahi HE Kyu Ki  Abb Google Or Mozilla ke Ad-On Me Panic Button Add Ho gaya He

Panic Button KA Estimal Ham Use vact Kar Sakte he Jis Vact Tum Apne Computer par Multiple Tab Khol  Rakhe ho Or Instantly Tumhara Boss Ya , Relative Tumhare Samne Aate he tab Panic Button Dabakar Tum pura  Browser Hide Kar sakte ho

Chahiye To Tum Un  Open Website Ko Redirect Kar ke dusare Link Par Bhi Laa Sakte Ho :


To Chalo Jane Panic Button Ka Estimal Kese Kare ?



1) Mozilla Ya Chrome  browser Open Kare





2) Mozilla Option  me Jakar Add-Ons Open Karo





3) Add-ons Open Karne Ke Badh Uske Search Box Me Panic Button Type Kar Ke Search Karo ! Apke Samne First Panic Button ka Add- Ons Aayega Use Install Kar do






4)  panic button install Hone Ke Badh Mozilla Restart Kar Do




 

5) Mozilla Restart Hone Ke Badh Aap ke Browser ke right Site Me Panic Button Ka Logo Show Hoga





6) Bas Abb Jitne Chahiye Utne TAB  Khole Or Instantly tumhara Boss Aa gaya To Es Button Par CLick Karo Or Dekho Aapka Pura  Browser Hide Hua Hoga.

or apke samne Browser Restore Or exit Ka Chota Box Aaya hoga ! Uska Estimal Hum Browser Fir se Show Kar ne Ke Liye Karte He Or Exit Yane Browser Close 





 

Dosto  Es Software KE Estimal Ke Badh Tum Khud Jan Sakte ho Ki Ye software Computer Me hona  Kitna Jaruri HE


इस  तकनीक  में किसी  भी तरह  की समस्या  आई  तो हमें  कमेंट  या मेल  द्वारे  बताये  हम  आपकी  जरूर  सहायता  करेंगे 

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates