Dosto jaise ki Aap jante ho Electronic ke Shetra me multimeter ka Aapana ek Mahatw hai , Beena multimeter ke Electronic ke kisi bhi Component ko Measure nahi kar sakte hai .Mobile se lekr Computer ,TV, Laptop ke Hur Electronic Part ko Check karne ke liye Multi-meter ka hona jaroori hota hai ! to Chalo Aaj Jante hai multi-miter me kis prakare AC voltage , DC Voltage Aur Alag-Component ke riding kaise check kart hai
multimeter tutorial in hindi
Dosto Aapne Dekha hoga ki multimeter me 2Dho prob (wire) hote haai Ekk-black color ki Aur Dusari Red color ki Dhono ko lagane ka Alag-Alag Stan Hota hai , multimeter me black Cable Aur Red cable kaha Lagana hai ye jan na bahoot hi Important hota hai
Image me Aap Dekh sakte ho (VMA) yane Upper mene Red wire lagayi hai Aur Niche Black Es prakare multimeter me hume Wire Lagani hai
janiye multimeter ke puri jankari hindi me
![]() |
Multimeter ki puri jankari |
( Image Download ke liye yaha Click karo (HD image hone ke karan Aap jitna Ese Zoom karenge Uthana hi Ye Clear hote jayega )
1) DC Voltage me Hum Direct Current Check karte hai ( 20v se lekar 200v tak )
2) Ac Voltage me Hum Alternating Current check karte hai ( 200v se lekar 750v tak ) ( Mobile ,laptop charger , battery , jaise kam Voltage ko Check karne ke liye hum 200V select karte hai Aur high voltage Check karne ke liye 200V ke Upeer Select karte hai jaise ki ( hamare ghar ke Electronic Bord se 230V voltage Supply hoti hai to hum use Check karna ho to 750V select karna hota hai
3) Resistance Aria se hum Ohm Check kar sakte hai Jaise ki hur Register ke Alag -Alag code ke Hote hai
4) Diode Checker kafi important option hai Kyu ki Eske madat se hum component ke bich me Se power supply ho raha hai ya nahi ye jan sakte hai jaise ki manalo ki muze koe register check karna hai ki bo chalu hai ya band to me (+ prob aur -prob ko register ke dono Aur lagaunga Aagr "beep" Aati hai to power Supply ho rahi hai varana nahi ) ya mere pass Ekk cable hai use muze Check karna hai to me Eske madat se use Check kar sakta hu ..Electronic Component Check karne ke liye ye option kafi help-full sabit hota hai
![]() |
Beep |
5) Red prob (wire ) Positive Aur black prob(cable ) Negative voltage check karne ke liye istimal karte hai
दोस्तों आपको हमारा पोस्ट कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और शेयर जरूर करे
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !