Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Thursday, 4 February 2016

Video kaise edit kare - Video cutting , joining , Text Effect ,Sound , Action


videoedit08


Hi dosto Aaj hum janenge ki kaise Hum Video Edit karte Ek Badhiya Short-Movie Bana Sakte hai ! Aasal me Mene Ye topic mere Ek viwer ke liye Banaya hai jisne muze Kal mail kiya tha ! mail kuch Ess tarah ka tha
 

 
hi Sir me ekk youtube chanel kholna Chahta hu par muze Samaz nahi Aa raha hai ki kaise Video Edit kare ,ya kaise hum Video par text Add kare to plz sir Aise koe Trick batao jis se me Ekk Badhiya video bana saku "


to dosto tumhare Dill me bhi Ye Saval Aata hai  jaise ki Video kaise banaye , video me Text kaise Dale , Video me Effect kaise dale , video ko cut kaise kare , video ko join kase kare , you-tube ke liye kaise video banaye ,  kya hai video Editing ? to  humara Aaj ka post padhte rahe aur Share karte rahe


How to Video editing in hindi


1) Sabse pehla  niche diye link se Wonder-share Software ko free Download karo 


 Download ke liye yaha Click karo >



 

2) Ab Simplay Setup.exe next -next karte Aapne Computer me Install karo


video+edit+hindi+2


3) Abb Software launch karo Aap image me Dekh sakte ho Aapke Samne 2Dh option hai "Easy Mode" aur " Full feature mode


Video+Edit+hindi

full feature par click karo


4) Aap dekh sakte ho Aapke samne Wonder-share ka Video Editing Software open ho chuka hai jiske madat se hum Video edit karenge!!



Video+Edit+hindi3


to chalo jane Wonder share ke madat se hum kaise video ko join aur cut kar sakte hai  


1) Sabse pehla video ko Software me Drag karo ya "Ctrl+O" karte video ka location dekar Video  open karo ( Aur Video ko Select karte niche Slied me Drag karo ) 


video+Edit+hindi+4

   

2) Abb video "Cut" karne ke liye video ko select karo aur jaha se video cut karna hai vaha lien lekar jao Aur click karo Aab uper Split tool select karo aur  jaha tak video cut  karna hai vaha  click karo Aur fir se  Split tool select karo to Aab Aapke Samne bo part Select hai jo Aapko video se delete karna hai


video+edit+hindi+6

Aap unwanted video ko select karte keyboard par delete button dabao Aapka Video Delete ho jayega ( Ess Tarah hum kisi bhi video se Anchaha part delete kar sakte hai )

video+edit+hindi+


ESi tarah tum Cut kiye Video ki Bich me dusara Video Drag kar ke ya join kar ke  Ek Short movie Bana Sakte ho :) 



Video me Text kaise Dale -video kaise Edit kare

Video me Text Effect Dalne ke liye Video Ko Select karo Aur Text Tab ko Open karo  

Text+Effect+
 
jaise hi Aap Text Tab open karoge ! vaise tumhare Samne Aalag -Aalag Style ke Text Effect Show Honge Usme Se koe Bhi Ekk Text Select karo Aur Thick Video ke Niche Drag Karo ( Aur Use text Par Double karte Text ko Aapne Hissab se Edit kar sakte ho )



Video me Screen Effect kaise De - Video kaise Edit kare 

Video Me Screen Effect dene ke Liye Video ko Niche Slide-bar me Drag karo Aur menu bar se  3 button par Click karo ! Aur video Ko Aapne man pasant Screen Aur Effect do !

hindi+me+video+edit



Video me Transition Effect kaise Dale -video kaise Edit kare 

 Transition yane Aagar Tumne Ek-video ko bich se cut kiya hai to tumhare pass 2Dho Video Ho gaye hai to Aap  chahte ho ki jab pehla video khatam hoye tab Dusara video Start hone ke pehla koe Effect Aaye to Aap Ese Feature ka istimal kar sakte hai !( Aapne Shadi , party , buddy Ke Video me Ye Effect Dekha hoga ) 


hindi+me+3


Video Ki Speed kaise kam -jada kare -video kaise Edit kare 


Dosto  tumne ye effect kahi bar dekha hoga jisme Video Kuch vact  ke liye Fast -forward me Bhagata hai ya Slow motion me Chalata hai to Aagar tum Aapne Video me Ess tarah ka Effect Dena Chahate ho to Tum Ess Software ke madat se Ekdam Aasani se de sakte ho ! uske Liye tumhe Simply Video niche  Slide-bar Drag karana hai Aur Uspar  -double  Click karna hai Jaise hi video par  double  clcik karte ho to tumhare samane video Editing Box Khulta hai 

 
hinid+me+video+kaise+b

 is ke mada se tum video me 

  • video rotate 
  • Contract
  • Saturation 
  • Brightness
  • Hue
  • Enhance
  • Speed
ke Changes kar sakte ho 

Video Ko Save kaise kare -video Edit kaise kare 

Video Ko save karne ke liye Simply Right Site me Export button par click karo Aur Aapna mapasant Video format choose karo Aur Video Save kar do 


Aryan+the+cool+boy+



Mr.Sumit  Me Ummid karta hu ki Aaj ka post tumhare kam ka Sabit hoga !Aur Dosto Aagar Tum bhi Youtube ke liye Video Edit karana Chahte ho ya kisi Aur maksad ke liye Badhiya Video bana na Chahate ho to Wonder-share ke madat se ekk Pro Video Bana Sakte ho ! Aaj ke Post me Tumhe kisi bhi tarah ki parishani ho to hume Comment kar do Hum Aapki parishani Door karne ki puri koshish karenge :)

9 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    lekin jab hum is software se video edit karate hai to is software ka naam screen par aata hai jo ki sare video ko khrab kar deta hai ye software maine pahale use kar ke dekh liya hai kya koi or tarika hai video edit ka to please tell me

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    kushal Aagar tumhare Edit kiye huye Video par Nam Aa raha hai to tum trial version istimal kar rahe ho ! usk vajah Se tumhare watermark Aa raha hai # full version download karo ! ya muze mail karo me tumhe ESS software ka crack tumhe send kar dunga :)

    ReplyDelete
  3. blogger_logo_round_35

    Hello.
    Plz send me crack of full version wonder-share software.
    My mail id- iinfohpage@gmail.com
    Ya indianinfolink@gmail.com

    ReplyDelete
  4. blogger_logo_round_35

    dear tum Torrent Se WS ka full version download kr sakte ho

    ReplyDelete
  5. blogger_logo_round_35

    HI
    PLZ HELP ME HOW TO DOWNLOAD WS.
    AAP KYA MERE EMAILID PR ISKA FILE SHARE KR SAKTE H.
    BECAUSE DOWNLOAD KARNE ME HUME AASAFALTA MIL RAHI H

    ReplyDelete
  6. blogger_logo_round_35

    IINFOLINK@GMAIL.COM
    4SAM1996@GMAIL.COM

    ReplyDelete
  7. 20160511114653
  8. blogger_logo_round_35

    software downlpad link par click karne ke bad #This download link has expired. likhta air koi optin hai software download karne ka

    ReplyDelete
  9. %E2%80%AA%2B91+86072+62459%E2%80%AC+20170420_213326

    Hii frnd mai aap ki sari ki sari trick padhta hu or
    Unhe try krta hu
    Sach me yaar aap mere sachche Gide ho

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates