Hi Blogger Hindi me SEO ke post Me Aapka Swagath hai ! jaise ke Keyword ke Bare me tumhne Kahi bar Suna hoga ki ! SEO ke liye keyword Find karna jaroori hai ? keyword ke bina tumhari Site Google List me Nahi Aayegi ! keyword-keyword-keyword to kya hai !Ye keyword ? Sorry Ha jara jada Hi Filmy ho gaya na ! Yup I know to chalo Aaj janate hai keyword yane kya Aur use Aapne Blog ke liye kaise find kare !
- Google par Aapna photo upload karna hai to image ko SEO karo
- Blog ko Top 10 me kaise laye - janiye SEO ki puri jankari hindi me
Dosto Jabhi Tum koe naya blog ya website banate ho to Tum Dekhte ho ki Tumhare blog par jada Viewer Nahi Aate hai ! Hardly 50 se 60 ya Use se kam ! to ye Aam bath hai !kyu ki Naye blog ke Page ko Google ne Index kiye nahi hote hai ! Leki jab Tumhare blog ko 4 se 5 mahine ho chuke hai Fir bhi tumhare blog ke par day view 100 ke Aage nahi Ja rahe hai to Tumhne Aapne Blog par Sahi keyword istimal nahi kiye hai ya Aapne Blog ka title sahi tarah se nahi diya hai ! to Dosto Aaj Hum janege ki Aapne Blog me Keyword kis tarha istimal karna Chahiye Aur kaise Istimal karna chahiye !
keyword yane Kya -Seo in Hindi
keyword un Shabdho ko kehte hai jin ke madat se hum humare blog ko Search result me La sakte hai ! Keyword 3 se 4 Aanko ka hi Ho sakta hai ! jaise ki
- SEO
- Tips
- hardware
- Best
- Hindi me
- in hindi
Ess tarah se lekin enhe hume Thoda logically istimal karna padta hai !
SEO ke liye 2 tarah ke keyword hai Aise hum bol sakte hai jaise ki
- primery keyword
- Secondary Keyword
Primery Keyword: Manlo ke Mene SeoTips.com nam ka blog Banaya hai ! yane mere Blog me SEO keyword hai jo google par kafi log Search karte hai ! to use keyword ko me mere blog ke hur post ke bich me bhi Istimal kar raha hu ! to use hum primery keyword kehte hai !
Secondary keyword :Yane Jab hum Aapne blog ke liye Google Se ya kisi Tool se ekk Badhiya Keyword Find karte hai Aur Use Blog ke hur Title, page, description me istimal karte hai to use hum Secondary keyword kehte hai !
Dosto keval Blog banakar post publish karna hi Sab kuch nahi hota hai ! Tumhe Aapne blog ke liye Keyword Dhudna bhi Aana Chahiye to Chalo jane Blog ke liye Keyword kaise khoje ( ढूंढे )
Google Keyword planner ( AdWords)
23 October 2000 me Google ne Es tool ko publish kiya jis ke madha se Koe bhi Webmaster ya blogger Aapne Blog ke liye free me keyword Research kar sakte hai ! to keval research hi nahi to Aagar Aapka koe Website hai to Use Aap Adwords ke madat se Promote bhi kar sakte hai ! par Uske liye Tumhe Google ko paise Dene padte hai ! par Google ka keyword Research Tool bikul Free hai jiske madat se hum Aapne blog ke liye Best keyword Dhoondh sakte !
AdWords se keyword kaise Find kare - SEO in Hindi
1)KeywordPlanner me login Lo (Yaha Tume Aapna Email id & Password Dalna padega ) jaise hi tum planner me login lete ho to tumhe Ess Tarah ki Screen nazar Aayegi !
2) Get idea par Click karte hi tumhare Samne Ekk Window Khulega Jis me Keyword Idea ka button hoga Uspar Click kar do
Ad Group Idea: yane jaha tumhe tumhare keyword ke related Aur bhi Aalag -Aalag keyword milte hai ! yane 1 Group hi samz lo ki Keyword ka bana-banaya Group mil jata hai ! jise istimal tum Blog me kar sakte ho
Keyword Ideas : Yane Jo keyword hum Search kar rahe hai use log kaise Aalag -Aalag tarah se Search kiya jata hai ! Eski report HumeYaha Se milti hai Jo humare liye Bahoot hi jaroori hai ! kyu ki Yaha Se hume pata Chalta hai ki Dunia me kon-kon Google par kya -kya search karte hai !to Hum unke Search kiye huye keyword ko Aapne blog me istimal kar sakte hai ! to Chalo Practically Samze
Manlo ke mene SeoTips.com Banayi hai ! to Aaj se me Seo ke hawale Naya Post Likh ne Ja raha hu ! muze Aab mere post ke liye badhiya Keyword chahiye
to me kya karunga ! Google Adword me jaunga ! Aur Type karunga > SEO Trick< ye mere post ke Title ka Main Keyword hoga !
Search karne ke badh Aap dekh sakte hai mere Samne Dher Sare Keyword Aur Unke Competition Dikhayi dene lage
to Dosto Competition 3 level me bata jata hai jaise ki
Low :-Jis keyword ke samne low Likh kar Aa raha hai Un Keyword ko Search kiya to jata hai par low leval par yane Aagar Mere keyword Seo Tips hai > to uske Samne Aap Dekh sakte ho par Month 8,100 Bar Search kiya hai ! to me use mere post me Istimal kar sakta hu ! Aur to Aur Use keyword ke Competitive bhi jada nahi hai !use karan Mera post Google par -jald se jald Top level par Aa sakta hai
Medium:- jis keyword ko low bhi nahi Aur High bhi nahi medium level par search kiya jata hai ! Ess tarah ke keyword ko bhi tum Aapne blog me Istimal kar sakte ho
High :- High level ke keyword Google par Jada Search kiye jate hai ! Ye hi karan hai ki Uska Competition High Dikhayi deta hai ! yane log Ese Search bhi jada karte hai ! Aur Webmaster aur blogger ise Istimal bhi jada karte hai ! Aagar Aap Ess level ke keyword ko istimal karna chahte ho to Tumhe High level ki SEO karna padega uske Sath Tumhe Enn Sare se Competition kar ke Aage jana Padega ! mere Hisab se Ye jara new blogger ke liye jara jada hi muskil hoga ! par Aap SEO Expert ho ya kisi SEO Expert ki madat lekar kam karoge to Sab possible hai .
( me mere seotips.com ke liye Low ya medium Level se jada Searches Wale keyword find karuna )
jaise ki Aap uper ke image me Dekh sakte ho ( SEO Tips) aur ( SEO technques) jaise keyword jine ke level to low he par search jada hai to Enn Keyword ke me mere post ke Titel me H1 me, post me ,Footer , Aur Description me, jada se jada time istimal karne ki koshish karunga Jis se mera Post Ess keyword ke Hawale jald se jald Google par Show hone lagega :)
Google se keyword nikalo !
Dosto Google search engine se se keyword Nikal ne ka sabse Aasan aur powerful tarika hai ! Google Suggestion aur Related key yane jab tum Google par jo bhi keyword search karte ho tab Page ke niche footer par google jo bhi related Word deta hai uska istimal tum Aapne post me kar sakte ho !
kyu ki Log Enn Keyword ko bhi jada Istimal karte hai !
keyword research Tool ko istimal karo
Dosto Google par Adwords keyword planner ko Shodakar kahi Aise tool se jo tumhe Best Suggestion de Sakte hai jise hum Adwords ke alternatives tool keh sakte hai ! jaise ki

- Low
- Medium
- High

- Blog ya Website ke liye kaise Design Rakhe - SEO Tips in hindi
- Domain Nam ya Web Hosting Lete vact kin chizo ka khayal Rakhna Chahiye ?
keyword research Tool ko istimal karo
Dosto Google par Adwords keyword planner ko Shodakar kahi Aise tool se jo tumhe Best Suggestion de Sakte hai jise hum Adwords ke alternatives tool keh sakte hai ! jaise ki
Aapko Humara post kaise laga Ye hume Jaroor bataye aur share kare ! Agar tumhe SEO keyword Aur Youtube keyword ke bare me koe bhi parishani hai to hume Niche Comment me bataye hum Aapki jaroor sahayata karenge :)
gud post
ReplyDeleteFriend Nice Post लेकिन अपने Content or SEO में Focus कीजिये और अपनी वेबसाइट को सिर्फ पैसे के लिए मत बनाइये.....आप खुद सोचिए की लोग आपकी वेबसाइट पर क्यों आयेंगे...
ReplyDeletePlease Visit : http://techandtweet.in - Hindi Blog For Bloggers And Tech Geeks
Thanx for suggestion friend pr Mene keval SEO aur blogging ko sochkar site nahi banayi hai to computer Se Jude hur jankari share karne Se banayi hai ! ess karan muze thoda time Lag raha hai ! par dost yakin mano kuch dino badh mere site keval seo aur blogging ke nam Se nahi to computer aur technology ke nam Se Jan ne lage gi
ReplyDeletethanx
Latest Goverment job 2016-17.. job4t provide all jobs detail. The simple purpose of this web page is to provide valuable jobs at one place to all process seekers., job4t provide all jobs detail,latest goverment job,job update ,state wise job,education wise job, job 2016,bank job ,teacher job, ssc job, clerk job,
ReplyDeletehttps://job4t.blogspot.in/