Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Wednesday 9 March 2016

Laptop me Sound nahi Aa raha hai - kya kare ?

ad+1




Hi Blogger Hindi Computer & Technology me Aap ka Swagath hai to Kya Aap Jan na Chahate ho Aapke Laptop Me Sound Na Aane ka Karan kya hai ? Aagar Yes ho Padhate Rahe Aaj ka Humara Post ! Dosto 2 din pehla muze Mr.Punit ka Mumbai se mail Aaya tha jis me likha tha ki  


"Mr.punit ( Mumbai)

Sir Mere Pass Samsung ka Laptop hai Jis me i3 ,Processor ke sath 500 GB HD  Aur 4 GB Ram hai ! par Kahi Dino se mere Laptop me Sound nahi Aa raha hai ! yane Aagar me koe bhi Movie ya Song Play karu to Song Play to hota hai Par Laptop ke Speaker se Sound (आवाज ) Nahi Aa raha hai ! Sir Eske pehla bhi Ye problem muze face karni padi Theee Par Mere Technician ne use Repair kar Diya Aur 400 Rs liya ! Sir Me jan na Chahata hu ye Sab kaise karte hai Kyu-ki muze bar -bar Technician ko paise na Dene pade Aur mera knowledge badhe !!

Admin 

Mr .Punit jo tumhne Sawal Kiya hai Uske liye Me tumhe Thanks kehna Chahta hu kyu ki Dunia me Aise kahi log hai jihne Computer ke Ess Problem ka Solution pata nahi hota hai ! to me Ummid karta hu ki Aaj Aapka Sawal Aur mere Javab se dunia ke Hajaro lonk Aapne Paise bacha Sake Aur Aapne Desktop ya Laptop ka Care kar Sake ! to Chalo Jante hai Laptop me Sound problem kaise Fix kare 



Dosto Laptop ya Desktop Se Sound Nikal jana Ye Ekk Aam Bath hai ! jaise ki Humara Hardware Software ke Bina kam nahi kar sakta hai Use Tarah Laptop me ya Desktop me Lage Huye Speakers bhi Software ke bina kam nahi kar Sakte hai ! Esiliye Hume Computer  ya Laptop Format karne ke badh Unke   future Active karne ke liye Driver Dalne Padhte hai ! Jaise ki 

  • Video Driver 
  • Sound Driver 
  • LAN Driver 
  • Bluetooth Driver 
  • WiFi Driver 
  • or more 

to Enn Sab Function  ko Active karne ke liye hume Sab ke Aalag-Aalag Driver  laptop Me Install karna padta hai ! jiske Vajah se sare function Active hote hai ! 
to Dosto Hota kya hai ! kahi bar  Virus ke vajah se ya kuch OS problem se En ke Supporting Driver Corrupt ho jate hai  ya Delete ho jate hai to Aise vact humara Laptop proble dena shuru karte  hai Jaise ki manlo 

  • Laptop me Sound nahi Aa raha hai to Sound driver Delete ho chuka hai !
  • Video Clear nahi Dikh raha hai to VGA driver Install karna padega 
  • Task -bar par LAN ka symbol nahi Show ho Raha hai to Lan Driver install karna padega 

Ess tarag Tum Laptop ke liye Driver Install kar ke  Laptop ki Sound Problem Door kar sakte ho 


speaker Mode Check kare  

Laptop ke Task-bar par Dekho ki tumne Sound ko mute to nahi kiya na ! kyu ki kahi bar hum se Aanjane me Sound mute ho jata hai ! ( to Aagar Aisa ho to use Unmute karo Sound Aa jayega ) 





Laptop ke Driver Install kaise kare ! 

Aapne Laptop ke liye Driver Install karna koe badi bath nahi hai  jaise ki manlo tumhare laptop  " samsung np300e5c "Model ka hai to Simply Google me Ess Model number ko Search karo ( Laptop ka Model number Laptop ke back Side me likha hota hai )   

 


Aap dekh sakte ho Jaise hi mene Laptop Model number ko search kiya vaise hi mere Samne SAMSUNG ki official Site Aagayi ! Abb Simply Use Site me jana hai Aur Download & manual par click karna ! ( Dosto ye Process Laptop ke hur brand ke liye Hai ) 



 
Download & Manual par click karte hi Tumhare Samne Driver ki list Aa jayegi jis me Se Sound driver ko Download kar ke Aapne Computer me Install kar do ! Aapke Laptop ka Sound problem Solve Ho jayega 



Chahiye to Aap Sabhi Driver Download kar ke Rakh sakte ho kyu ki Laptop ya Desktop se Driver kabhi bhi corrupt ho sakte hai Aapne pass backup hona jaroori hai 


Dosto Driver Dalne ke badh bhi Sound nahi Aa raha hai to ! tumhare laptop ke hardware me problem ho sakti hai ! par 100% me se 70% Laptop me problem  Sound Driver ke vajah se hi  Aata hai ! Fir  bhi Sound nahi Aata hai to humara Aagala Post padhna na bhoole Kyu ki hum Aagale post me Aapko Laptop Sound se Judi Hardware Problem se kaise Chutkara paye Ess par bana ne Wale hai to Aapka humara post kaise laga ye hume Comment dwra bata ye aur jaroor share kare :)

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates