How to Recover delete Data in hindi Delete data kaise Recover kare
Dosto Kahi bar hum galti se Apan Important data delete kar dete hai ! Recycal been me Ho to Acchi bath hai par vaha se Bhii Delete Kar di to !!! ya kahi bar Computer Formate karte wact data ka Backup nahi lete hai aur usme hamara Data Delete ho jata hai ! ya hamari Girlfriend jan buz kar hame parishan karne ke liye Data delete kar deti hai ! tab hum kya kar sakte he ??
Dont panic Aaj hum hindi me Data kaise Recovar kare ye Sikhenge
Actually hota kya hai ! jab data Delete hota hai tab bo computer se Delete nahi hota hai bo hamare OS (operating system) se Delete hota hai! yane hamare OS ko yesa program kiya gaya hai ki bo hame Ye Dikhata hai ki Aab Aapka Data hamare OS me nahi hai ) par hardware ko dekha jaye to hamara data hardware me save rehta hai
- Google Panda se Apni Website Kaise Protect kare Seo Tips in hindi
- Photoshop me kapdo Ka Color kaise change kare (Hindi Me )
jis tarah hamare book me Index page hota hai... Aur vahi se hamari book continues hoti hai fir chapter 1, chapter 2 , Agar mai index page fad bhi du to book ko koe effect nahi padega kyu ki chapter Aur index ka koe lena-dena hi nahi hai index hame bass ye batati hai ki hamare book me etne chapter in hindi ( vishay ) hai ! to esi tarah hamara hardware aur Software bhi kam karta hai !
to chalo jante hai hai delete kiya hua data kaise Recovar kare ?
1) i-care Software Download karo (http://www.icare-recovery.com/)
![]() |
Data Recovery in hindi |
2) Simply Setup install karo /install Hone ke Badh Finish kar ke open karo
![]() |
Data Recovery in hindi |
3) Software Open hone ke badh Aapko 4 Category dikhaye Degi
- Lost Partition Recovery
- Advanced partition Recovery
- Deep Scan Recovery
- Format Recovery
4) First Lost Partition par Click karo ! Apko Computer ke partition Dikhayi dege Chahiye to Aap Whol Computer bhi Recover kar sakte ho / ya individually Partitions
![]() |
Data Recovery in hindi |
5)Partition Select karo Aur Recover Button par clik karo
![]() |
Data Recovery in hindi |
6) Aap Image me Dekh sakte ho Data Recovery ki Process Start Ho chuki hai
7) Abb kuch samay wait karo PROGRESS Complete hone ke badh Aapko Ess Tarah ki screen Dikhayi degi tab Sare partition Select karo Aur Show File button par Click karo
8) Show file par click karte hi Software HardDisk scan karga ki konsa-konsa Data Delete Hua hai Aur Use Recovar kar ke Tumhe Show karega
9) tum dekh sakte ho ki software ne hamara Sara data find kar ke hamare samne rakha hai ! Aab hame jo data recover karna hai use Folder ko select karo Aur Save File par click karo .
Delete data computer me Save ho jayega :)
Dosto Aagar First Step se Aapka Data Recover nahi huaa to tum Second Aur third Step use kar sakte ho ,,
हिंदी में डेटा रिकवरी का पोस्ट आपको कैसा लगा ये हमें जरूर बताये या डेटा रिकवरी में आपको कोई भी परिशानी है तो हमें जरूर बताये हम आपकी जरूर सहायता करेंगे
Nice bro..
ReplyDeleteThank You !
DeleteBahut badhiya jankari hai sir
ReplyDeleteThanx
ReplyDeleteThanku vary much..
ReplyDeletemugha ye blog bahut pasand aya.. I vary likr it..... Thanku admin
Aapke khooshi Me hi humara kamyabi hai !
ReplyDeleteThank you !
Hello lekin mughe jaha tk pata hai data recovar softwere ko buy karna padta hai kya ye free softwere work karega plese reply sir.
ReplyDeleteAisa koe jaroori nahi hai ! i-care software ke sath Aise kahi software internet par hai jise tum free me download kar sakte ho
ReplyDeleteThanku sir.
ReplyDeletethanx sir for this tips
ReplyDeletewelcome :)
ReplyDeleteJab hum data recovery krte hai toh file server main ya software m download toh nai hoti,data recovery risky toh nai hai ager koi personal data Ho toh ?reply plz
ReplyDeleteReply plz@
ReplyDeletesuny Agar tum Software Use kar ke data Recovery kar rahe ho to koe Risky nahi hai .....
ReplyDeletesoftware use krte Wakt ager lapi m internet login hai toh bi koi risky toh nai hai na?
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNahi !Koe risk nahi hai
ReplyDeleteThanx a lot@about2pc.com
ReplyDeletethank you Sunny :)
ReplyDeletehello dear
ReplyDeletemaine ubuntu os install kar liya or mera sara data delete ho geya
fir maine w7 install ki to mera sara data clean ho geya
how to recover old data
suno Amanpreet tu data Recover kar sakte ho ! mene Jo post publish ki hai use step-by-step follow karo - aur partitions k jahah full HD recovery k liye Rakho .tumhara pura lose data recover ho jayega :)
ReplyDeletewelcome :)
ReplyDelete