Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Sunday, 27 December 2015

Google Panda se Apni Website Kaise Protect kare Seo Tips in hindi


google-panda


 

Hi frinds Aaj me hindi me  SEO ke related  kafi jaruri post likh ne Ja raha hu jise Follow kar ke Tum Apne Site ko Ya blog ko Ekk Ache position pe La sakte ho ! Dosto Hota kya hai ! jinhone ne Hal hi me Naye blog banaye hai Ya jinhe Seo in hindi  Aur Algorithm ke bare me Kuch IDEA nahi hai bo Google Panda Aur penguin ke Shikar bante hai ya Unke Site par Traffic Aaa nahi pata Aur traffic Aaa nahi pane se bo  Nirash ho jate hai Aur Jaldi hi Blog ya Website par kam karna Chor dete hai !

to Dosto Aaj Hum Sikhenge hindi me Website/blog SEO ke liye Algorithm samzna kyu jaruri hai
Google panda ,Penguin Algorithm yane kya ?


Dosto jabhi bhi Google Aapko Search result deta hai tab google ke background  me kafi kam chalta rehta hai ! data  crawling  karna index karna yese kahi Software ke chalte hume result diya jata hai to SEO ke bareme bath ki jaye to Google algorithm hamare website ke qulity check karte hai jaise ki koe copy content to nahi hai , Website me koe illegal subject par to banayi nahi gayi yese kahi kam google ne unke Algorithm par chod diye hote hai ! ( Google Apne Algorithm Sal me 4 se 5 bar Updtae karta hai ) panda , penguin ,humming bird bhi google ke Algorithm hai


Google Algorithm se Hame Koe problem Ho sakti hai ?

yes , Aagr Tumhari Site/blog Google Algorithm ke policy ke Khilap ho to Bo tumhari site ban kar sakti hai

Google Algorithem se hamari site kaise protect kare ?

Aaj Hum  hindi me Google Panda  se Apni website kaise protect kare ye Sikhenge


Hindi me Google Panda Algorithm



Seo+panda+hindi


Dosto  Jo 5 Point image me Aapko Dikh raha hai Unke Bare me Aaj hum  bath karenge ! Abb Aap bolo ge ki Ye kya hai Bhai Enke Bare me to humne internet par kahi bar padha hai  ! ye hume malum hai Aap ye kya bata rahe hai to Dosto me batana chahta hu ki Google ke pehle koe Algorithm nahi hote thee bass keyword se kam chalta tha  .Apne post me Keyword Dalo bo more off Keyword se google result me dikh jata tha ! Fir back-link par Aagaya jiski Page Ranking Jada hoti thee Bo Site upper Aati thee ,Abb ye Sabb chodkar Google ne Panda, Aur Penguin Aur Kahi Algorithm nikale hai ! Jiske vajah Se Internet se Chori karna Muskil bana diya hai Impossible to nahi hai par bahot muskil banaya hai ki koe banda Search Engine ko cheat kare  !

Esiliye Abb Aapko Real Ground me Aakar  SEO par Kam karna Hoga ! 

pehla to mere Bhi kahi Blog Low content thee , 2013 se mene Blogging Start ki Copy to Abtak mene Kabhi ki nahi par mere blog me Low Content Hote the , Website Structure Bad hota tha , Thin Content hote the yese kahi kharbi mere bhi Blog me hote the , Abhi ye Sab Time ke Sath me Sikhta Gaya Aur Hamari Website Follow Karoge to Aap bhi Sikhte Jaoge kher Aksar mene Yese Kahi bande dekhe Jo naye Hote hai Aur Bo En Sare Chizzo ko Ignore Aur Google ko Cheat karne ki koshish karte hai kuch samay ke liye kam chalta hai he par Ek Samay yesa Aata hai ki Google ke Algorithm unhe Hit kar Dete hai !



Low Qulitty conent hindi me SEo :


Low Quality Content Yane Jis me Koe Quality hi nahi hai ! conent to hai par kow Quality hi nahi hai ! manlo ki Apne ek Website banayi hai Usme , Pages bhi banaye hai par Usme jo Content Hai bo in-complete hai Yane Pure nahi hai ! yane Viewer Jo bhi Search karta hai Bo keyword Use Site par nahi hai ,kuch Aur hi hai , Topic ka Title bhi kuch Aajib sa hai , to viewer Confuse Ho jata hai ! ye kya hai bhai title kuch Aur info kuch Aur to Ess Se Aapke Traffic par bhi Effect Pad ta hai Esiliye Aap jo bhi Content Likhoge bo Deeply Likhoge Yane ki bo Low Quality ka Shikar Na ho





Hindi me Copped Content :

Copped Content Aapko Pata hi ho ki Dusre kisi bhi Site Se Articular Copy karke Apne Site-par Upload kar rahe ho to bo Copy Contend par Aata hai ! Aagr Aap Ek paragraph bhi Copy kar rahe ho to bo Coppid Contend paragraph me Aa sakta hai !

( Aap Ess Site par http://www.copyscape.com/ jakar Apni Site Copy Contend hai ki nahi ye jan sakte ho )


Thin Content :

dosto Thin Content yane patla Content ! jis tarha hume Smart dikhna ho to hume na mota hona Chaiye na patala esi tarah hamare Site par hum jo Articular likhenge Usme bhi kuch 500 ya 600 word hoge to Aacha hai kahi bar 200 word se hum jada likh nahi pate hai bo bhi thik hai par kahi log Sirfe 50 se 60 word likh kar post chod dete hai yane incomplet post rakhte hai to bo Thin Content Me Aa jta hai Aur ye bhi panda ke search procces me Aata hai



Above The Fold Content hindi me SEO :-


 yane Jab tum Google par koe bhi keyword likhte ho tab jo website khulti ha ! Usme jo Screen Aapko Us wact Dikhayi deti hai Scroll Down karnen ke pehla Use Above The Fold  kehte hai ! yane Google Panda kehte hai ki jab Viewer Site par Aata hai tab use koe na koe Content Dikhayi Dena Cahiye ! Image me Aap Dekh Sakte ho ki Website me  Aapko titel Dikhayi de raha hai ! Menu bar yane User kisi bhi link par click karke post read kar sakta hai


Above+The+fild+hindi+me

kahibar long kya karte hai Jo Above Fold Aria hi Ads se bhar dete hai ! ya bo Apne Site ko Scroll Down karne ke badh Content ya title show ho yese Banate hai jo ki Aapke Viewer Or Traffic ke liye Achi bath nahi hai


Hindi+me+SEO+3


Hindi me Bad Website Structure :


yane user Aapke Website par Aaya Aur use pata nahi chal raha he ki me kaha  jau ! Na Apka Navigation Sahi hai ! Na menu bar hai ! Labling Sahi tarah se nahi kiya hai koe bhi Structure sahi tarh se nahi kiya hai , to Aap Soch me Pad jate ho jau to kaha jau , jaha par bhi click karu bo Artikal nahi mil raha hai ! na image proper load ho raha hai  So ess tarh ke WebSite ko panda jald-hi-jald effect karti hai


Dosto Google Algorithem ke bare me batane ka maksad ye tha ki Aap Ese Samze  ki Esme Kon -kon Se factor Samil hai Aur Apko En sare bato ko ignor karna hai Next Post me Goole Paiguin Algorithem  ko hum janege Aur Google ke Algorithem  ne hame hit kiya to hum Ense kaise nikale ye bhi post karunga So dosto Apko hamara post kaisa laga ye hume Coment dwara bataye aur share kare

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates