Ya Hum Ek Computer Hardware Engineer hone ke karan Aise kahi log Aapne Pass Aate hai ki Sir Computer me Dala Hua password Bhool gaya hu ! Ya Computer me kisi ne Password Lagay hai kya karoo to Ye problem Aam hai !to Aise Vact Hum Sabke Computer format to nahi kar sakte hai na to Aise vact Window password Bypass ko istimal kar ke Computer se Administrator password Mita sakte hai to chalo jane Computer ka login password kaise tode !
1) Sabse pehla Niche Diye huye Link Se Kon-boot Iso Download kar do
2) File Download Hone ke badh Folder Ko Open kar ke Kon-bootCD folder ko Kholo !
3) Jaise hi Aap bootCD ko open karte ho vaise hi Aape Samne 2 ISO file Aayege
- kon-bootCD
- kon-bootCD_old
Jis me se Aapko 1st Choose karna hai !
4) Aab Simply kon-bootCD par dubble Click karo ! Aapke Samne Window Image Burner ka Popup Aayega Usme Burn Button Par Click karo ( Aapka ISO File CD me Burn Ho jayegi )
{Aapko Computer me Pehla Blank CD dalna hai Fir burn button par click karna hai }
- Blog ko Top 10 me kaise laye - janiye SEO ki puri jankari hindi me
- Purane Blog ke viewer ko Aapne naye blog par kaise laye -Traffic Badhau Trick
5) Bass Aapka kam ho chuka hai !Abb Jabhi Aapko Kisi computer ka password Crack ya reset karna hai To Ess Cd ko Computer me Dalo CMOS setting se first boot device CD Rom Rakho Aur computer restart Karo !
6) Jaise Computer Restart Hoga vaise hi Aapke Samane Ess tarah ki screen Aayegi !yane Aapke computer me Password nikal ne kam Start ho gaya hai ( Keval 5 second me Aapke computer me Bane Huye Sare Administrator password ko ye CD Remove kar dega )
7) Process pura hone ke badh Computer Aapne-Aap Restart hoga ! to CD ko Computer se nikal do ! Aab Aapke Samne Computer password magega !tab Aapko koe password Enter nahi karna hai Simply right Arrow par click karna hai ! Aapka Computer Khul jayega !
Aagar Aapko Ess Technique me koe bhi parishani ho to hume niche comment karo hum Aapki jaroor Sahayta karenge ! Aur Haaaaaan share karna na bhoole :)
aapne jo con boot ko cd me burn karne ke bare me bataya hai kya hum ise pendrive me burn nahi kar sakte
ReplyDeletehoga ! par tumhe pen drive kon.iso Se bootable Karna padega
ReplyDeletepd me kaise kare
ReplyDeletend pleese email de do apna ya no
pen drive clean format karo - Aur [ Kon.iso ] image ko PD me Extract karo ! Then computer me first boot - PD select kro nd pc Restart kro :)
ReplyDeletedear me Number share nahi kr sakti hu - pr tum muze mere FB page Se contact kr sakte
www.Facebook.com/about2pc
Window 8 crack ho gayegaa
DeleteYes -hoga [ agar nahi hua to kos boot ka higher version download karo ]
ReplyDeleteThe disk image file is corrupted dikha reha h mam plz help me
ReplyDeletetum ne ISO image ko Proper bootable nahi kiya hai !
ReplyDeletemam apne jo link set ki h es file " Kon-boot Iso Download" ko download karne ke liye to ye link work nahi kar rahi h
ReplyDelete