Hi Blogger Hindi Computer Tips And Trick me Aap ka Swagath hai ! to Dosto Aagar Aap Aapne Youtube ke liye Ekk Professional level ka Animation Video Bana na Chahate ho to Aaj ka Post keval Aapke Liye hai !kyu ki Aaj hum Aapko Aise Online Tool ke bare me batane wale hai jise Aap Istimal kar ke Ekk Badhiya Introduction Video bana sakte ho ! Aur-to-Aur Keval Youtube ke liye hi nahi to Tum Aapne
- College PPT
- Office Project
- Kids Party
Aise kahi jagah Ess Web Application ka Istimal karte ek Best Animation Video bana sakte ho ! Jis ke liye Aapko kise paise bhi dene ki jaroorath nahi hai ! to Chalo Jante hai Kaise hum Free me Animation Video bana sakte hai !
- Youtube se paise kamana chahate ho to Ess book ko padho !
- Blog ko Top 10 me kaise laye - janiye SEO ki puri jankari hindi me
Best Animation Software For Youtube In hindi
Aagar Aap Youtube par Viewers ka Dhayn Puri tarah Aapne Video par karna Chahte ho Eske Liye ANIMATION ek bahoot hi powerful key hai Kyu Ki Aam Video se Jada Animation ko log Jada View dete hai ! to chale jane Youtube ke liye kase video banaye1) PowToon (www.powtoon.com)
Online Animation banae ke liye PowToon Sab se Behtarin Tool hai Aise Hum keh sakte hai ! kyu ki Esme Aap ko Keval Aapna favorite Cartoon Select karna hota hai bas Aur Animation par jo text Istmal karna chahate ho use Type Karna hota hai ! Bass Aur kuch nahi Aapka Animation video ban jayega !
Powtoon me
- Video Effect
- Text Effect
- Cartoon character
- Sound Effect
- Frame Effect
Eske Aalava Aap kahi sare feature ka Istimal kar sakte ho !
PowToon ko Istimal kaise kare
PownToon ko Istimal karne ke liye tumhe Usme login lena padega !jis ke Liye Tum Free Account bhi bana sakte ho ya Facebook , Gmail , LinkedIn ke madat se Login ho sakte ho
jaise hi tum powtoon me login Loge vaise hi tumhare Samne 2 option Aayege Jis me Se Tum Customize a Ready -Made powtoon par click sakte ho !
Jab tum Customize par click karoge tab tumhare Samne Tamam Cartoon characters Aur Templates Dikhege jis me Se Tum Aapna man-pasant Templates Choose kar sakte ho !
Jab Tum koe Templates select karte ho tab tumhare samne Edit ka option Aayega Simply Edit button par click kardo ! Aapke Samne Dher Sare ClipArt , Cartoon, Slide, Text , effects , Aayenge jis me se Aap Hur ke chiz ko main page me drag kar ke Video bana sakte ho !
Dosto me Aapko hur ekk Step bata nahi sakta hu kyu ki ye just IDEA post hai ! to Aapko shayed Idea Aa chuka hoga ki Aap Animation video kaise bana Sakte ho to ! to Esi tarah Aapne Youtube ke liye Ekk behtarin Intro video banao Aur Aapne Visitor badhao :)
- YouTube Video ko MP3 me kaise convert kare !
- Video kaise edit kare - Video cutting , joining , Text Effect ,Sound , Action
PowToon ke Aalava Aur kuch popular Animation Site jis se tum Youtube ke liye cartoon introduction bana Sakte ho
Aapko Humara post kaise laga Ye hume Comment dwra bataye aur Aapne Dosto ko jaroor share kare :)
best jaankari kya aap mujhe bata sakte hai ki me apni blog ki post ka video kaise banau
ReplyDeleteMr.Dharma _ Agar tumhe Aapne blog k liye # introduction Video Banana hai to tum #After Effect # jaise software ka istimal kar skate ho #' par Aap easy li simpal video bana na chahte ho# to Animation video bana sakte ho # Jo tumhare blog reader par impression dalne k liye kafi hai :)
ReplyDeleteGood but meko cartoon video banana hai jis tarah chota bheem, Tom & jerry cartoon hai is tarh cartoon video kese bana sakte h
ReplyDeletebhim - Hanuman - jaise cartoon k liye tumhe Animation karna padega
ReplyDelete