Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Tuesday, 23 February 2016

Blog ko Top 10 me kaise laye - janiye SEO ki puri jankari hindi me




SEO+hindi+me



Hi Bloggers SEO in hindi me Aapka Swagath hai ! to Dosto kahi Dino Se Humne SEO in Hindi me Koe Jankari Share nahi ki the ! Ess karan muze Kahi mail Aaye the jis me SEO ke Jude Kahi Sawal the jaise ki


  • Sir SEO kya hai
  • SEO ke bare me Koe Jankari share kare
  • Blogging ke liye SEO karna Jaroori hai kya
  • New Bloggers ko SEO ki shurwath kaha se karni Chahiye
  • Keyword yane kya /Hum Use kaise istimal kar sakte hai


Bla-Bla-Bala to Dosto Aagar tumahre Dill me bhi Ess tarah ke  Sawal Aate hai ! to Aaj ka Post Dhayn se padhe Kyu ki Aaj hum SEO ki puri janakri hindi me  Share karenge Jis Se Ummid karte Hai Tumahre Dill Me SEO ko Lekar jitne bhi Sawal ho Wo Clear Ho jaye ! to Chalo Jante hai SEO ki puri jankari hindi me




SEO ki Shurwath kaha Se huyi thee - History in search engines optimization in Hindi



Dosto Aagar Hum SEO ki History ke bare me Bath kare to 1990 me internet ne kafi tareki ki bahoot Sare Websites internet par nazar Aane lage the ! Esi tarha SEO ki shurwath bhi 1990 se hone lagi bahot Sare Log Internet NAM se Jud gaye the ! Esi karan 1990 se Log SEO ke bare me Jan ne lage ! 1997 me  SEO word ka istimal kiya Gaya jiska Full form search engines optimization hai


1998 me Jab Google internet Par Aaya tab Sab System Chang hogaya Yane ! SEO ka Power jo Webmaster ke pass Tha yane Website bana ne Wale ke pass tha Bo Uthh kar Google ke pass chala gaya ! Fir Google ko dekhna Hota tha ki kon si Site index karni hai Aur kon si nahi ! 1998 me Google ne  60 Million page index kar liye the ! ess Hisab hum Jan sakte hai ki Google ke pass  Din - bhar me Kitne pages Submit hote honge Aur Aagar Hum PAGE ke SEO par Dhyan nahi diye to humari Site Google par hum bhi Dhoond nahi payenge :)

10) blog par Jo bhi Article likhoge Use Chahiye to 2 diin la ya 3 dinn lo Par Aisa Likho Jo Google par nahi hai  jise padhne ke liye visitor ko keval Tumhare Blog par hi Aana chahiye !



SEO Yane kya - SEO ki Puri janakari hindi me

SEO 1 Aise technique  ya technology hai  jo kisi bhi Website ko Ess Kabil Banati hai ki Uske Website Address ya Link Search  karne ke Samay Search engines me Aache Rank par ya Top 10 me Dikhaye de !yane ki Manlo ki koe bhi Vyacti Google me >SEO in hindi< Keyword Search kar raha hai tab Google ke 1st page par Wo hi  Website ya Blog Show Honge jisk Page Ranking High hota hai  to Page Rank Badhane ke liye Website/Blog ki SEO Karna Jaroori hota hai
 
banner-seo

Dosto Aagar Aap Aapne blog ke liye Ya Website ke liye Aacha traffic prapt karne ki koshish kar rahe ho to  Sabse Aacha Aur Sasta Tarika Search engines hai ! to chalo Ese Details me Jante hai !


Sabhi Internet Users Jo wo Search karna chahte hai !Use Word ko Google me Text kar ke Search karte hai


Seo+in+hindi


jab tum Search button par Click karte ho tab tumne  Likhe TEXT Se  milt-julti Text Wale Sare Website ki Link Tumhare Screen par Aati hai Eske Badh tum Ek-ek kar ke Sare Link open kar ke dekhte ho ! yadi Aapka bhi koe blog hai ya Koe Website hai to Aap bhi yahi Chahogi ki Aapka Blog bhi Esi tarah se Search engeen me Aaye aur Aapko bhi Dher Sare visitor mile to dosto tumhe Niche Diye huye Step ko Follow Karna padega jise estimal karte Tumhari Website ya Blog bhi jald se Jald Google ke top Site me Show hogi


Blog ya Website ke liye  Seo kaise kare 

1) Aapne Blog ke hur paragraph ke bich me use Keyword ko istimal kare Jise Aapne SEO keyword ke nam se Select kiya ho ! yane  man lo ke   tumhare post ka title hai > SEO kaise kare  < to tum SEO keyword ko Aapne post  ke bich me  jada se jada  itimal karo !

2) Page title :- Site ko jald se jald top leval par Lane ke liye Page ka title optimization hona bahoot jaroori hoata hai !  Aisa nahi ki Tumare post ka topic kuch Aur hai Aur title kuch Aur hai ! Page title ko Ess tarah likho ki usk SEO keyword ko tumhare Post me jada se jada istimal karna Aana chahiye !

to humesha Yad rakhe Blog ka Title kam shabdo-wala Aur Attractive Rakhe


3) Blog ka title Bhi Soch Samzakar rako ! Aisa nahi ki mere dost ke blog ka title hai >internet ki jankari hindi me < to me bhi wo hi rakhu kyu ki Uske Blog par jada Visitor Aate hai ! to mere bhi blog par Aayenge !!! nahi dosto Aise karne se tumhara koe fayda hone wala nahi hai ! tumhare dost ka hi fayada hoga kyu ki uska blog tum se pehle se hi internet par hai ! Aur uske post bhi tum se jada hi hoge Aise Vact koe Visitor tumhare title se tumhe search karne ki Sochega to tumhari dost ki Site hi top par Aayegi Aur jis visitor ko tumahre site Par Aana tha Bo Direct Uske Site par Jayega !

4) Head line tag (H1) : yane Jab tum Kisi post ko Head line dete ho usme bhi SEO keyword ka Istimal karna jaroori hai !


5) page URL( Permalink )  hur page ki Aapni ek  Permalink hoti hai to tumhe Permalink ko Edit kar ke Usme bhi SEO keyword ko istimal karna jaroori hota hai 


               SEo+in+hindi

6) Meta Tag :-Aapne Blog ya Website ke liye Meta tab aur Meta description ka istimal kare !

<meta content='blogger' name='generator'/> <link href="//www.about2pc.com/favicon.ico" rel="icon" type="image/x-icon"> <link href='http://www.about2pc.com/' rel='canonical'/> <link rel="alternate" type="application/atom+xml" title="Best hindi website for Computer and Technology - Atom" href="http://www.about2pc.com/feeds/posts/default" /> <link rel="alternate" type="application/rss+xml" title="Best hindi website for Computer and Technology - RSS" href="http://www.about2pc.com/feeds/posts/default?alt=rss" /> <link rel="service.post" type="application/atom+xml" title="Best hindi website for Computer and Technology - Atom" href="https://www.blogger.com/feeds/1843683428192238953/posts/default" />


 
7) Image Optimization :- Aagar Tum Aapne Blog par images ko Uplode kar rahe ho to unn Imgae ko Search Friendly banao ! Images ki Size 1 mb Jada nahi honi chahiye  Aagar Tum High Size wali image Blog par post kar rahe ho !to tumhari site ki Loading Speed loss Hogi !Jis ke karan Visitor Tumhare site par Jada time waste nahi karenge 



8) Blog ka Design keval 1 ya 2 Color Wala hi rakho ! Aisa na ho ki Tumhare Blog me Color hi Color hai ! Aur Visitor ko pata Bhi nahi chal raha hai! ki bhai Esme Kam ki Chiz konsi hai !Aise vact Visitor Sidha tumhare Blog se Exit kar Leta hai ! Aur koe visitor Tumhare Site Se Jitna Jaldi exit karega Uthna Tumhare Site ki Bounce Rate badhe ga Jo tumhare Liye Aachi bath nahi hai ! esiliye Blog ke design par Khas Dhyan De


9) Blog Label istimal karna Chahiye ! Jo Kisi Visitor ko jada se jada Vact tumhare Blog par Ruka kar Rakhne ke liye Kam Aati hai ! par hur Label ke piche Link Honi Jaroori hai ! Aisa nahi ki Tumh ne Aapne blog par Label hi Label Laga kar rakhe ho !par Usme Se Koe bhi Label Thik Se kam kar nahi raha hai !


11) Aapne Blog ka Sitemap Google Webmaster me Submit karo ( Dosto SEO post ke Chalte hum Aapko Google Web-master ki puri jankari Dene ki koshish karenge )





Google-Webmaster-Tools-Add-a-Sitemap+in+hindi



Blog ya Website ke liye Best Keyword Resarchjing Tools 
  • www.google.co.in/adwords/
  • www.webtexttool.com/
  • www.keywordtool.io
  • www.keyworddiscovery.com
  • www://ubersuggest.io/
 

Aagr Tum Aapne blog ke Liye particular Country ke Audience Set Karna chahte ho yane ki India ,UK, Canada, Us jaise to Google Trends ka istimal karna chahiye Jo google ka Aapna tool hai !


Dosto Hindi me blog Seo ke latest Update jan ne ke liye hume Abhi Google par Follow kare ya Subscribe kare Kyu ki Hum Aapke Liye SEO nahi to Computer Technology se Judi Hur Bath Share karte hai! to Aapko Humara post Aacha laga to Aap bhi Hume Share kare Kyu ki You know  na Sharing Is Caring :)

5 comments:

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates