Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Sunday 3 July 2016

India me Ad Network Block kar ke Adsense ke CPC kaise badhaye

ad+1

Hi Blogger me Aarohi Aapki Dost to Aaj ka Topic hai India  me Adsense ke CPC kaise badhaye  Agar Aapka koe blog  hai Aur Aap Google Adsense se jude ho to Aap ko ye jaroor pata hi honga ki india me Adsense ki CPC kafi kam hai ! to chalo jane India me CPC kyu kam hai ?






Sabse pehli baat ye he ki India me log abhi tak itna online chijo par vishwas nahi karte. Online shopping iska example he. India me Online Shopping bohot kam hota he as compared to USA or Canada. So Jo bhi Advertizers hote he wo to sirf display content me jada vishwas rakhte he. Kyu ki unko pata hota he ki agar ad par click bhi karega ad par, tab bhi wo purchase nahi karega. Sirf prices compare kar ke dusri website se purchase karta he



To chalo Trick Ki Aur badhate hai Dosto me Tumhe Wo koe bath batane wali nahi hu jo Google par Har blog par Mojud hai jaise ki 


  • Blog Niche 
  • Ad Adjustment 
  • Add Aria 
  • Add Type 
  • Content 
  • keywords

Kyu ki muze pata hai tum koe  bhi blog par jaoge to enke bare me hi Likha honga  Aur Asar me CPC ko lekar ye sare bate bhi important hai par enke siva aur bhi kahi sare trick hai jise istimal kar ke hum India me Adsense ki CPC badha sakte hai to chalo start karte hai Blog ke liye CPC kaise badhaye in hindi 


Trick 1  Low CPC Ad Network ko Block Karo
     
Ad Network yane bo Companys Jin Company ke Ads Humare Blog ya Website par Show hoti hai - jahir si bath hai unke Ad par click kar ne ke badh hume Unke Set kiya hua commission milega to ho sakta hai unka Commission  India me LOW ho to ye sabse bada karan hai ki humara Earning bhi low Ho jati hai  to Aise me Enn low budget Company ko hi Block kar do Jis se unke Ads Humare Blog par show nahi honge -Aur Enke Jaga High CPC Company ko Enable kar do Jis se humari CPC bhi high hongi to chalo jante hai Adsense me ye trick kaise istimal kare :) 


Adsense ke CPC badhane ke liye LOW CPC Network kaise Block kare 



1) Google Adsense  Me Login  Lo -Fir - Allow & Block Button par Click karo
 

2) jaise hi Button par click karoge tumhare samane Ek New Window khulega Usme number 4 yane Ad Network par click karo 



3) Ad network par Click karte hi tumhare Samne kahi Sare yane 2,562 se Jada Company ki list Show Ho jayegi Jinke Ads humare Blog par bari-bari se show hoti hai Hume en 2,562 se kuch hi Company se enable Rakhna hai jinki CPC me India me Jada hai baki sare network Block karna hai 

To sabse Pehala Niche Diye Huye Website par Jao - Ess website ke maddat se Hum Jan sakte hai ki kon sa Network ( company ) hume India me Kitna rupee De raha hai 

                                http://www.keywordspy.com/ 

4) Website me Enter karte hi tumhare samane Search Box show honga aur uske  baju me Country selection hoga vaha  search Box me Company (Ad) name Aur Country selection me India Select kar ke search karna hai 

 

Ab tum bolonge Ad Company name kaha se search kare to Dosto Adsense me Jo 2,562 Ad network hai unme se Ek-Ek kar ke Hume Hur Company ki CPC india me Kitni hai wo dekh kar use Block karna hai to chalo jante ha  bo kaise 


Adsense  Me Login  Lo -Fir - Allow & Block - AD Network - par Click karte hi Tumhe Samane Sare Network Company Show honge Usme Se 1 st Company Name Copy karo Aur website ke Search Box me Copy karo Aur Search karo  jaise hi tum Search Karoge vaise hi tumhare Samane Uss company  ki CPC SHOW Hogi agar Low hogi to use Block kardo :) 

LOW CPC 

0.03  
0.05
 


 


Important Tips 


1) Dosto Adsense me  2,500+   ke Upper AD Networks hai Jise Ek -Ek kar ke Block karna yane Time par Time Waste karna jaise hai - Ess Se Better Sare Ad Network eksath hi block kar do Jis ke Liye Scroll Down karo vaha Option hoga Block all Use Select karo 




Fir Ek -Ek kar ke Best CPC Ad Network Check kar ke ON karo :) 



Dosto Yakin Mano Mene 2,500 Ad Network me se Keval 5 se 6 Hi Network ON rakhe hai Jise India me Accha CPC hai Baki Sare Low CPC block kiye hai Bass Tumhe Enn Ad network me Se Best -se-Best CPC AD network Find kar ke Enable Rakhna hai 



To Aaj Hum India me Ad network Block kar ke Adsense ke CPC kaise badhaye ye Jana hai Ummid Karti hu Ess trick Se Tumhari Earning 40% badh jaye Aage ke post me Hum Step by Step Adsense Ad Setting And CPCki janakari badhane ki Jankari hindi me janenge Jis me Niche Diye Huye Sare topic Add kiye jayenge jaise ki 

  • Advertiser URL 
  • General Categories 
  • Sensitive Categories  
to Sure Enn Sare Trick Ke Badh Tumhari CPC 80% increase hogi Aur Tum Aapne Indian Blog se bhi Acchi earning kar paoge to Aapko humara post kaise laga ye jaroor bataye Aue post Share karna na bhulna :)

  

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates