Hi Dosto Photoshop ke naye Post me Aapka Swagat hai Aaj hum Sikhenge Photoshop ke madat se hum pimpales ko kaise hata sakte hai
Manalo ki tumhare face par Pimpales hai Aur tumne Aapne HD camera se pic bhi nikali hai par Pimpales hone ke Karan bo tumhari beautiful photo kharab kar rahi hai ! use karan tum Aapne photo Na ,Facebook par Na whatapp par upload kar pa rahi ho to Aise vact kya kare ye Sawal Aata hai , phtoshop ke bare me Suna to tha par Aata nahi hai ! to Dosto Aab dar ne ki koe bath nahi hai humare Site par hindi me Photoshop Se judi hur jankari tumhe prapt ho sakti hai , Hum puri koshish karte rahenge ki Simpla aur saral bhasha me tumhe Photoshop ka pura Gyan mile Aur tum bhi Photoshop ko Sahi tarah se jane aur usme Aapna nam kamaye !
to chalo jante hai ki Photoshop me Chehare ke pimpales ko kaise hataye aur Ek- Akarshit photo banaye
1) Sabse pehla Photoshop ko Open karo Aur usme bo photo drag ya open karo jise tumhe EDIT karna hai ( pimpales clean kar na hai )

![]() |
Drag pic |
2) Abb Left Navigation tool se "Spot healing Brush " select karo karo
![]() |
Select tool |
3) tool Select karte hi use Aapne Photo ke Use part par Click karo jaha pimpal ya black dag hai ( Tool selected hi chahiye )
![]() |
Click on pimpal |
Aap jaise-jaise pimpal par click karte ho vaise-vaise pimpal Clean hote jayenge ( Dosto Aasal me hota kya Spot headling tool pimpal ko uske baju ke Sceen se replace kar deti hai use vajah se pimpal hume Dikhayi nahi dete hai )
4) pimpal clean hone ke badh upper-menu se Image > Adjustment > Brightness/Contrast < me Aakar Image nusar Brightness aur Contrast set karo ( Brightness 20 tak rakh sakte ho )

Adjust Brightness |
Dosto Ess tarah hum photoshop ke madat se kisi bi tarah ke photo ke Pimpales Aur black Circul Hata sakte hai
"Tag:- Hindi me Photoshop, photoshop in hindi ,photoshop ki puri jankari,free photoshop Notes ,photoshop trick "
आपको हमारा हिन्दी में फोटोशॉप का पोस्ट कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और जरूर शेयर करे ! और आपको ग्राफ़िक डिज़ाइन में किसी भी तरह की समस्या हो तो हमे मेल करे हम आपकी पूरी सहायता करेंगे
धन्यवाद
Nice tutorial..
ReplyDeleteThank You !
ReplyDelete