Dosto Aaj hum janege Facebook par page kaise promote Kare Aur Apne Website par Viewer kaise badhaye
Aap ne Dhyan se Dekha hoga ki jab tum Facebook par New post karte ho ya Facebook par kisi se Chart karte ho tab Page Around kahi sare Companies ke Ads float hote Rehte hai ! bo Wo Ads Hote hai Jinhone Apne Facebook page ko ya Website ko Sociali promote karne ke liye kuch paise diye hote hai !
Aur Ess Processes ko SMM kaha jata hai !
Hindi me SMM Yane kya ?
Social Media Marketing yane hume social Networking Site par Apna product promote karne ke liye pay karna padta hai jaise ke
- Facebook.com
- twiter
- Google +
- Youtube
jaise ki Mene Aagar facebook ko paise Diye Aur Unhe Bola ki bhai ye mera Facebook page hai to Ese promote kare
tab facebook Aapki Request Accept karke Aapke Website ko ya facebook page ko Duniya bhar ke logonke Home page (Feed page) par Lakar rakh de ga ...Aur Jinhe Aapka page pasant Aaya bo vaha bethkar Aapki page like kar dega ,ya Aapke Website par Visit Karega
to chalo Jante Hai Facebook Par Advertising kaise Lagaye Aur Facebook page ko kaise promote kare
1) Google par Facebook Ads keyword Type kare ke Search kare Advertising on Facebook Link par click kare
2) Create Ads Par Click karo
3) create Ads par Click karte hi Aapke Samane Adverts Manager Khulega Jiske help se tum Apne page ko Ya Website Promote kar sakte ho

- Boost your Post :- hindi me (Aap Apne post ko All over Word Promot kar sakte ho )
- Promote Your page :- hindi me (Aapne facebook page ko Target country me Promote kar sakte ho)
- Send People to your Website :-hindi me ( Duniya bhar ke Logon tak Apne Website Link bhej sakte ho )
- Get Installs of you app :- hindi me (Aapne Apps ko facebook par share aur promote kar sakte ho
- Increase engagement in Your App :- Apps ke engagement increase kar sakte ho
- Reach Attendance at your event :- hindi me ( Event ke liye invite kar sakte ho )
- Get people to Claim your Offer :- hindi me ( Aapne Offers Globally promot kar sakte ho )
- Get Video Views :- hindi me ( Aapne Video par View badha sakte ho )
to chalo dosto jante hai Apne Facebook page ko kaise promote kare
2) Click karte hi Aapke Samne Simply information Screen khulegi jaha Aapko Basic Account info deni padegi
Set Audience & budget par click kar do
Location :- Aapki Ads konse Location ME Show honi Chahiye bo Aap de sakte ho
Age :- yane ki Aapki
page konse Age ke logonko Dikhna chahiye bo Aap set kar sakt ho
Gender: wo men hona
chahiye ya Womaen
Languages : jo language Aap Select karoge bo Ads Use contry me Show hogi ya Select kiye Huye Languges me Ads Show hogi
interests :- Log Kon-kon se batho me Interest Rakhte hai ! bo topic Aagr Aapke page me hai to wo keyword dalo ya browse par click ka ke select kar do
Behaviors :- popular Tag Dalo
More Categories :- Apne page ki Categories Choose karo ya Type karo
Connections :- facebook page hi rehne do
Save This Audience kar do
Scroll Down kao ! Aapko budget Screen Dikhaye degi Usme Aapne Hisab Se Budget Set karo Aur
Dosto yaha Aap 5$ se kam budget rakh nahi Sakte ho ! Facebook ka kahena hai ki Aagar Aapne 5$ pay kiye to Aapka Page 7000 Se lekar 18,000 Logo tak Share ki jayegi
jab Aap pay List Par Aaoge tab Tumhe Uski Sari information mil jayegi
Abb Coose Advert Creative par click karo
4) Abb Apke Samne Creative your Ads page Aayega Jis me Aap Choose kar sakte ho ki Aap ki page image me Dikhe ya Video me ( Agar video Show karni hai to Aapki Video par jakar Video Upload karni padegi )
Me image Select kar ta hu ( Aap dekh sakte ho ki Aapka page viewer ke feed ( Home Page ) me kis tarah se Dikhayi dega )
Place Order par click kar do !
5) Aapke Samne payment Screen Khulge ! Yaha Debit card ke madat se Aap Facebook ko paise paid kar sakte ho
Dost Esi tarah tum facebook Page me particular post bhi promote kar sakte ho
हमारी पोस्ट आपको कैसी लगी ये हमें कमेंट द्वारा जरूर बताये और आपको किसी भी तरह की समस्या हो तो हमें बताये हम जरूर आपकी सहायता करेंगे
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !