Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Sunday, 13 December 2015

Photoshop me kapdo Ka Color kaise change kare (Hindi Me )

ad+1


Photoshop ekk yesa Software hai ki Useke madd  Se hum photo ko behatar se behatar effect de sakte hai ! Aagr Aapko Photoshop Ke bare me kuch bhi pata na ho! ya Photoshop Estimal karne me koe bhi Problem Ho to Aap hame Comment dware  Aapki problem bata sakte ho hum Aapki problem Solve karne me puri Madd karenge

to chalo jante hai hindi me photoshop

dosto Photoshop me Cloth Color Change karna Koe badi bath Nahi hai! jaise niche Diye  step follow karte ho to Aap bhi jan sakte ho ki kisi ke bhi cloth Color change karna Photoshop me  Kitna Aasan hai



1) Photoshop Open kare




 2) Ab Jo photo ka Aapko Cloth color Change karna Hai ! Use Photoshop me Drag karo ya File > Open Karo ( CTRL+N)






3) Aapka Image Photoshop Me Aane ke Badh Left Side me Tool box me Quick Selection Tool Select karlo




 4) Tool  Select hone ke badh Aapka Mouse Point  Circul  me Convert Hoga ! Aur usee Cirul ko Aapko Un Cloth par ghumana Hai  jis cloth ka Aap ko color change karna ho ( Mai photo me di hue Girls ki jeans color change kar Raha hu ) Esiliye mene Uski Puri jeans Ki selection kar li hai !




5) Selection karte wact Aagr Aapka Selection Outline ke  Bahar Aa raha he to Aap Subtract Tool Se use thik  kar sakte ho ! jai se ki manlo Aagr me girls ke jeans ki selection kar raha hu Aur Selection jeans ke bahar Aagayi to me Subtract Tool se Use  Fir Se Aandar la Sakta hu Aur Ekk Behatrin Selection kar sakta hu





6)  selection puri Hone ke badh upper Option box me > Image >Adjustment >Variations par Click karo 

7) Aapke Samne Variations box khulega ! Jisme Aapne jis photo ka Selection kiya ho Bo dikhayi dega







8) Abb Jis color box me Aap Click karo ge bo color Aapke Cloth ko Aayegi ( manlo ki Aapko Green color karna Hai to Green color ke box mai Click karo ) Aagr Ekk bar click karoge to light  Green hoga Aur bar -bar ( Continue Click Karoge to bo color Dark Ho jayega ) Aapke Hisab Se Color Set Karo Aur Ok kar do




Aap Dekh Sakte Ho photo me Cloth ka jo color Set kiya  tha bo puri tarah Se chang Huaa Hoga :)


"दोस्तों आप इसी  तरह  फोटोशॉप में किसी  भी फोटो  में ड्रेस  या क्लोथ  कलर  चेंज  कर सकते हो

आपको   हमार  पोस्ट  कैसा  लगा  ये  हमें  जरूर  बताये  और अपने  दोस्तों को  भी शेयर  करे"

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates