"Hi dosto Aaj ka topic Bada hot hai ! kyu ki Aaj hum janenge ki kaise hum bina software ke Computer me Folder hide kar sakte hai ! to sabse pehla jante hai kyu hume folder Hide ya Folder Lock ki jaroorth kyu lagti hai ? Manlloki hum folder ko Hide ya lock kar ke Security Badhate hai jaise ki
- Lock kiye huye folder ko humare Siva koe istimal nahi kar sakta hai
- hide kiya hua data humare Siva koe Dekh nahi Sakta hai
to Esi tarah hum Folder ko hide karte kisi bhi data ka security level badha sakte hai! hum computer me hide ka option istimal karte Enn Sabko Aasani se computer me Chupa sakte hai jaise ki
- Video
- Mp3
- image
- document
- or more
to chalo jante hai bina kisi software Ke computer me data kaise hide kare
1) sabse pehla Desktop par Ekk Folder Banao Aur Usme bo Data Copy-past karo jise tumhe Hide karana hai ( tum Data ....folder ke dwara hi hide kar sakte ho Esiliye Folder hona jaroori hai )
2) Abb Folder par Right click karo > Properties me jakar hide ke button ko Select karo Apply karo
3) Apply karte hi tumhare samne Ekk pop-pup Aayega Jise Ok kar do ! Aur Computer Refresh karo !Aap Dekh Sakte ho Folder Hide ho chuka hai
Hide Folder kaise Show kare hindi me
1) My computer me Jao Aur Keyboard par (ALT) button Dabao Aapke Samne Ekk Drop-down option Show Hoga Jisme Tumhe "Tool" par click karna hai
2) Tool par clcik karte hi tumhare samane Drop-down menu Aayega Usme Folder Option ko Select karo
3) Abb folder Option me Second "View" Tab Select karo Aur Niche Advanced Setting me " Hide File And Folder ko Show karo "
Aab Aapke Sare Hide Folder Show Ho jayege Aab Fir se Folder par Right click karo Aur Hide button ko UN-teak karo
Dosto Ess Tarah tum Aapne Computer me Kisi bhi folder ko Hide Aur show kar sakte ho to Aapko Humara post kaise laga ye hume Comment dwara jaroor bataye Aur share kare
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !