Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Thursday, 24 March 2016

Computer me Function Key Kaise Istimal Kare Aur Janiye Uske Secrete




F12+in+hindi


 
Hi Blogger # App Sab ko Holi ki Dher sare shubkamnaye ! to Aaj hum Computer se related kuch Interesting aur Helpful Jankari Share karne wale hai ! to Dosto Hota kya kahi Logon ko Ye pata hota hai ki Computer ya Laptop me Keyboard ko kaise Istimal kiya jata hai ! par kya Tumhe pata hai Keyboard par kuch Aise Key (Buttons) hai Jin ke Istimal karte Hum _humara Work ( kam ) Tezi se Aur Smartly kar sakte hai to Yes # Esi Button Aur Combination ke bare me Aaj hum Jan ne wale hai to Chalo Shuruwat karte hai !

Dosto Hum keyboard par Rakhe F1 se lekar F12 ki Puri jankari hindi me janenge yane kaise hum # Enn function keys ka Istimal karte Aapne Work ko Smart Work banaye

 

key

 

 F1



  • Computer ke Start hote hi Agar tum F1 button press karte ho to tum Directly Computer ke CMOS setting me ENTER kar sakte ho

  • Computer Start hone ke badh Simply keyboard par F1 press karte ho to tumhare Samne Window Help and support ka Dialog Box khul jayega (Aap ko kisi bhi Software ki Help And Software About ke bare me Jan na ho to tum Software ko Open kar ke F1 press kar sakte ho )


  •  Agar Aap internet Explore  ke USer ho to F1 press karte hi Aap Explore  ke Help page par Enter karoge

  • Agar tum Google Chrome ke Users Ho to tum Chrome ke Help page par Enter karoge

  •  Microsoft Word Istimal karte Aap keyboard par CTRL+F1 press karte ho to Tumhara Word page Full Screen Ho jayegi _Aur _ fir se CTLR+F1 press kar ke tum Normal Screen par Aa sakte

  • MS WOrd Open karke CTRL+ALT+F1 press press karoge to System Information ki Screen Open hogi



 F2

 
  •  Computer me Bane Kisi bhi Folder par Click kar ke F2 button press karne se tum Use Folder ko Rename kar sakte ho

  •  MS Word me Ctrl+F2 press karne se Tumhare Samne Print view page open hoga Jis se Tumhe pata chalega ki Tumhare Word Document print ke badh kaise Dikhayi dega

  •  MS Word Me ALT+CTRL+F2 press karoge to "Open" dialog box khul jayega



 F3  


  • My Computer me Aakar F3 button dabane se Search Box Open hoga

  • MS Word me SHIFT +F3 button press karne se English Selected Mater _upper case or Lower Case me Convert Hoga

  • Microsoft CMD (Command Pramot ) me F3 Button dabane se type kiya Hua Command  Fir Se Type hota hai ( yane copy -past )
 

 F4


  •  My Computer Ya Window Explorer me F4 Button press karne se Address bar Open Hota hai # Same Internet Explorer me Bhi F4 button se Tum IE ke Address bar me Jump kar sakte ho

  • Agar Tum MS WORD ke User Ho Aur Data Type Jaise Kam ya Office Related Work se jude ho To F4 Tumhare kafi kam ka Sabit ho sakta hai _ kyu ki MS word me Ess button se Tum Type , Font , Work Direct Copy -past kar sakte ho ! jaise ki Manlo mene Word me Type ki ( Computer Tips and trick in hindi ) so F4 button press karta hu to Same Type  aur Font > past hokar Aayega < Esi tarah Tum Word me Jo bhi Changes karte ho Use NEXT Type par Apply karne ke liye hum F4 button Istimal kar sakte hai


  •  Computer me Khule (Open ) Kisi bhi Software ko Direct Close kar ne ke liye hum F4 button istimal kar sakte hai


  • CTRL+F4 button press kar ne se Computer me Khule Kisi bhi Software ke Aandar ke Project ya Page ko Close kar Sakte hai # jaise ki IE me Open kiye huye TAB ya Word me Banaye huye Unwanted File hum Close kar sakte hai


 F5


  •  Computer me F5 button refresh ke liye Istimal kiya jata hai ! Yane Agar Koe Bhi Data ya Folder Computer Me Copy-past karte ho Aur Wo Data tumhe Show nahikar raha hai to Tum Computer Refresh yane F5 button press kar sakte hao _ Eske Aalava Internet me Page Reloading ke liye bhi F5 ka Istimal kiya jata hai


  •  Computer me Notepad Open kar ke F5 button dabane se Notepad me Computer ka TIME & Date Save Ho jayegi !


  •  MS Word Me F5 button Press karne se Find And Replace ka Pop-Up Khul jayega !

  • MS Power Point me F5 button se Hum Slied How Run karwa sakte hai

  • Ms Exel me Shift+F5 Se Find and Replace ka option Aayega

  •  Photoshop me F5 button press kar ne se kae -tarah ke brush show hote hai _ jis me Aapne pasanti Brush Aap use kar sakte ho


 F6


  • F6 Button dabane se hum Bina Mouse ke Task-bar ya desktop ke Icon ko Select kar sakte hai Aur keyboard  Down Arrow ke Sahare  Folder ya Icon Open kar sakte hai


  • Internet User F6 button Dabakar Direct Address Bar par Ja sakte ho

  •  Agar Aap MS Word par Kam kar rahe ho ! Aur Kahi Sare Document khul gaye ho to Ctrl+Shift+F6 button dabakar Word me Ekk-Ekk kar ke hur Document dekh sakte ho
 

F7



  • MS Word me Type kiye Huye Article ki Spelling Check karne ke liye F7 button daba sakte hai > jis se Tumhe Aasani Se Pata Chal sakta hai ki tumhare Artical me kitni spelling Wrong hai Aur Kitne Right


F8

 
  • Computer Start karte hi F8 button Press karoge to tumhare Samne Window Mode Open Honge Jis me Safe mode aur Command Mode bhi Shamil Hoga


  •  MS Word Me ALT+F8 button Press karne Se Micro Dialog Box open Hoga 

  • MS Word me Type kiye huye TEXT ko Select Karne ke liye hum F8  button ka Istimal kar sakte hai
 

 F9


  •  Microsoft Outlook me e-mail Send & Receive ke liye F9 button ka Istimal kare !


  •  MS Word me Text ko Select kar ke F9 button Daba ne se { } Ess tarah ka Symb Aayega Jise Hum Bracket Keh te hai


 F10


  •  Computer me kisi bhi Software par Kam karte wact F10 button Dabane se Use Software ka MENU bar Show Hoga # My Computer me F10 Press karne se Drop-Down Option Aayega Jiske Madat se Hum Window Setting kar sakte hai


  • Agar Tumhare Mouse ka Right Click kam nahi kar _raha hai Ya Tumhare Pass Mouse hi nahi hai# to Aise Vact Tum Shift+F10 button ka Istimal kar sakte ho jo Mouse ke Right Click ke Barabar kam karta hai


  • Ms Word Me Ctrl+F10 button Se Window ko hum Minimizes ya Maximum kar sakte hai

  •  Kahii Sare Computer me F10 Button Hume CMOS Setting ya Window Mode  me LE jane ka kam karta hai
 

F11



  •  Agar tum Internet User ho to Tumhe F11 button ki jankari honi chahiye # Kyu ki Ese Istimal kar ke Hum browser ki Screen full Aur normal kar sakte ha


  • MS Office me Alt+F11 button dabane se Visual Basic Code Kul jata hai ! Jise Expert Programmer Istimal karte hai



 F12

 
  • MS Word me F12 button Press Karne Se Save As ka Opetion Aayega Jise use kar ke Hum Project ko jaha chahiye vaha Save kar sakte hai


  • Ms Word me Shift +F12 button Dabane se  Change kiya Hua Text ya Document Save ho jayega

  •  Ms Word me Ctrl+Shift+F12 button se Print Pop-Up Aayega !jis me se Aap Direct Page ko print de sakte ho ( My Computer me  Print ke liye Ctrl+P button istimal kar sakte ho)
 


DoSto Function Keys ke Ye Kuch Combinations hai Jise Istimal kar ke hum Aapna Kam Aasani Se Kar sakte hai # Aur Hum Computer se Related Hone ke Karan Hum Enn keys ki Basic knowledge honi chahaiye ! to Dosto Aapko Humara Post Kaise Laga Ye Hume Comment Dwara Jaroor Bataye Aur Aapne Doston ko Bhi share kare # Kyu ki Sharing Is Caring na :)

1 comment:

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates