Hi blogger Me Aarohi Aapki dost ! Aapne kahi bar dekha honga ki koe-koe-cd /dvd Protected Formate me hote hai ! to Tumhare dill me Ye Sawal jaroor Aata honga ki bhai -ye protected Cd kaise banate hai -ya kis tarah se banate hai !to Aagar Aap jan na Chahate ho to Ekdam Sahi website par Aaye ho to der kis bath ki chalo pata kare ki kisi bhi CD?DVD ko Protected kaise banaye -taki koe humara Data koe Chura na Sake ya Chup-chup ke Copy na kar Sake
- Photoshop ke madat se Chehare ke pimpales kaise hataye
- Laptop me DC power jack kaise repair kare [ Fix Charging Problem ]
How to make an encrypted disc in Hindi
1) encrypted Disk bana ne ke liye Niche Diye huye link se Software Download karo
2) software Download hote hi Use Aapne computer me Simply Next-Next karte Install karo :)
3) software install hone ke badh open kare Aur Add File button par click kare aur jo data CD me Write karna hai use Add kar do :)
3) software install hone ke badh open kare Aur Add File button par click kare aur jo data CD me Write karna hai use Add kar do :)
4) Burn Button par click karte hi tumhare samane 1ekk Password Box khulega Usme Aap CD/DVD ko Secure Password De sakte ho
5) Abb ok button par click kar do Aapki CD/DVD burn (Copy ) hona start kar degi ! 100 % Copy successful Hote hi CD Aapne-Aap Eject ho jayegi
Abb Ye CD Aap kisi bhi computer me Daloge to bo Aapse Password mangega without Password Ye CD kisi bhi kam ki nahi hai :)
to Esi tarah hum kisi bhi CD-DVD ko password protected Disk bana sakte hai :) Aagale Post me hum Janenge ki protected CD/DVD Apne Computer me kaise copy kare Aagar Aapko humara post pasant Aaya ho to share Aur comment jaroor kare :)
aarohi jee aapne cd dvd ko password protect karne ke bare me bahut hi acchi jankari provide ki he. uske liye aapka dhanywaad.
ReplyDeletethank you !
ReplyDeletewow yar... mene ab tak folder lock or pendrive password se protect kiya he but pehli bar dvd or cd ko password protect ka post padha really it's very important Thanks for sharing this great post
ReplyDeleteThank You ! dear
ReplyDeleteThanks for you
ReplyDeletewelx Ram :)
ReplyDelete