Hi Blogger me Aarohi Aapki Dost to Abb long journey se Louti hu ! to Dubai jane k Pehele Muze Ekk Visitor ne Sawal kiya tha !jo kuch Ess tarah ka tha
Karan (Mumbai )
Mam mere Ghar me Internet connection hai !par kahi bar Kisi na Kisi vajah se usme problem Aati Rehati hai !Aise me muze internet Troubleshooting ki koe Jankari Na hone ke karan muze Computer Engineer ko Bulana pdta hai ! or wo 10 min kam karta hai Aur 300 se 500 Rupee lekar nikal jata hai ! to Mam Plz muze batao Gharo me Aanewale internet ke problem kaise solve kare jis se mera knowledge bhi bade Aur mere paise bhi bache :)
Admin
karan tumhara Sawal Aacha hai jiska jawab dene me muze badi khushi Hongi kyu ki Net Related Problem hur Kisi ko Aati rehati hai to Aaj hum resident Aria internet Problem ki bath karenge To hum Niche Diye Huye Number ke jariye Internet Problem Aur Uske Solution jan ne ki koshish karenge
2) Modem Loose Connection
3) Ip Address /Gateway /DNS
4) Crimping Problem
6) CMD Command
Internet Connectivity
Dosto Hota kya Hai ! Jabhi Hum Computer Par internet Browse Karte hai - Ya Galti se Internet Property me jate hai Tab Internet Connectivity Disable karte hai ! Ji Han Koe Ese JanBuz (जानबूझ ) kar off nahi karta hai Bo Galti Se hota hai -to Aise vact Modem se Aanewal Internet Connection Band (बंद ) Ho jati hai Aur Aap Samaz beth the hai ki Internet Problem Aagaye hai -Aur -Engineer ko Bula Lete ho: Dosto me Yakin ke Sath Keh Sakti hu ki Tumhare Sath Bhi Aisa kahi bar Hua honga Par Ye Koe badi problem nahi hai Bass Ese Tum 2 Min me Solve kar sakte ho to chalo Jante hai internet Connectivity Disable se Enable kaise kare :)
Start > Run > Ncpa.cpl > Local Aria Connection > Right Click > Enable
Modem Loose Connection
Fix IP Addressing Problems
3) Cable Crimping Problem
4) Basic Network troubleshooting In Hindi
ENTER karte hi Upper Di Hue Window Show kar rahi hai yane Aapke computer me Internet Work kar raha hai !
Internet Aur LAN Se Jude important CMD Command in Hindi
Kahi Bar Internet Connection Lagaye Hume Salo (सालो ) hote hai Aise me lan cable ke connector Loose ho jate hai Jis ke Vajah se Internet Aata -jaata hai to ye Koe Badi Problem nahi hai dosto Acsar internet User ke gharo me ya Official Working me Ye Problems Aate hi hai to Enn Problem Se Chutkar pane ke liye LAN Cable Change karna ya Crimp karna Sabse Badhiya Tarika hota hai ---Yadi Tum Usi Lan Cable ko istimal kar rahe ho to tumhe Bar-bar No internet Connection Se Face karna padega
Fix IP Addressing Problems
Dosto Aisa kahi bar hota hai ki Customer ka Computer Kisi Problem me Aata hai Aur Aise Vact Engineer ko PC Format ke Siwa Koe Option nahi hota hai ! to Fresher Engineer Ghae-Ghae Me Pc Formate kar dete hai ! AUr network ka Ip Address Lena Bhul jate hai to dosto Aagar tum Abhi -Abhi Computer Class se nikale ho to humare Blog Jaroor follow karo ! Jis ka tumhe Help aur Support bhi Milega :) Kher IP Address Yane Internet Protocol jo Internet services Tumhe Proved karti hai Agar IP Address me koe Problem Aa ta hai to tumhara Internet start nahi hoga / Bhale Connectivity Enable ya Connected Dikhata ho par Internet Start nhi hoga ! Ess Problem Se Chutkara Pane ke liye tumhe 2 tarike Hai jaise ki
1) Internet IP Address ka Print Screen lo Ya kissi Book par Likh kar Lo !yane Kabhi bhi Internet Related problem Aaye to Tum Use Ip Address aur Gateway ko Restor kar ke Net Start kar Sako !
2) agar tumhare pass Ip Address hi nahi hai ya bhul gaye ho to Simply internet provider ko Call kare Aur vaha se IP Address lele !
3) Cable Crimping Problem
Ji han Cable Problem Common hai ! Aap ne Dekha Hoga ki Computer me Cross Connection ya Yellow Triangle Aate hai to Crimp loose Hone ke karan bhi ye Problem Aate hai to Aise me Crimping Tool Se Connector Tide kar na 1 Ekk Aasan Tarika hai - ya Fresh Rj 45 connector New crimp kare Jis se Aapke Internet Problem Solve ho jayegi )
4) Basic Network troubleshooting In Hindi
Dosto CMD ke dwara Hum Network me Internet ki janakari hasil kar sakte hai ya pata kar sakte hai ki Problem kaha ho sakti hai jaise ki
RUN>CMD>Ping10.0.0.3 ( your Gateway ) > ENTER
ENTER karte hi Upper Di Hue Window Show kar rahi hai yane Aapke computer me Internet Work kar raha hai !
Agar Gateway Ping Kar ke Niche Diya hua Window Aata hai yane ! Network Me koe problem Hai to Step by Step connectivity Check kar ke hum Problem ka Solution Nikal sakte hai !
Internet Aur LAN Se Jude important CMD Command in Hindi
- Hostname Login Pc name check kar ne ke liye
- ipconfig Tumhare internet ki puri Setting aur IP Address Check karne ka Tarika
- Net Determine Network Setting Check karne ke liye
- Ping Modem ko Data Send -Receive Ho raha hai ya nahi Check karne ke liye
- Login Computer se Administrator Password kaise bypass kare
- Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
Dosto mene Simple bhasha (भाषा ) me Internet ke Related Problem kaise solve kare !ye batane ki puri koshish ki hai Fir bhi Aagr Aapko Internet ya Networking related koe bhi prishani ho to muze Niche Comment jaroor kare me Aapki puri Sahayata karungi :)
Theam change kijye..BY- Apnatrick.com
ReplyDeleteTheam change kijye..BY- Apnatrick.com
ReplyDeleteNice Article, Blog theme of your website is also very user friendly. Digital Marketing information is also good on this blog. Also checkout - Orbi Tri-Band Router
ReplyDeleteThanks