Hi Blogger Me Aarohi Aap ki dost to Sabse pehela me Aap se Maffi mangana chahti hu kyu ki kahi Dino se mene koe post nahi ki kyu ki useki vajah bhi the ! kher me Aap se wada karti hu Aage se Aisa nahi honga :) Aaj ke post ki Shoorwath karte hai jo ki hai " C " Programing in hindi to chalo janate hai kya hai - C programing aur uski janakari hindi me
" C " Ekk samany (सामान्य ) Upyog me Aanewali Computer Programing Language hai ! Ess program ka Vikas Dennis Ritchie ne Bell Telephone Laboratory me 1972 me kiya tha jis ka Uddesh (उदेश) Unix Operations technology nirman karna Thaa
Ess samay 2009 se "C" paheli ya dusari sarvadhik (सर्वाधिक ) Lok priya Language hai yeh Language Various (विभिन्न ) software ke platform par istimal kiya jata hai
Dosto Shayad hi Aisa Koe computer platform ho Jis ke liye "C" ka compiler available na ho
- C ++
- JAVA
- C#
jaise Aanek programing Language par "C" ka gahara ( गहरा ) Prabhav Dikhae Deta hai !
Hindi me jane " C " Programing ka itihas
1960 me University of Cambridge ne ekk Programing language ka Vikas kiya Jise unhone BASIC COMBINED PROGRAMMING LANGUAGE (BCPL) nam diya !Ese Aamtor par "B" kaha Jata hai !
B Language ko 1972 me Bell Labs me computer scientist Ritchie Danish dwara Revised (संशोधन ) kiaya gaya "C" Language Basically "B" Language ki hi संशोधन Rup Hai :)
C " ko UNIX Aur DOS Operating System me prayog kiya ja sakta hai ! Distance keval compiler ka hota hai ! Dosto Unix Operating System C Programing me Likha gaya hai
- Login Computer se Administrator Password kaise bypass kare
- Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
C Program Kaise Likha jata hai Uski Ek Zalak
C me Kisi bhi Program ko Execute kar ne ke liye hume 1ekk Main () function ko '{' Bracket dwara (द्वारा ) start Kiya Jata Hai ! program संचिका (download) Performance ke Samay '{' ye Symbol Ye bataatha hai ki Yaha se Programing Start karna hai ! esi tarah '}' close bracket Ye Batataa hai ki Performance yaha khatam ho chuka hai
1ek Program me Main () Function to ek (एक ) rehta hai but Aur Function ka Bhi istimal kiya ja sakta hai ! hur Instructions ke END me semicolon ’;’ dwara Hona Jaroori hai
main()
{
printf("/nMY NAME IS......./n");
}
Ess Programing ko Chalane par Eska output Following hoga
Example 2
//second program in c
#include<stdio.h>
#include<conio.h>
main(){
int i,j;
{
printf("enter the value of i");
scanf("%d",&i);
printf("enter the value of j");
scanf("%d",&j);
}
getch();
}
/*and the output of this program
enter the value of i=4;
enter the value of j=5;
C Programing ki Features in Hindi
- Blog Ke Liye Best Social Following Box [ 2016 ]
- Window 7 Step by Step kaise Format kare Aur Uski Requirement kya hai hindi me
1) Ess Programing ka best Advantag hai ki Ess program me High Level ke Programing Language ke Sath Low Level ke Language ke Sare Gun paye jate hai ! jaise ke
- FORTRAN
- COBOL
bhi High Level Language hai -Par Esme Low Level programing ke gun paye nahi Jate hai
2) Ess Programing Language ke maddat se Tayar kiye Program ki Speed Relatively intense hoti hai ! ye 0 se 15000 tak Gin ne me Lagbhagh 1 second ka Samay (समय) leti hai
3) Ye Program Mukhy roop se Maths /Science/ System se jude Subject me Jada Istimal kiye jate hai :)
4) Ess Program ko Instructions dete Samay Lower Case Letter ka hi Istimal kiya jata hai
Upper Diye 4 karno ke Aalawa Aise kahi karan hai jis ke vajah se "C" Language Logon me Jada popular hai
- Best Mobile Game Cash of Clan ki janakari Hindime
- Video kaise edit kare - Video cutting , joining , Text Effect ,Sound , Action
Dosto Aaj ke post me ethna hi Aagale Deen Kisi naye post ke Sath me Aarohi Aapki Dost Aapke liye kuch naya lekar Aane ki koshish karungi Tab tak ke liye byee ..Nd Ha Aapko humara post kaise Laga ye hume Comment Dwara jaroor bataye aur Share karna na bhoole kyu ki Sharing is Caring na :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !