Android Abb tak ka most popular smartphone OS hai ! yadi Aap ye post padh rahe hai to aapke pass bhi Android mobile hoga ! har Sense me Android ek complete smartphone OS hai ! eske karan Google play par Free quality apps hai ! Aur User friendly provaide karne Wali dher Sari functionalities bhi Hai !
Bass sirfe Ekk chiz hai jo Android ke kisi bhi User ko Parishan kar sakti hai ! bo hai phone ki battery Life . Ekk Android ka Matrix hai jo dusare Mobile ke
Aagar Aap bhi apne Mobile ka battery Backup badhane chahte ho to hamare pass Aapke liye kuch Best suggestions hai ! jise Aapnakar Aap bhi Apke mobile ki battery backup badha sakte ho
Hindi me computer sikhiye
- Computer dheere Chalne ke 5 Top Reson ? Aur janiye unke solution
- Kya Aap ko Pata He DNS Internet Ke Liye Kyu Jaruri Hai ?
Android Mobile Ki battery kaise save kare ?
jab hamari battery Puri tarah se Charge hoti hai ! tab ham power saving ke bare me nahi sochte hai ! Aur internet 3G, Surfing Aur Game khelne mai Lag Jate hai ! Aur jab battery 20% par aati hai tab mobile jada consume karne wale Apps ko close kar deti hai ! aur Wo hi Time hota hai ki hum Apna Mobile fir se charging par laga dete hai tab Hame Mehasus hota hai ki Aur thoda battery backup Hota tho ?
Esiliye battery power ko fast consume hone se bachane ke liye Niche kuch Tips diye he Jise Aap Follow karke Apne Mobile ka battery Backup badha sakte ho
1) Display Battery ko Drain Karna Hai
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
Mobile ki badi Screen hona Aj Market mai Ek Cult ho chuka hai ! Par Badi Screen Drained battery power ke kimmat par aati hai ! par eska ye matlab nahi hai ki Aap Mobile kabhi " Na " Use kare Aur battery ke last Volt par Aane se bachane ki koshish kare
Aap Mobile Ke Screen brightness ko manage Kijiye ! jab Aapko eye blinding bright display nahi chahiye Hoga tab kam Kar dijiye
yane jab tum kisi dark kamreme Ho tab Brightness kam Rakh lo Jis Se tumhari battery Save hogi
Aur phone Lock Rakho
2) Wireless Communications wisely use kare
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
Jaise ki title me Kaha gaya hai ! aapko dhyan rakhana hoga ki jab Aapko Mobile Data , WiFi , Bluetooth , GPS , jaise wireless Activity nahi Chahiye to use turn Off kardo
3)Auto Sync "No" kar do
Aapke Mobile me jyadatar App ke setting me by default Unke Service ke sath kuch Time ke bad automatically sync karlo yesa SET kiya hota hai ! to Aap Ess Seting ko change karte manually sync karlo ye aapki bahot sari battery bachaye ga
4)Jabhi possible ho to Mobile data ki jagah WiFi Use karo
Mobile data ,WiFi se jyada power consume karta hai ! to Apke pass jabhi WiFi ho mobile data off kardo
Live Wallpaper Kabhi Math Rakho
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
Aapko kisi bhi tarah Se Live Wallpaper ka estimal bandh karna chahiye ! Esme koe doubt nahi hai ki Mobile par Live Wallpaper Attractive lagte hai ! par ye battery bhi bahoth khate hai
5)Widgets Ke number kam kar do !
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
Almost ham sabhi ko Application ko background me Chalu rakhe dene ki Aadt hoti hai ! Bina kisi doubt ke hum humans chote kam karne me hi jyada lazy hote hai ! par Agar Aapko mobile ki battery bachani ho to regular ese band karna Padhega .
6)Screen Time Out Set kare
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
Screen Time yane bo Time he ! jiske badh aapke phone ka Display Aana Aapne -Aap bandh hota hai ! Esiliye uski value 5 seconds ki hi rakhiye
7)Haptic feedback ( संकेत)
ye badhiya bath hai ki Apko feed back Prapt hoti hai ! yane Aap agar mobile par kuch type kar rahe ho to aapka mobile vibrate Hota hai ! jis se aapko pata chalta hai aap jo bhi kar rahe ho ! bo sahi tarah se ho raha hai par Dosto ye service Tumhari battery ko 30% kam kar sakti hai !
8)Power Saving Mode ko use kare !
![]() |
Mobile Ki battery kaise save kare |
jab power Saving Mode ON hoaga tab Apke resources ka optimum use karega Aur aapke Smartphone ke battery ki consumption ko decrease karne me help karega
to Apko kya karna hai ki - Apne phone ka power Saving mode turn On kar do, to apke Android ki bahot sari battery backup bachegi
9)Background data restrict करें.
kuch Application background mode me Apne Server ko by default data send karne ki Setting Hoti hai ! ya right Es se jyada Battery consume Hoti hai ! esiliye “Restrict background data” enable kare
- Setting > data Usage
10)Uninstall Extra Application
Aagr apke mobile me Extra Application Load hai ! to Use uninstall ya remove kardo kyu ki bo Mobile me reh kar Aapki battery power kam karti hai !
तो ये battery बचने के लिए कुछ tips की collection थी. यदि आपको यह userful लगी, please इसे share कीजिये, और यदि आपकी कोई queries हैं, तो हमें comments के जरिये share कीजिये.
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !