Dosto Aapne dekha hi hoga ki Cracker Aur Hacker ki ess Duniya me kami nahi hai ! har ekk Software par Experiment kar ke uska Crack ya patch nikal hi dete hai , usi karan Aaj Internet par hame Har ekk Software With Serial key OR Crack Aasani Se mil jata hai , to esi Se Aap Samaz Sakte hai ki hamne hamare folder par lagaye Lock Kitna Secure hai !
par dosto WinRAR Ekk Software hai jise Crack karana Aasan nahi hai ! kyu ki Uski security kisi Local Hacker ke Mukable kahi guna jada hai
Aur Aap to jante hi hoge ki Kisi bhi folder ko win rar me Zip kar ne Se Use Viruses detect nahi karta hai ! to usi tarah Win RAR ke mdd se kisi folder ko Lock lagane se koe hacker use detect nahi kar pata hai ,to chalo jante hai Win rar se kisi bhi folder ko kaise lock lagaye .
How to Lock Folder in Hindi
- Android Mobile me Battery Save karne ke 10 Super-hit formule
- Domain Nam ya Web Hosting Lete vact kin chizo ka khayal Rakhna Chahiye ?
1) Agar Apke Pass Win RAR Software nahi hai to Ess ( Download Link ) se Download Kar Lo ! ( Aur Simply installation karlo )
![]() |
password lagaye |
2) Abb Jis Folder ko Aapko lock Karna hai Use foler par Right Click karo Aur Add to Archive par
click karo
![]() |
password lagaye |
3) Aapke Smane Ek Box khulega Jis me Second Button yane Advanced par click karo
![]() |
password lagaye |
4) Abb Niche Set password par click karo ! Aapke Samne Password Box Khulega Jis me Aapko Password Dena hai ( Enter password Aur re-enter password do Aur Ok kar do Apki Folder securely Lock ho jayega )
![]() |
password lagaye |
5) Lock ke badh Aap jabhi use File ko Extract karna Chahoge to Apke Samne yesi Screen Aayegi jisme Aapko right pasword dekar Ok karna hai Fir Aapki File Extract hogi
![]() |
password lagaye |
Agar Apko Hamara ye post pasant Aaya ho to jarur comment Kare Aur Apne dosto se bhi share kare
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !