1) Computer Me Corel Draw Open Kare .
2) Fir left Side me Tool Me Jakar Text Tool Lo ( Text Tool Ka short Cut f8 hai )
3) Text Tool Ke Help Se Aap Jis text Ko 3D karna Chahte He Wo Type Kare ( Text Bolt Ke Liye Ctrl+B) or ( Font List Ke Liye Ctrl+Shift+l)
4) Fir Aapke Pure Text ko Mouse Se Select Karo ( Text Par Blue color se Selection huaa yane Aapka Text select Ho chuka Hai ) Fir Uppar Tool Bar Me Effect >Add perspective par < click Kare
5) perspective Click Karte hi Aapk Text perspective me convert hoga
6) Fir Text ke Uper Ke do Dot Ko Mouse Se Pakadakar Niche Ke Or Khich lo ( Aap jis Tarah Mouse Le Jaoge Use Tarah Tuxt Move Hoga par Mouse Ka Right button Press kar ke hii rakh na )
7) Aab Aapke Right Site me Color Tool Ke Help Se Text ME Aapna manpast Color Dale ( Text Select karo or Color Tool Se Koe Bhi Color Par Click Karo Aapke Text Me color Fill Ho jayega )
8) Text Me Color Fill Hone Ke badh Text Ka EK Duplicate Copy banao ( keyboard par Long "+" press karte hi Layer Ke Upar duplicate Text Layer Banega ) Ab Use Upper Ke uthao Aur chor do
9) tumhare Text Ke Copy Hone Ke Badh Upper Ke Text Par Dark Color Fill Karo ( Aur Dekho Apka
3D text Ready Ho Jayega )
10) Chaiye to Aap Aur Ek Layar copy kar ke Ese Bhi Dark color Text me Fill kar sakte ho Ye Aapke Creativity ke uppar depend Karta hai
![]() |
Hindi corel Draw |
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !