Dosto hame blank & white photo Acsar dekhne milte hai ! jaise ki hamare parents ke ya koe bhi reletive ke photo Album mai. to hum sochte hai Agar ye photo color me hota to kitna Accha hota to dosto der kis bath ki Agar apke pass photoshop Software ho to tum uske madd se Black and white photo color kar sakte ho
Adobe ke tamam Software me se Ekk Photoshop hai jise Graphic Related Work ke liye Estimal kiya jata hai ! Jaise ki Aapko Nam Se pata chala hoga Photo shop yane photos ke sath koe related software Hoga to Right Photoshop ke madd se Hum photos Edit , Effect Aur use se bhi jada kam Photoshop hindi me kar sakte hai !
to chalo jante hai hindi me black and white photo ko color me kaise kare !
1) Photoshop Software Open karo
![]() |
hindi me photoshop |
2) jo photo ko Black & White se Color karna hai Use photoshop mai Drag karo ya File > Open > photo < karo
![]() |
hindi me photoshop |
3) Abb jo color Aap blank & White photo ko dena chahte ho bo image Site Tab me open karo > Open > File > photo < ( photoshop me 2 image hona Chahiye ekk black And white Aur dusara bo image jis ka color tum Black And White photo me bharoge )
![]() |
hindi me photoshop |
4) Abb black And White Photo par Ekk Layer banao > layar banane ke liye Right navigation par jao Aur Niche Create layer box par click karo
![]() |
hindi me photoshop |
5) Layer Create Hone ke badh Layer select karo Aur Left navigation Tool se magnetic tool select karo
![]() |
hindi me photoshop |
6) Magnetic Tool ke madd se tum Selection kar sakte ho ( Abb magnetic tool ko Face par le jao bo Aur face ke shape par ghumao magnetic tool Aapne Aap Selection kar lega ) ( yad rakhi Aapko Selection layer par karna hai )
![]() |
hindi me photoshop |
7) Abb site tab me Color photo par Aao aur right navigation se Eye Dropper tool Select karo
![]() |
hindi me photoshop |
8) Eye Dropper tool ke Color photo ke Face par Le jao aur Click karo !
![]() |
hindi me photoshop |
9) Abb Black & White photo par Aao Aur Left Tools se paint bucket tool Select karo ( Short-cut = G ) Aur Face Selection me Click karo
![]() |
hindi me photoshop |
face Selection par click karte hai Aapne jo color ( Color photo se drop tool se copy kiya tha bo black And Photo par fill ho jayega )
10) Abb right navigation par blending mode ( color) select kare
![]() |
hindi me photoshop |
11) Aap Dekh sakte ho Blank & White Face Color Ho chuka hai
![]() |
hindi me photoshop |
12) Aapko Esi tarah hair ka bhi Selection New Layer par kar ke , Color photo se Black color Choose kar na hai ! Aur Paint bucket tool se fill kar ke color mode select karna hai )
![]() |
hindi me photoshop |
Dosto Ess Tarah Aap Black and White photo ko color kar sakte ho
![]() |
hindi me photoshop |
धन्यवाद
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !