Dosto Aaj ham janenge ki Public IP Address Aur Privet IP Address yane kya ! Jab hamari Class full Ip Addressing ki Start Huyi tab IAN ne Class "A" Class "B"Aur Class "C" ,ke Ip Address public ke liye Available karvaye
ane ki Ye IP Address Start hote thee "0" se lekar "128" jo "A" Class me Aate the Esme se " 0 " Wali range Aur"127" wali range kisi special purpose ke liye reserve hai ! Esiliye Effectually jo Class A" hai bo 1 se 126 ke Range me Aate the Jo ki Governments ke liye thee Ya badi Enterprise Organization ke liye thee
Public IP Address in hindi
![]() |
Hindi me IP |
" B" class ke Address the bo 128 se lekar 191 tak jate thee Aur " C" Class ke Address 192 se 223 tak jate hai ! Aur hame dekhne se hii ye pata chal jata hai ki ye IP Address's konse class ke hai
"B" Class ke IP Address medium class ke Companies ke liye thee Aur "C" Class small Company ke liye the , Aur Enn Basic Idea ke sath INA ne IP Address ki assignment Start ki .yane Jo bhi log internet se connect hona chahte the , unhe Apne Org ke Size ke Hissab se enn IP Address me se IP Address lena padtha tha Aur Eske liye Kuch fees INS ko deni padthi thee Aur INA ye Directly Receive nahi kartha tha ! usne Apne Registers banayi hai uske true Service Provider Aur Service Provider Se Apke Company tak Aata thaa !
![]() |
IP Address In Hindi |
Lekin yaha par INA ne unn Org Aur unn Company ka bhi Dhyan Rkha ,jo ye Sochte the Ki hum internet Se Connect hona hi nahi chahte hai par hum Apne Network ko TCP/Ip protocol par Run karna Chahte hai ! Aur Ham internet Ko Direct Connect nahi karenge Aur yese logon ke liye IP Address Kharidna Jaruri nahi tha ! vaise to bo Enn Range me Se koe bhi IP Address use kar sakte the Lekin ekk Acche management ke liye INA ne ekk Alag si Range defiance ki gayi hai Aur Ese kehate hai {Privet IP Address }
Aur teeno hi Clases " Class "A" Class "B" Aur Class"C" me Ek-Ek range defiance ki gayi jis ke liye IIS se koe bhi permission leni nahi pad thi thee Aur Koe bhi fees nahi deni pad thi thee
![]() |
hindi me ip |
Dosto yaha par meri bath dhyan se suno ki hum Es "A" "B" aur "C" class me se kisi bhi Class ke IP Address ko Apne Privet Network me laga sakte hai Lekin Apne ye IP Address kisi ko paise dekar nahi liye hai Esiliye Aapka IP Address publicly Enn Ranges me se hai to Aap Estimal nahi kar sakte ho ( Esiliye Aap public ke vajay Privet IP address use kijiye )
Aur Privet IP ka Advantage hum kahe to ye Routable nahi hote hai ( Ess Hum Dis-Advantage bhi keh sakte hai ) Actually Enhe Privet network ke liye hi banaya gaye the Aur bo enhe Internet Se Connect nahi karna chahte the
Esiliye hamare Private Network Ip Address hote the bo ( Class A:-10.0.0.0 to 255.255.255.0 )Ess me Se koe bhi Ip Address Aap Aapke Client ko De sakte ho Esi tarah ( class B:- 172.16.0.0 to 172.31.255.255) Aur ( Class C :- 192.168.0.0 to 192.168.255.255 )
![]() |
Networking in hindi |
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !