Hi Friends Mera nam Aarohi to Aaj ka Post Me Publish kar rahi hu jo hai MAC Address in Hindi ! Actually Dosto Aaj se Ess Site ko me hi Access karungi to Kya tum Mere Sath Problem Share karne ko Tayar ho to Chalo Jante hai MAC Address Yane kya Aur Uske Basic janakari hindi me
MAC ( Media Access Control ) Ka computer network me Networking devices ko unique identify dene ke liye hota hai taki sabi networking Devices jaise ki
- Laptop
- computer
- network printer
- or more
Mac Address OSI Layer ke Data Link Layer par Work Karti hai -Data Link Layer OSI Model ka second Layer hota hai ! Dosto Data Link Layer ko bhi 2 sub layer me divide kiye jate hai jaise ki
- LLC ( Logical Link control )
- MAC ( Media Access control )
Address ko NIC par Configure karte hai ! Aur Ye NIC ke Hardware Me Store hota hai Esi karan Se MAC Address ko
- Hardware Address
- Physically Address
- Burned -in Address
Bhi kaha Jata hai !
- Bina internet Ke Youtube par Video Kaise Dekhe
- Internet Cable Kaise Banaye - Lan Cable ki puri janakari hindi me
MAC Address 48 ya 6 Bytes ka hota hai ! Aur Ese Hexadecimal Digits Me Likha Jata hai Jaise ki
0-2:25:45:67:89:ab
MAC Address Ka use Lag-bagh sabhi IEEE - 802 standard - ko follow karnewale devices karti hai Jaise ki
- Ethernet
- Bluetooth
- 802.11
- IEEE 802.5 Token Ring
- Fiber Chanel and Serial Attached
- Fiber Distributed Data Interface (FDDI)
Computer me MAC Address kaise Check kare
Agar Aap Window OS Istimal kar rahe ho to CMD ( Command Prompt ) Me ipconfig/all type kare Aur ENTER kare Aapko Samne Aapka MAC Address Aur IP Address Show hoga
Agar Aap Linux Istimal kar rahe ho to Terminal me ifconfig type kare aur ENTER kare Aapko MAC Adress ke Janakari mil jayegi
Aapko Mera Post kaise Laga Ye Muze Jaroor bataye aur Aapne Dostonko bhi Sahare kare :)

0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !