Hey Blogger me Aarohi Aapki dost to Aaj Hum Network ke bare me Kuch Janakari Hansil kare jaise ki Aapko pata hi ho ki Humari Site me computer se judi Hur Janakari Share ki jati hai Esi tarah Networking Bhi Computer Technology ka sabse bada part hai Kyu ki Aaj Computer Jis Mukam (मुकाम')par hai bo Shayad Networking ke vajah se hi hai -Aaj hum Aur tum bathe kar rahe hai Wo bhi Kisi -na Kisi Network System ka Istimal kar ke hi kar rahe hai Networking ka sabse Bada Udhaharn Aap WAN network ko dekh sakte ho jise Hum Internet keh sakte hai kher Aaj ke topic par Aaye !Dosto Muze Ekk Sawal Puncha Gaya Tha jo kuch Ess tarah ka hai
Aarohi Mam me Mumbai se hu Mera Ekk Sawal hai ki Muze LAN network me At Time Sare computer Access karne hai Jis ke help se me Mere office ke Sare Worker par Nazar Rakh saku ki Kon-kya -kya kar raha hai ! Mene Eske Pehela Ekk Network System create kiya tha But Uss technique se Client ko Sab pata Chal jata tha ki Mera Pc remotely Access Ho raha hai -to plz aisa Koe Tarika Batao jis se me Sare Workers par Remotely Nazar Rakh saku aur unhe pata bhi nahi chale
Suraj Tumhara Question kafi Accha aur Interesting hai Jis se kahi Logonko Fayada Ho sakta hai ! jab me Computers Lab me kam karti thi tab mere Under 200 Computers the Jo LAN se Connected
- Android me Kisi bhi lock Application ka password kaise tode
- Android Root yane Kya - Aur Janiye Rooting ke Advantages and Disadvantages in hindi
Dosto Ess method me Tum Server Honge Aur Jo computer tum Access ya control karna Chahate ho Wo client honga to Ess pure Setup ke liye Tumhare pass Third party Application ki jaroorath hai Jo hai Network support Manager JO ki 1Ekk LAN Software Hai Ess Apps ke madat se hum Network se Kisi bhi computer ko remotely Acces kar sakte hai Aur - ethna hi nahi to Ess Software ke Kahi sare features hai jaise ki
- Software ka istimal kar ke tum Network ke sare Computer At Time OFF ya ON kar sakte ho
- Software ka istimal kar ke tum Koe bhi computer ka Access rok sakte ho ya Unka Display black kar sakte ho
- Mouse -keyboard -Usb Lock kar sakte ho
- at Time Sare Network Computer me Software Install kar sakte ho
- Sabse Bada feature ki tum Client ka computer Control Kar rahe ho ya dekh rahe ho ye Client ko Bilkul pata nahi Chalega :)
- Network me wallpaper change karna -Computer lock karna-HDD hide karna -pen drive block karna ye sare common bate hai
how to control computers on your network in Hindi
Sabse pehela Network Support Manager Software Download karo
Dosto Ye Software Paid hai -jo 30 days Tumhare Computer me Chalega par Tumhe Full Version Chahaiye to muze mail ya Comment karo me Tumhe Serial key send kar dungi :)
Ye Software 2 Mode par Chalata hai Jaise ki

- Server -typical
- Client
Server Computer
Server PC yane tumhara Computer Jis se Tum Network me connected Computer control karna Chahate ho
Client Computer
Client Computer yane Tumhare Client Matlab Lan me Lage Computer jise Tum Server Pc Se Control karna Chahate ho to bo 50 ho sakte hai 100 ya 200 ho sakte hai
Client Computer
Client Computer yane Tumhare Client Matlab Lan me Lage Computer jise Tum Server Pc Se Control karna Chahate ho to bo 50 ho sakte hai 100 ya 200 ho sakte hai
- WordPress Vs Blogger kon sabse Aacha Aur Sasata
- Free VPN Se Block WebSite Unblock Aur IP Address Hide kaise kare
Server Computer par Net Support Software ka Setup kaise kare
1)Sabse Pehala Net Support Software ko Install kare -And -Install -karte -karte Aage Jakar Tumhe Pucha jayega ki SERVER ya CLIENT tab Server ko Select kar ke next kar do [ Yadd Rakhe Tumhe Server Computer par Server hi Select karna hai ]
Niche Diye Huye Video me Aap Software kaise crack kare ye Step-by-step Dikhaya Gaya hai
Software Crack Hone ke badh Simply Next -Next kar ke Finish kar do
Software Crack Hone ke badh Simply Next -Next kar ke Finish kar do
jaise hi Setup Finish Hota hai vaise Hi Tumhare Ddesktop par Network Support manager ka icon Show Hoga !
Clint Computer
Abb Server ka kam Ho chuka hai Abb Client Computer me Same Software Install karna hai basa jab-next-next karoge tab Server ke yaha Client Select kar ke Software Install karna hai
[ Yad Rakhe Clint Computer me Client Hi select kar ke Software Install karo Varna Server Aur Client Communication kar nahi payenge ]
Abb Server Aur Client Computer me Net Support manager Install Ho chuka hai abb Simply Server Computer par Aao Aur Net Support Apps ko Open kar do Aur New Client par Click kar do !
jaise hi Aap New Client par Click karoge vaise hi Tumhare Samane 1ekk Pop-up Aayega usme Tumhe i'll choose the name from a Browse List ko select karo aur Next button par Click kar do : )
Next button par clcik hote hi Software tumhare Network me Lage Sare Client computer ko Scan karega - Aur Jis computer me Client App milega Uska IP (internet Protocol ) Address tumhe Show karega .
Bass Abb IP Address par clcik karo Aur Finish button par Click kar do Tumhara Client Computer Server Software me Add Ho jayega
Abb Client Computer par Dabble Click karo -Aur Aapne Client ke computer ka pura Access Lo :)
Aap niche Image me Dekh sakte ho Mene mere Client ka computer remotely Access kar rahi hu ! Esii Tarah Aap Bhi Lan me Lage koe bhi System remotely Access kar sakte ho :)

- Kisi bhi Mobile par Kisi ke bhi Number se Call kaise kare
- Google par Aapna photo upload karna hai to image ko SEO karo
Abb Server Aur Client Computer me Net Support manager Install Ho chuka hai abb Simply Server Computer par Aao Aur Net Support Apps ko Open kar do Aur New Client par Click kar do !
jaise hi Aap New Client par Click karoge vaise hi Tumhare Samane 1ekk Pop-up Aayega usme Tumhe i'll choose the name from a Browse List ko select karo aur Next button par Click kar do : )
Next button par clcik hote hi Software tumhare Network me Lage Sare Client computer ko Scan karega - Aur Jis computer me Client App milega Uska IP (internet Protocol ) Address tumhe Show karega .
Bass Abb IP Address par clcik karo Aur Finish button par Click kar do Tumhara Client Computer Server Software me Add Ho jayega
Abb Client Computer par Dabble Click karo -Aur Aapne Client ke computer ka pura Access Lo :)
Aap niche Image me Dekh sakte ho Mene mere Client ka computer remotely Access kar rahi hu ! Esii Tarah Aap Bhi Lan me Lage koe bhi System remotely Access kar sakte ho :)
- Computer ka Login password 1 minute me kaise tode in hindi
- Computer me CD/DVD Drive ke vajah se Aanewale Problem kaise Solve Kare
Dosto Ess Software ko Access karna koe badi bath nahi hai ! bass Step-by-Step Follow karo Tumhara Kam Ho jayega ! Fir Bhi tumhe Kahi Problem Aa rahi hai to Muze Comment karo Me Tumhari jaroor help karungi :)
please send me Net Support manager serial key on uttamaims@gmail.com
ReplyDeletethank u
please send me Net Support manager serial key on niranjanroy14@gmail.com
ReplyDelete