Hi Blogger Me Aarohi Aapki Dost to Me Aapko Ekk Bath Batadu .ki Kahi Bloggers ki Ekk Shikayat (शिकायत ) Hoti hai ki Bhai Mere Pass Blog hai -Content hai -post hai - Ad-sense Account bhi par Earning nahi hai to Dosto Tumhare Sath Bhi Aisa Huaa Hoga ki Tum ne Aapne Blog par Adsense Ads Laga kar Rakhe hai Aur Use Earning Na ke barabar ho rahi hai ! Aise Me Kahi New Blogger Nerasha (निराशा ) me Dub jate hai Aur Blogging ko ' full Stop ' Dete hai ! Me Kehe ti hu Kyu ? Ethna Koshish karne ke badh bhi Hum Har Man te hai Kyu ki Hume Jaldi-Jaldi Aimir Hone ki Ghaye Hoti hai !
- Network me Ekk Computer se Dusare Computer me Folder kaise Share kare
- Google Kya hai - Kaise Bana- Kisne Banaya -Kab bana - Puri Janakari Hindi me
Nahi Dosto Hum blogger Keval Blog ke post Aur logonki Help kar ne Soch se Blog Publish karenge Tab Wo Deen door Nahi Honga ki Blogging ke dunia me Hum Hindi Blogger Aur India ka Nam Sabse uppeer Liya Jayega :) Aur Zahir bath hai ki Popular Blogger Hone ke badh tumhe Paisa kama ne ki jaroorath nahi hai Paisa hi tumhare pass bhagate chale Aayega :) kher Aaj ke Topic ki Shoorwath karte hai ki Blog me Kahi bhi Left-Right-Center me Ad-sense ke Add kaise Lagaye
- Laptop Overheating aur hanging problem se kaise Chutkara paye
- Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
How
to Add Adsense Ads In the Middle or Anywhere inside Blogger Post
2) Ab Niche Diya Hua Code copy karo Aur jaha [ Add Hear The Code of your ad ] likha hai Vaha Tumhara Ad-sense code copy karo ]
3) Code Copy hone ke badh HTML Box me Jaha Tumhe Chahaiye Vaha Tum code Past kar do Tumhara Ads Post ke Center me Show hoga
Blogger Post ke right -Left - Corner Side me Adsense Ads Kaise lagaye
1) Post ke Right Side me Ads Lagane ke Liye Simply Niche Diya Hua Code ko copy karo Aur [ Your Adsense ad Script] ke yaha Aapna Adsense Code copy-past karo aur Same Ess Pure Code ko post HTML Tab me Jaha Chahiye vaha Past karo Tumhara Code post ke Right Side me Show Hone Lagega
<div style="clear:both; margin:10px 0">
<center>
<!-- Add here the code of your ad -->
</center>
</div>
3) Code Copy hone ke badh HTML Box me Jaha Tumhe Chahaiye Vaha Tum code Past kar do Tumhara Ads Post ke Center me Show hoga
Blogger Post ke right -Left - Corner Side me Adsense Ads Kaise lagaye
1) Post ke Right Side me Ads Lagane ke Liye Simply Niche Diya Hua Code ko copy karo Aur [ Your Adsense ad Script] ke yaha Aapna Adsense Code copy-past karo aur Same Ess Pure Code ko post HTML Tab me Jaha Chahiye vaha Past karo Tumhara Code post ke Right Side me Show Hone Lagega
<div style="float:right;">
Your Adsense ad script
</div>
<div style="float:left;">
Your Adsense ad script
</div>
Dosto mene Ekdam Simple-Saral Bhasha (भाषा ) me Aaj Ki post Samazane ki Koshish ki hai ! taki Mere reader ko koe Bhi Problem na ho Fir bhi Tumhe Koe Problem Aa rahi hai To tum muze Comment me Puch sakte ho me Tumhari Problem Solve karne ki puri koshish karungi :)
Tag
Adsense In Hindi -CPC in Hindi -Computer ki janakari -SEO In Hindi -Mobile-Hardware-Internet-Pc Tips-Trick-Software -Hindi me
Hi arohi , i have really soo many question related to blogger and adsense . My google adsence ads are not showing on my blog so i switch to chitika adsense. I choose chitika because its ads are showing proper on my blog .
ReplyDeletei wanna ask that every code you written above will also for chitika adsence ?
And most important question that i want to ask is that
When i will add my adsense code in blogger does those ads will work for mobile version of my website ?
And what to choose for mobile version webisite from template

1) harsh chitika Se tumhari jada earning nhi hogi
ReplyDelete2) code not proper work 4 chitika !
3) Mobile ads k liye Responsive ads use kro with any blog template
Mere blog mein nahi show ho rahe hai ads google adsence se aur mujhe nahi pata ki aasa kyu ho raha hai mene bahot tutorials dwkhe blog padhe but ads nahi show ho rahe vo blank dikha raha hai
DeleteYou can also see that in my blog
if you fing solution then reply fast
Supremefghters.blogspot.in
Carrychat.blogspot.in
They are my two blogs and where you see blank space they are google ads which are not showing
Mein bahot confuse hogaya hoon ads show nahi ho rahe usko lekar
Deleteman karta hai kissi ko samne bethal kar saarw question puch lo jisko pata ho in sab ke baare mein but mere area mein koi nahi hai jisko in sabmein intrest ho ya knowledge ho
mene adsense par questions kiye toh vo bataya ki adsense ke ads show hone ke liye kam se kam 30 posts hone chahiye blogs par jo ki nahi hai
ReplyDeleteAur ek aur help chahiye mere knowledge gadgets pc 3dsmax aur games mein achi hai agar aapko topics koi aaye dimag mein inse relaed jinpar mein likh saku toh mujhe bataiye ga
Harsh Aisa compulsory nahi hai ki AdSense k Ads show hone k liye 30 post chahiye ! tumhare blog par 10 bhi best content post hoge fir bhi AdSense ads show karega :) aur rahi bath tumhare knowledge ki to tum humare blog k liye kabhi post likh kar send kr sakte ho me tumhara post humare blog pr jaroor share karungi :)
ReplyDeleteAapke blog ke liye post likhne se kya matlab ? 😓
Deleteharsh mene tumhara blog dekha nhi ..Aaj dekhungi tab tumhe 100% solution dungi
ReplyDeleteDekha apne ab tak blog?
DeleteIske sath ek aur blog dekh lijiye jo ki main hai mera but usme mene ads try nahi kiye kyuki mere dusre blogs mein nahi show ho raha toh isme try nahi kiya aur ek ye bhi problem hai ki mere maximum blogs mein 1 ya 2 posts hi hote hai
Link
otgcabletricks.blogspot.in
tumhare blog me kahi problems hai harsh ! jaise ki no content - no design - no title - no - space - no theme - agr tum blog ko optimization nahi kroge to tumhare blog pr kbhi ads show nhi honge
ReplyDeleteSab sahi hai almost but ads show na hone ki vajah nahi malum ho rahi hai
DeleteOptimisation ka matlab agar proper title deacription se hai toh phi mere blog optimize hai
Deletetemplate chang karo kam ho jayega :)
ReplyDeleteOkay
DeleteThankq you so much me kahi dono se ye tricks search kar raha tha
ReplyDeletewelx
ReplyDelete