Dosto Acsar Hume Computer me CD/DVD drive ki jarurat lagti hai ! Chahiye wo Software Install karna ko ho Ya Koe Movie Dekhne ki ho ! par Agar Aisa Ho ki Humara CD/DVD Drive hi working Karna Bandh hogya to kya hoga ?
CD/DVD Working Na Hone ke karan hume En Moosibanto ko Zelna Padta hai
1) Agar hume Koe Software , Game Ya Movie Copy karni ho to hum Pen Drive ka Sahara Lena padta hai
2) Pen-Drive portable hone ke Karan hum kahi bar dusare Computer me Use Lagate hai ! Aur Use vajah se kisi Aur Computer Se Humare computer Me Virus Aane ke Chances Jada hote hai
3) Agar hume Computer Format karna ho to Pen-drive ko bootable karna padta hai !
4) Agar Humare pass Pen drive na Ho to dosto se Mangna Padta hai ! Agar Usme uska Data ho to uska backup-permission Aise Kahi chot-mote Problem ko hume Face karna padta hai
to En Sab moosibatonse Bachne ke liye Humne Aaj ka Post banaya hai ! jo Sirfe Tumhare liye hai to chalo Sinkhe Agar Computer me CD/DVD Drive Work nahi kar raha hai to kya kare
Soft Problem
1) Agar Tumhari Disk read nahi Ho rahi hai to Ek-bar Disk ko Dekh lo ki Kya Vakahi me Tumhare CD me data hai kyu ki Abhi bhi market me Aise kahi DISK hai jinhe hum Burn karne ke badh bhi bo Thik tarah Se Right nahi hoti hai ! jinke vajah se Hume lagta hai ki "HA " Abb humari CD write ho chuki hai bulki bo Empty hi hoti hai !
![]() |
Cd |
to Vakahi me CD/ DVD Right Huyi hai nahi jan Ne ke liye tum DIsk Par Dhyan se Dekhoge to tumhe DVD ho to Dark blu Color ki Aur CD ho to par-par Color ki Border Dikhegi ! Jis se Tum Pata Laga sakte ho ki tumhari CD Write Huyi hai nahi
2) Kahi bar CD/DVD par carbon Jama hone ke karan Disk Sahi tarah se read nahi ho pati hai ! to koe Cotton ke kapado se ya IP liquid se Use Ache se Claen kar ke CD insert kar lo !CD kam kar jayegi
3) My -Computer Me CD/DVD Drive Show nahi hota hai ! to Use bhi kahi karan hai jaise ki
![]() |
CD/DVD |
4) Kahi bar CD/DVD Drive Disable hone ke Karan Computer me Show nahi hoti hai ! to Device manager me Jakar Check kar lo kya tumne Use Disable to nahi ki hai na
![]() |
manager |
6) Lens par carbon jama hone ke karan bhi CD read nahi ho pati hai ! to Lens Cleaner ke madat se Ek-bar lens Clean kar lo ( Lens Cleaner kit tumhe market me Aasani se Mil jayega )
![]() |
Clean |
1) Agar DVD Drive My-Computer me Show nahi kar rahi hai to Lose Connection ka Problem ho sakta hai jis ke vajah se Drive , Computer me Connect ho nahi pati hai ! to Dosto Ek -bar Cable Connection check kar lo Problem solve ho jayegi ( 70% Computer me Es -tarah ki Problem Dikhae Dete hai )
![]() |
Connection |
2) DVD me Ek common problem hai jo Sabko Aati hai yane ke DVD ki Try Bahar nahi Aana to Aagr tumhe Es Problem ko solve karana hai to tumhe Ek " Pin " ki jarurath hai ....Jii han to chalo jante hai ki kaise Es problem se Chutkara paye
![]() |
Black Hole |
jaha se Aap Try bhahar nikal ne ko button press karte ho Thik Uske Side me Ek small hole Hoga ( Jis me Tumhe PIN dalkar Push karna hoga jaise hi tum Pin ko Andar ki Aur push karoge to Aandar ki motor Ghumakar Try ko bhahar Chod Degi ....
![]() |
In try |
![]() |
Rubber |
तो दोस्तों ये कुछ टिप्स से जिसे फॉलो करते तुम खुद ही अपने कंप्यूटर के Dvd Drive प्रोब्लेम से छुटकारा पा सकते हो ! तुम्हे किसे बड़ी किंमत देनी नहीं पड़ेगी ! तो आज का पोस्ट आपको कैसा लगा ये हमे जरूर बताये और शेयर करे
sir mere laptop me dvd right nhi ho paa rhi h jbki cd rigt krta h......pr phle dono chlti thi plzzz kuch smadhan btaye....as soon as...
ReplyDeleteshivpal Agar DVD disc Read ho rahi hai Aur CD read nhi ho rahi hai to uske kuch solutions niche hai
Delete1. DVD dusare writer me dal ke dekho
2. CD write ke liye so software istimal kar rahe ho use update kar ke dekho
3.writer me 2Dioed hote hai .CD dioed aur DVD dioed ..so DVD Diod kharab hone ke karn DVD right karna chod deti hai ...tumhu use repair ya replace kar ke lena pade ga
latest Update ke liye hume followe kare ..thank you !
agar maine mobile root kiya hai our wo mobile chori ko chala gaya ho to pata laga sakte hai help him.....
ReplyDeletedekho deepak ..Agar tumne Aapne mobile me Air-droid ya uske jaisa koe Aps install kar rakha hai to hum uske location ka pata laga sakte hai ' Agar nahi to hum IMEI Num ko trace karte mobile ko find kar sakte hai .par eske liye Hume police ya customers service ki help leni padegi ...coz unke pas Trackers hote hai jisk madat Se IMEI ko location pata chal ta hai
ReplyDeleteapne jo b likha h wo shi h iski vajh se muje kafi help mili thanks
ReplyDeletewelcome!
ReplyDelete