Hii Dosto Aaj Hum Janege ki Laptop me Hot-spot kaise Create kare ! to Sabse pehla sawal Aata hai ki Hotspot yane kya to chalo Jante hai hot-spot yane kya Aur hum Aapne Laptop me Kaise Create kar sakte hai Hot-spot yane kya ?
Dosto Manlo ki Aapne Aapka laptop Connect kiya hai Aapne Modem se ya brodband se to Aap Connect kiye Laptop ka Internet Aapne mobile me ya Dusare laptop me WIFI service ke madd se Share Kar Na chahte ho to uske liye WiFi-Hotspot ki jarurat lagti hai jaise Aap ko pata ho Aagar Aapko Mobile se dusare mobile me internet Share karna hai to Aap ko WiFi-Hotpot ON karna padta hai! Fir Samne wala Use Aapke mobile ke sath connect kar ke Internet Istimal Kar sakta hai !
to chlo jane ki Laptop me Hotspot kaise Create kare in Hindi
Laptop me Hotspot Create karne ke liye En 2dho Chijo ki jarurat lagegi
1) Internet Connected Laptop
2) Virtual Router Software
1) Sabse pehla Google par Virtual -Router Software Search karo Aur Software Download karo ! Ya Niche Diye Link par Click kar ke Aap Direct Download kar Sakte ho
![]() |
Laptop-Hotspot |
Keval 1.3 Mb ka Software Hone ke karan Jald hi Download Ho jayega
2) Abb Virtual Router ko Aapne Laptop me Install kar dijiye ( easy Setup hai Step-by-Step Next-Next karke Finish kar do )
![]() |
Setup |
Install Complete hote hi Finish Button par Click karo Aur Software Open kar do
3) Aap dek sakte hai Mere Laptop me Virtual -Router open ho chuka hai ! Ab bo hume 4 Opetion dega
Network
name (SSID)
|
yane Aap Aapne Laptop ke Network ko kya Nam Dena Chahte ho ( Yane samne Wale User ke Mobile As Wifi Show ho ) |
Password
|
Aapne Network Securty ke vajah se Aap yaha Passwod Dal Sakte ho ( Password 8 charector ke upper Chahiye |
Shared
Connection
|
yaha
Aapko Network type Select karna Padta hai Yane Aapke Laptop me Internet Kaha
se Aa rha hai , Ethernet cable se ya wifi
|
Start Virtual Router:
|
Es Button
par Click karne Se Aapka Hot-Spot
|
![]() |
Start Virtual |
humara hot-spot Create Ho chuka hai Abb me Mere mobile me Wi-Fi On karunga Aur Network Search karunga Jis me Muze About2pc.com se Network milega Jise Connect kar ke Mere Laptop se Connect ho sakta hu
![]() |
Routed |
Aap image me Dekh Sakte ho ki mera Mobile Laptop se connected hai Aur Connect mobile Ka nam Aur MAC Address Bhi Show Kar raha hai !
to Dosto Ess Tarah Aap -Aapne laptop me virtual Hot spot Create kar Sakte ho !
to Aapko humara post kaise laga ye hume Comment Dwara bataye Aur Aapne dosto ko bhi Share karo :)
computer me scine shot kaise kiya jata hai bro..pls help me.
ReplyDeleteDhiraj Aagar tumhe Computer me Screen short Lena Hai to ( keyboard ke Upper "PrtSC " Button Ek bar press karo aur paint me jakar Ctrl+V Press karo Aapka Screen Short Paint me Aa jayega Fir Use Save As .jpg kardo tumhara Screen Short Aa jayega ...
ReplyDeletedata card ka net kaise hot spot kre
ReplyDeleteMujhe laptop m,command ke,thru hotspot karna h koi,bta sakta,h
ReplyDeleteMujhe software engineer banana,h m,computer science se engineering kr,rha Hu meri help,karogi
ReplyDeleteYup Why Not pramod
ReplyDeleteLaptop to laptop data send karskte hai ky is software se
ReplyDeleteLaptop to Laptop Data Send karne ke liye tum 4 tarike istimal kar sakte ho
ReplyDelete1) USB - Data tum Pen drive se copy past kar sakte ho
2) LAN - Agar tum LAN network me ho to Sharing se Data Send kar sakte ho
3) Easy Transfer Cabal - Jise Istmil kar ke tum Direct Laptop-to laptop data Send kar sakte ho
4) CD or External Hard-disk :- Jis se Tum Data Send kar sakte ho
Ess Software se Keval internet share hoga
ReplyDeleteKy wifi-hotspots se laptop to laptop data send kr skte hai... jaise mob me xender hai.. ??
ReplyDeleteNo ! hotspot Se Aap net share kar skate ho data nhi
ReplyDeletesir inttal to ho gaya par khul nahi raha hai
ReplyDeleteGolu thakur .Run As administrator karo khul jayega
ReplyDelete