Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Sunday, 17 January 2016

Corel DRAW ke madat Se kaise Attractive 3D Circule banaye



3D


Hi Dosto Corel Draw ke naye post me tumhara Swagat hai ! jis tarah hum step-by-step Corel draw ke hur-Effect sikhne ki koshsi kar rahe hai Usi tarah tumhe Samaz ne ke liye Aasan jaye esiliye hum bhi Saral bhacha ka upyog karte hur post banate Aaye hai to chalo Aaj Sikhe ki Corel draw me 3d Circual Design kaise banaye


1) Corel draw me Ellipse tool se ek Circular banao ( Short-cut ke liye F7

3D2
Hindi me Corel -draw

2)Abb Color Tool ke Madat Usme Aapna manpasant Color Fill karo 


3D+2
Color Tool
 
3) Color fill hone ke badh Left Navigation tool se interactive tool par Click karo Aur Uper Drop-down menu se Redail option Select karo  ( Circular Select hona chahiye)

3D+3
Redial
 4) Upper Color Box me Color Change kao ( Yane 1 box me Black karo Aur Second Box me Red ) Aisa karte hi Circul me Black Color ke Shed Aapko Dikhayi Degi Aur Andar Aur RED ( Image me Aap Dekh sakte ho )



3D+4
Color Shading

5) humara Cool 3d Circular ban chuka hai ( Chahiye to Aap Bich ki White Lien ko In-out kar ke Shading Adjust kar sakte ho )

 

3D+5
Color Setting


6) Abb Left Navigation se Drow Shadow tool Select karo Aur Circule par Click karo Tumhare Circule ke Niche Shadow Ban jayega Jis ke vajah se Tumhare Design me Jan Aa jayegi

3D+6
Draw Shado
 Ess tarah Aap Corel Draw ke madat Se Cool 3D Circule Bana Sakte ho Aur Aapne Design me Istimal kar sakte ho !

Last+3D
3D Circule


 इस तरह आप  कोरल -ड्रा  में सुंदर  3D सरकल (वर्तुल) बना सकते हो और आपने डिज़ाइन  प्रोजेक्ट में इस्तिमाल कर सकते हो ! 

दोस्तों हमारा पोस्ट आपको कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और शेयर करे  !और आपको Corel-DRAW में किसी भी प्रकार की सहायता चाहिए तो हमे मेल या कॉमेंट करो हम आपकी जरूर 

2 comments:

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates