
to Chalo Hindi me CorelDRAW Sikhe
Corel Draw me telegraph design kaise banaye ? in hindi
1) Corel DRAw Me Left Navigation Tools Se Free Hand Tool Select kare ! (Shortcut - F5 )
![]() |
coreldraw in hindi |
2) Free hand Tool ke madd Se Aap Aapna nam ya jo design bana ne ki hai bo design Page par banalo
![]() |
coreldraw in hindi |
3) Abb pura design ko Mouse ke Left Button se Select karo ya Ctrl+A press kare Aapka pura design select ho jayega
![]() |
coreldraw in hindi |
4) Select hone ke badh left Navigation Tool se Outline tool select kare ( Shortcut- F12 )
![]() |
coreldraw in hindi |
5) Outline Tool me Width Set kare ( mai 10.0pt ) Estimal kar raha hu ( Aap Apke Hisab se Width Set kar sakte ho )
![]() |
coreldraw in hindi |
Aap dekh sakte ho Width Set karne se Aapke design ko ekk professional Look Aa gaya hai !
![]() |
coreldraw in hindi |
6) Abb Out Line Tool ke madd Aab Color , kar sakte ho , Arrows, lien Style , and more effect Apne Text ya design me Desakte ho
to dosto Ess tarah hum Corel draw me Telegraphy kuch hi Samay me bana Sakte hai ! Aagar Aapko Hamara Hindi me CorelDraw pasant Aaya ho to jarur coment kare Aur Apne Dosto ko bhi share kare
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !