Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Wednesday, 23 December 2015

Online Shopping kya hoti hai? Aur Kyu Kare ?


online-shopping-cart
Dosto me Aapko Aaj Online Shopping ke bare me Kuch basic Bate batane wala hu !  Duniya me yese Kahi Log hai ! jinke Dil me Abhi bhi Ekk  Saval Aata hai ! Bo hai Ki Online Shopping yane kya ! Aur Ese kaise kare to chalo dosto Aaj hum hindi me Online Shopping Ke bare Me kuch Sikhe  !

Online Shopping ke bare me in Hindi 
Sabse pehla ye Sawal hai ki Online shopping yane Kya ? internet ke Madhyam se kharedari ko  Online shopping Kehte Hai ! Aap Apne Computer ,Mobile ,Tablet ya Kisi Device se Online kharedi Kar sakte ho ,
theek Usi tarah jis tarah Aap dukan se saman Lete Ho !

kya Aap ko pata Dunia Ki sab se badi Dukan kaha hai  ?


graphs-country-sizes-map
Actually dunia ki sabse badi dukan Kisi  Ekk country me nahi hai  Bo Internet par hai ! Aur karodo Log en E-commerce Site se Jaise  Amazon , ebay , par  har second Karodo ( crore )  ka Saman Kharidate  hai !

Online Shopping ki kya Aavshykta Hai ! Kyu Kare?




ct09_lady_jpg_2575334f



Online Shopping ka pehla fayada to ye hai ki Aap Ghar bethakar 24 ghande Apni kharedi  kar sakte ho Chahe Day ho ya Night Aapko kisi bhi tarah ka Time ka restriction nahi hai




Aagar Aap Kisi Mall Ya Dukan se saman Kharidna chahte ho to Aapko Unn Dukano tak jana padta hai ! Aur Online me Aap ko  kahi bhi jane ki jarurath nahi hai ! Balkee Online WebSite Se Service Boy Aapka Product Aapke pass Le Aate hai ! Jiska Matlab Hai
Paisa Aur Time Ka bachat



online-shop-vs-offline-shop

Aagar tulnaa karna ho to ( Manlo ki Aapko Ek Laptop Kharidna hai to Aapko Pura Market Ghumna Padta hai ! har ekk Dukan ki Aalag Price hone se Aap Confuse Bhi ho sakte ho !

Aur Online me Aap ghar bethe-bethe Laptop Kharid sakte ho Aur Sabse Sastee website se Apna product manga sakte ho!


Online Kya -Kya Kharidh sakte hai ?




fashion-banner



Online Aap Sab-kuch kharidh Sakte ho ! Eske Aalava
Online Meeting kar sakte ho ! kisi Ko Gift De sakte ho ! BUS, Plane, Traveling ke Passes hum Ghar bethe-bethe internet Se book kar sakte hai


kya hum Online Saman  bhej (Sold )kar sakte hai ?


olx



yes internet ke madhyam se Hum hamara saman bhi online bhej sakte he / jaise ki Aapne hamare TV par popular Ads suni hi hogi ki (OLX par Bhej Dal ) to Dosto OLX.in Ekk  online Marketing ki Badi Site hai jis par tum Apni koe bhi chiz online bhej sakte ho ( bo bhi Aache dam me )


Online Shopping Kaise Hoti Hai ?


Online Shopping ko E-commerce Bhi kehate hai ! E-commerce ka matlab hai (Electronic -vyapar )

Actually E-commerce hota kya hai Ese ham Details me jante hai!



E-commerce me ekk Seller hota hai Aur ekk buyer to Seller Apna Product Bhejane ke Liye Online Dal deta hai aur Buyer use Apne shopping cart me dalkar payment kar deta hai !

Payment Bhi Online Yane Debit card ya credit card  se  hoti hai ! Order book hone ke badh diye huye samay me Seller customer ka product unke Address par bhej deta hai  ! Dosto Aagr credit card na ho to kya kare !yese samay par Aap Cash on Delivery ka Istimal Kar sakte ho 
  
Manlo Aagr aapne diya hua order Aapko pasant NA ho to Aap  shikayat kar ke use Saman ko Fir se Bhej bi sakte ho 


Dosto Duniya ki sabsi badi E-commerce Site me Shamil he bo 

  • Amazon.com
  • ebay.com
  • Alibaba.com 

 India me 


  • flipkart.com
  • snapdeal.com
  • myntra.com

ye Website Etni Popular kyu huyi ? kyu ki yaha par sabkuch milta hai Aur Saste price bhi hote hai

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates