Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Wednesday, 23 December 2015

Google image par photo kaise Upload karte hain?





in+hindi

Hey  Bloggers Muze Acsar ye Question Pucha jata hai ki Google par photo kaise Upload kare ? to sach to ye hai ki Aap Google par Photo Upload kar hi nahi sakte ho ! to chalo jante eske piche kya Karan Hai

Google Ek Search  engine  hai  Aur Aapko to pata hi hoga ki Search yane khojna aur Engine Yane machine to Yu samzo ki Google  internet ko Search karne ka Ekk Engine hai !

jab Aap Google par Type karte ho to Google 1 second ke andar internet par Mojud karodo Website me se Aapka Result la Deta hai ( yane Aapne jo keyword Google Search box me type kiya hai Uska Result )



hi



s


to tumhare Dill me Ye Saval Uth ta rahega  ki Google Etna Jaldi Etne sare website Kaise Search karta hai !

Dosto Actually Hota kya hai Jab Tum Google ke search box me koe bhi world Type karte ho Aur Enter mar te ho Uske Pahele se Hi Google Apna Kam pura kar chuka hota hai !

Chalo Ese Hindi me Samjte hai ! 


Google Web Crawler ke madd se Puri Internet ke Dunia ko samzna Aur Usme Jaldi se Jankari khojna Chahta hai !


Google-Crawling-Sitemaps1
Esiliye Google ne Pehale se internet ke website Aur uspar jo content hai Usko Index Kiya hota hai Aur Use Index ki Madd se bo Fata-fat Aapke search Query ka  result de deta hai !

to Google Image par image Kaise Aate hai ?

Dekho koe bhi content chahe bo photo ho ,video ho , ya document ,  Aagar ye public Kiya gaya ho Aur Ese thik se Label (Tag ) kiya gaya hai to bo Google ke Search engine me Aa jayega !


Google+hindi
manlo ki Aapne koe photo Facebook ,Gmail, Google+  ya  Twitter  par Upload Kar Rakha hai Aur Use public kiya hai to Google ke Crawler Use Index kar ke rakhte hai Aur jab koe Google par image search karega to bo photo Dikhayi jayegi !






public-friends-custom-facebook

jaise ki Ye Dekhiye  Mene Google par Frank You Ka Photo Upload Kar Rakha hai 


rt
Hindi me Computer

Aur me  Google image par Frank You ! Search karta hu to ye photo dikhayi Deta hai ! 


Aryan+d
Hindi me Computer


Mera Photo Google me Index Hone me kitna Samay Lagega ? 
bo to Google hi jane ! par Ha Aagar Google ke blog Aap padhe to bo kehta hai ki Aapko Thoda Wait karna pade ga kuch hi dino Me Aapka image Google image search me Dikhaye Jayega :)


दोस्तों आपको हमारा  पोस्ट कैसे  लगा  ये  हमें कृपया  करके  कमेंट द्वारा  बताये  और  इस  पोस्ट  में आपको  कोई भी समस्या  होगी  तो हमें  बताये  हम आपकी  पूरी सहायता  करेंगे

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates