Hye Friends Christmas kaise ja raha hai excellent in Hindi ( Badhiya ) na mera bhi ,, to mene Socha ki ess Christmas ke Thande Mosum me kuch Cool Design Sikhaye to Aaj Hum Sikhenge ki CorelDRAW ke Madad Se Circul ke Upper Text kaise Set kare Aur uske ke sath kitne Type ke Design hum kar sakte hai ! to chalo dosto corelDRAW Hindi me Sikhiye
How To use Text to path in Corel Draw hind me ( Corel Draw me Text to path kaise istimal kare )
1) Corel Draw me New Blank page Open kare Aur Ellipse tool Se Ekk Circul banaye ( Short kut :- f7 )
How To use Text to path in Corel Draw hind me ( Corel Draw me Text to path kaise istimal kare )
1) Corel Draw me New Blank page Open kare Aur Ellipse tool Se Ekk Circul banaye ( Short kut :- f7 )
![]() |
hindi me Corel draw |
2) Circul Banane ke badh Aapko jo Text Circul ke Upper Set karna hai Bo type kare uske liye left navigation bar se Text tool text Tool chose kare
![]() |
hindi me Corel draw |
3) Abb Mouse ka Left Button press in hindi (Dabaye) Circul Aur Text ko Select kare ! (Shortcut cut :- Ctrl+A )
![]() |
hindi me Corel draw |
Aap Dekh sakte ho Circul Aur Text Select ho chuke hai
4)Select karne ke badh Upper Option bar par TEXT tab select karte (Set Text to path ) par click karo Apka Text Circul ke Upper Set Ho jayega ( Circul Aur Text 2dhono Select hona Chahiye )
![]() |
hindi me Corel draw |
5) Aap image me Dekh sakte ho hamar Text Aab Circul ke upper Set Ho chuka hai
![]() |
hindi me Corel draw |
6)Abb Tex ko Mouse ke left button se Select karo to Aapko Text par Red hindi me (Lal) symbol dikhayi Dega . Red Symbol ko istimal kar ke Hum Text Aur Circul ke bich ka Distance badha Aur kam kar sakte hai
![]() |
hindi me Corel draw |
7) Text ko Select karke Font List me Se font Chang kar do Aur Color Tool se Apna Manpasant Color do
![]() |
hindi me Corel draw |
Abb Chaiye to Circul ko Selct karke Use Delete kar sakte ho ( bo Aapke Graphic skill par Dipend karta hai Ki Aap Circul ko lekar design karoge ya Ciecul ke bina )

0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !