Hii Blogger www.about2pc.com me Aapka Swagat he jaise ki Aapne Hamara Titel Padha hi hoga ki " Laptop Does not Start After Being Turned On " in hindi to yesa kyu Hota hai to chalo jante hai Es Problem ka reason Aur Solution kya hai
Sometime The Laptop will not Start Working After being Turned On.This problem mainly occurs Because to The Power Supply Problem.it Can Also be A result of overheating
Hindi me :-kahi bar power On karne ke Bavjudh bhi Hamar laptop start nahi ho pata hai , kyu ki Laptop me Power Supply ya Overheating ki problem ho sakti hai
Repair kaese kare ? Hindi me
1) Aagr Aapko lag Raha hai ki Aapke laptop me Charge Na hone ke vajah se laptop Turn On Nhai ho raha hai ! to pehla Battery ko Pure tarah se charge karlo ( Bhale Aapka Laptop Turn On Nahi Ho raha hai )
2) Laptop power Adapters ke Cable Check kar lo kahi bar bo loose Hone ke karan Battery Charge nahi ho pati hai

3) battery Nikalo Aur Sirff Ac Adapter par Laptot Connect karo Aur turn ON hindi me (chalu ) karo Aagar Laptop Start Ho raha hai to tumhare battery me kuch problem Ho sakti hai
5) Aagar power On Karne Ke badh Aapke Laptop me Power Indicator Blink ( Orange Light ) Ho rahi hai to bo laptop Overheat ho chuka hai to Laptop Proper Shut Down karo Aur kuch samay ke badh Turn On karo
6) Laptop ko heat hone se bachane ke liye processor par Fan hota hai ! Usee small hindi me ( Chote ) fan ko brush se saff karo Dust ke vajah se Laptop Overheat ho sakta hai
7) fir bhi Laptop Start Nahi Ho raha hai to Ram Check karlo ( RAM कैसे चेक करे यहाँ क्लिक करे ) Ram me Proble Ho sakti hai
8) Ram Check hone ke badh bhi Laptop Start Nahi huaa to Laptop ON Board Power Connector problem ho sakti hai ( Power connector kaise Repair karte hai bo Me next post me Step by Step ke sath Upload karunga :)
Dosto 100% me 80% Kam Tumhara En Step se hi ho jata hai 20% Chances Motherboard ke Ho sakte hai! to Don't worry me Ummid karta hu ki Mera ye Post Aap ke Kahi na kahi Kam Aayega
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !