Dosto Ess Technology ke jamane me Internet par har ke Chiz Available hai ! Jis ke liye Hame kaha jana nahi padta hai ! Chahe hume koe Movie Dekhni hai ya koe product Order karana hai ! hur Ekk- chiz hume internet par Aasani se mil jati hai ! Esi tarah hum ghar bethe- bethe Bus , Train , plan ki bhi online Ticket book kar sakte hai !
to chalo Aaj jante he Internet se Bus kaise book kare in hindi
vaise to Internet par yese kahi sare Website hai jo Aapko Ghar-bethe-bethe Bus ki Ticket Nikal kar deti hai Jaise ki
- redbus.in
- oneindiabus
- makemytrip
- busindia
- goibibo
- abhibus
Enmese Mera favorite Redbus hai Esiliye me Redbus se hi Ticket book karta hu ! Aap Chahiye koe Aur website se bhi ticket book kar sakte ho
How to book Bus Ticket On Redbus.in
1) Sabse pehla redbus.in website par jao ( Aapke samne Redbus ki website Open Hogi )
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
2) Aap dekh sakte ho ki website par 4 Option hai
jaha Se Aap Apne Traveling Details bhar sakte ho yane "kaha se kaha " jana he ' kon se date me jana hai , Chahiye to Aap Return Ticket bhi nikal sakte ho
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
Dosto Muz 8 jan ko Mumbai se Kolhapur jana hai Esiliye Mene bo info De di Par Muze Return Ticket nahi chaiye esiliye mene Bo Select nahi ki ( Chahiye to Aap Date of Return par click Karke return ticket bhi book Kar sakte ho )
Fir search BusesPar click kardo
3) Search Buses par click karte hai Aapke Samne Mumbai se Kolhapur jane wale sare Buses Aayege jis me Aap Aapki Manpasant bus Aur Price dekh kar use book kar sakte ho
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
Aap dekh sakte ho Ki Aapke samne 6 Drop Down Menu hai Jiska Aap Bus Booking me istimal kar sakte ho
- Travels
- Bus type
- Amenities
- Boarding
- Dropping
- Rating
1) Travels :
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
2) Bus Type :
Aap kis Type ki book karna chahte ho yane ki :- AC , Non-Ac , Sleeper , ya Cab
3) Amenities :-
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
Aagar Aap Chahte ho ki Aapke Bus me TV ho ya ,Aapko Bus me Aapke Mobile Charge karne ke liye Charging port ho to Aap Yaha se Select kar sakte ho
4) Boarding :
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
5) Dropping :- yane Aapko kaha Utarna hai
6)Ratings :-
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
4) Ab Aap Dekh Sakte ho ki Mere pass 3 Teen Bus hai So mai Unki Details dekh kar Meri manpasant bus choose kar sakta hu
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
5) View Seat par Click kar ke Tum Aapni Manpasant Seat Book kar sakte ho
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
Seat Select kar ke Continue karo
6) Continue Karte hi Aapke Samne Information Window Aayegi jis me Aapko Basic info Deni hai jaise ki
- Name
- Gender
- Age
- E-mail ID
- Mobile Number
Scroll Down karoge to Aapko Payment Screen Dikhayi degi , Jis Se Aap Redbus ko Payment Kar sakte ho
![]() |
Bus Kaise Book karte hai |
Aap Redbus ko 4 tarah se Payment kar Sakte ho
दोस्तों इसी तरह हम ऑनलाइन बस बुक कर सकते है ! अगर आपको हमारा पोस्ट पसंत आया हो तो हमें कमेंट जरूर करे और शेयर भी करे
धन्यवाद
- Credit Card
- Debit card
- Net Banking
- Cash On Delivery
- Online Shopping kya hoti hai? Aur Kyu Kare ?
- Public IP Address Aur Privet IP Address yane kya in Hindi
दोस्तों इसी तरह हम ऑनलाइन बस बुक कर सकते है ! अगर आपको हमारा पोस्ट पसंत आया हो तो हमें कमेंट जरूर करे और शेयर भी करे
धन्यवाद
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !