Hi Dosto Kuch deeno se Website ka kam chalu hone ke karan hum kuch post nahi kar par rahe hai uske liye Humari puri team aapase se mafi chahate hai " ..
to Aaj ke post me hum janaenge ki kaise hum computer format kiye bina Hard-disk drive me partition create kare ?
Drive Shrink karna Koe badi bath nahi hai ! Muze Halaki ek mail Aaya tha Jis me Mr.Rohit ne pucha tha ki Mere Computer me "C" aur "D" Aise 2dho partition hai par Muze Aur Ek partition bana-ni hai to kaise bana ye to Mr.Rohit Aaj ka Post Aapke nam !
1) Aagar Aap ke computer 1 ya 2 Partition hai Aur Aap ko Extra partition bana-na hai to Sabse Pehla "My Computer me Right Click > Manage >Disk Manager< me Dekho ki kahi Tumhare Hard-disk me "unallocated " Drive to nahi hai
unallocated yane bo
drive Jisme Space hai par Aab-tak Partition create nahi hua hai ) to Aap
use Simply partition bana sakte ho
2)Image me aap Dekh Sakte ho " Balck -Drive unallocated hai Yane Isme hum Partition bana sakte hai to Uske Liye Drive par Right Click kare Aur New "Simple Volume " Par Click kare
3) Abb Aapke Samne Partition Setting pop-up Aayega Jisme Tumhe kuch nahi karna hai _ Simply Next-Next karna hai
Step 4 Complete hote hi finish button par click kar do
Aapka Partition Create Ho jayega !
Manlo Ki tumhare Computer me unallocated partition nahi ho to hum manually bhi partition create kar sakte hai !
Uske liye hume > My Computer right Click >manage > Disk manager Me Aakar >" C " Drive par right Click karna hai aur "Shrink Volume" Ko Select karna hai ( Aap Koe bhi drive ko Shrink kar sakte ho Mere computer me Aur koe partition nahi hai Esiliye me " c " Drive se Ekk new Partition banaunga )
2) Shrink Button par click karte hi Bo tumare Drive me Check karega ki Kitna Space Free hai
jaise hi Checking pura hota hai to Aapke Samne Ekk -pop-up Aayega jis me Shrink button par click kar do
shrink Button par click karte hi tumhare Computer Me Ekk Extra Partition Create Ho jayegi ( Usme Aap Simply >Right click > New Simple Volume karte new Partition Bana sakte ho !!
Dosto Aapko humara post kaise laga ye hame Comment Dware bataye aur jaroor share kare
- Computer me CD/DVD Drive ke vajah se Aanewale Problem kaise Solve Kare
- Android me Paid Application Free me Kaise Download kare
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !