Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Wednesday, 27 January 2016

Blog ya Website ke liye kaise Design Rakhe - SEO Tips in hindi




Blog+Design+in+hindi


Hi Viewer hindi me SEO ke Naye Post me Aapka Swagat hai Aaj hum Website /Blog ke Design ke bare me bath karenge Yane ki Agar Hum Aapne Website ko Optimize bana-na Chahate hai to Uske Design ke hawale hume Kin-kin Chizo ka Khayal Rakhana chahiye  


Computer me CD/DVD Drive  ke vajah se Aanewale Problem kaise Solve Kare 

Mobile se Aapne photo ka cartoon character kaise banaye 


Dosto Blog Design ko lekar Kahi logon ki Mentality ye hoti hai ki jitna Colorfull aur Animation Wala Blog/Website Utni hi bo Attractive Aur Impressive to Ese Sochkar bhai Aapne Website ya Blog ko Pura Color Aur JAVA Script se bharne ke piche Deen-rath mehnat karte hai ! unke Hisab se bo Site Attractive hoti hai magar Viewer Ese parishani Samaz sakta hai ! kyu ki Hadh ke Bahar Design se Tumhara Blog ya Website Ghatiya Lagne Lagti hai jaise ki Niche mene Kuch BAD Website Aur GOOD Website Diye Jise Dekh kar Aap samza Sakte ho ki Bolg aur Website ke liye Simple Design kyu Important Hoti hai



Bad Design

 

 
seo+hindi+2
Bad Site


Dosto Image me Aap Dekh sakte ho Jo Website hai bo SEO ke Hawale se  Bad(Ghatiya) Design hai , Eski Vaja ye hai ki Aap Site me Dekh sakte ho ki Color ka jada istimal kiya hai , Koe Viewer yaha Aata hai to Use pata nahi chalta hai ki Konsi Chiz kam ki hai aur Konsi nahi ! to Aap koshish kare ki Aapne website me 2 ya 3 se jada color ka use Na kare Kyu ki jada Color Users ko Parishan karta hai ! jiske Vajah se Bo hamare Site par return Aane ke Bareme 100 bar Sochta hai .....

 Eske Aalava Search Engine  ka jo Robot Hote hai bo Esko crawl karne me Nakam rehta hai kyu ki Aap Site me dekh sakte ho , Left-Right,Upper-down Sabhi jagah par Advertising  Aur Banner lagaye hai .jis se ye pata nahi chalta hai ki Site me Main content kaha hai ,Navigation bar ka Color bhi kuch Acha nahi hai jis se search Engine ko Find karne me Parishani hoiti hai

 
web+design+2
Bad Site



Aap es site me bhi Dekh sakte ho ki Website Khoolte hi Ads Aane Shuru hote hai ,Website ke Charo-aur Ads Aur Banner lagaye hai .Website Startup  par pop-up lagaye rakhe hai ,sare Color ko high-light kar-ke rakhe hai ! Esme Pata nahi Chalta hai ki Content kya hai Aur Ads kya hai User jaye to kaha jaye Aise vact User Sidha website ke Bahar yane Exit karne me hi samzdari manta hai

Dosto Aapko Ess  Tarah ke Design nahi karna hai ! Aapko Simple Aur Saral Design Rakh ni hai ! Jis se hamara Viewer Site par Aaye bo jis Vajah se Hamare Site par Aaya hai .bo use Hasil ho sake aur  Esyly Exit kar sake


2) Aapne blog ya Website Design me "JAVA Script " Aur "Flash" ko har-tarah se Koshish karna hai ki Aapko Ese istimal  nahi karn nahi hai (kam-se kam Eska istimal hona chahiye) Eski jagah Aap Agar CSS jo kafi power-full Ban chuka hai ! use Istimal kar sakte ho

CSS me bhi hum Sare cize ban sakte hai jo pehala Java me Banti the jaise ki 


1)Drop-down menu 

2)image Gallery

Es tarah ke Kam Hum CSS ke madat se bhi kar sakte hai aur koshish karo ki CSS ka jada istimal ho sake kyu ki CSS ko Web ka Browser  jada Tezi se Load kar pata hai ( java Script ko Time Leta hai kyu ki Java script Aapke dusare page par Load hote wact  Havy ho jati hai jis se Browser Aapke JAVA script ko Read karne me Time Leta hai Fir Aapke HTML Site ko read karti hai )



Good Design

w3
Good Site

 Good design me Aap dekh sakte ho w3school.com Jo bahaot badi site hai leki Aap dekh sakte ho Unka Design kitna easy aur khoobsurat hai . Left site me Sare Category hai samane Introduction hai Yane ki koe bhi users yaha Aata hai to bo kafi sukhun se khamoshi se hur chiz find kar sakta hai ! iske Aalava



DailyBlogTips

 
Ads+hindi+
Good Site


 Ye bhi Ekk site hai jo 2004 se internet par kayam hai 12 sala Purani site hai aur kafi mashur site hai yaha bahoot bade -bade webmaster Aate hai .Eska Traffic bhi kafi Accha hai ! Lekin Eska Design Aap dekhoge to bahot jada  Simple aur Saral hai yaha user Esyli Aaa sakte hai Categories Aria se Aapan man-pasant Categories  Choose kar sakte hai Aur bina Parishani se Content Read kar sakkte hai ! 

Googel ke Ads bhi lagaye hai Par bho bhi Size Aur Jagah ko Aarang karte ko jada Ads nahi koe banner nahi Eske Vajah se ye Site Kafi Attractive aur pro lagati hai

to Dosto Ess tarah ki Design Agar Aap Rakhoge to Aapko Fayada hoga Aur Search Engine   ke Robot hai jo Aapko Aasani se Crawl aur Index kar lenge



to dosto Seo aur website Design ke Hawale En Bato ko Yad rakhe 


  1.  website /blog me Jada Color ka istimal mat karo
  2.  Wbsite/blog par Jada Ads ya banner mat lagao
  3.  Ho sake Utna JAVA script kam use kare
  4.  Ho sake Utna CSS istimal karne ki Koshish kare
  5.  Drop -down menu Simpal aur Khoobsurath rakhe
  6.  Website par jada Pop-up mat lagao

En Sare bate dhyan me Dekar Aapne Site ko Design karo jald hi Aapki site Google ke robot Crowl kar lenge Aur Traffic bhi Incrize hogi


Tag:- SEO in hindi , Graphic Design in Hindi , WebDesign in hindi, Hindi me SEO , Templet design in hindi 


"दोस्तों आपको हमारा पोस्ट कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और जरूर शेयर करे "

2 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    sir site linking kiya hota hai, estye Jada kaise kar sakte hai help... free make money online, internet se paisa kaise kamya jata hai, es site pe ja sakte hai http://onlyworkingtricks.com

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    Ranjit Site Linking yane jab tumhare Site ki Link yane (Address) Koe Aur Site Aapne Blog ya Website me Laga dete ya Aapne post me Add karte hai to vaha se tumhare liye Ekk Site-link ban jati hai ! Agar Tumhe Aapne blog ke liye Site linking badhani hai to tum kisi Aur Website par ya blog ke comment me Aapni site ki link Chor sakte ho ! Es se tumhari Site Link badhegi :) aur Agar tumhe Internet Se paise kamana chahte ho to tumhe

    *Blooging
    *Youtube
    *adfly
    *affiliate advertising ki help leni padegi kyu ki Ye hi jariya hai jis se humm onilie paise kam sakte ho ya to tumhe freelancing karne padegi .......( onlyworkingtricks.com > Flop site hai < es se tumhara time barbadh hoga aur kuch nahi )

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates