Dosto Target Audience Yane Manalo ki tumne Ek Blog banaya hai ! Aur Tumhe Malum hai ki Tumne Konse Topic par Blog bana ya hai ! Par Tumhe Ye pata nahi Hota hai Ki Tumhare Blog Ko read karne Wale Audience Kon se Country se Aayenge to bo Country ke Audience hum SET kar ke use Country ke Viewers hum badha Sakte hai
to Eske Liye hume tool istimal Karna Padega Jo best Tool hai Bo Google ka Aapna hi hai ( Google trend )
Google Trend USe karna koe Badi bath nahi hai !
1) Simply Google Search me Google Trend Type karo Aur First Link Par Click karo !
![]() |
Google Trend |
2)
Click karte hi Aapke Samane Google ka Trend tool khulega ! jis me Aap
Keyword dal ke Use keyword ko Kon se country me jyada search kiya jata
hai bo dekh sakte ho ,
![]() |
Google Trend Hindi |
Manlo ki mene Hindi Computer Keyword Search karna hai to me Google Trends ke Search box me Bo keyword Dalunga Aur Enter karunga jaise Hi me ENTER karta hu to bo tool hamare keyword ko All over word me Search karega ki konse Country (Hindi Computer ) keyword Search kiya jata hai ! Aur Uska Result hamare Samne Lakhe rakh dega !
![]() |
Google Trend Hindi |
image
me Aap Dekh sakte ho (Hindi Computer ) ye keyword All over Word se
India me jyada Search Kiya jata hai ! uske badh Bolivia , Pakistan ,
US
to Dosto Ess Tarah se Tum Aapna Keyword Country ke Hisab Se Set kar Sakte ho !
Eske
Sath Tum Particular Country ko Bhi select kar ke Apna Keyword Search
kar sakte Ho jaise Muze Aapna ( Hindi me Computer ) Sirfe India me
search karna hai To Me Kar sakta hu
Google Trend ke Search box ke Niche 4 Option hai
Word Wide :- Word Wide ko choose karte tum Aapni particular Country choose kar sakte ho
present :- keyword ki History Aur present Dekh sakte ho
All Categories :- Google par Search kiye Huye Topic
Web - Search :- Aap yaha se Apne Google image , you tube Keyword search kar sakte ho
![]() |
Google Trend in hindi |
Aap Dekh sakte ho Sirfe India me ( Hindi Computer ) keyword Niche diye huye desho me Search kiya Gaya hai
Dosto
Tumhe Apne Aapne Blog ya Website par Viewer Aur traffic badha na Chahte
ho To Google Trend Tool tumhe Bahot kam Aayega ( Specially Hindi
Bloggers Aapne Blog ke liye Keyword Dhudhna hai to Ess Tool ko jarur
Istimal karo )
दोस्तों आपको हमारा पोस्ट कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और शेयर करे हिंदी ब्लॉग सर्च रिलेटेड कोई भी समस्या हो तो हमें कमेंट करे हम आपकी पूरी सहायता करेंगे
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !