Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Tuesday, 2 February 2016

Blog par Related post kaise lagaye - viewer Badhane ka Aasan tarika



releted+post+kay+hai



"Hi dosto Aaj hum janenge ki Aapne blog par Related post kaise Lagaye ! to sabse pehla jane ki relented post hota kya hai ! Related post bo post hota hai jab viewer tumhare kisi post ko padhta hai to uske Thik niche Use post se jude tumhare Aur bhi post dikhayi dete hai ! to Viewer ko tumhare un Related  post me Ruchi ho to bo Sidha  usipar click karte naye page par jata hai Ess tarah tum Aapne blog par Related  post laga kar Aapne Blog ke Page View badha sakte ho 



Related-Post-Option



to Related post bante kaise hai ?


Jabhi Tum Aapne Blog ke liye kisi ekk Topic par likh rahe hote ho to us Topic ka tum Aalag se Label banate ho ! Aur Usi label ke liye tum Jab Aur post Likhte ho to bo Pehelwale Post ka related post ban jata hai Esi tarah Releted post bante jate hai  


To chalo janate hai Blog par Related post kaise lagaye !

1) Sabse Pehala Samane Diye huye link par click karo : www.linkWithin.com



Link+withing+


jaise hi Aap Site par jao ge Aapke Samane Linkwithin ka Home page Aayega  jisme Aapko Aapne Blog ki Info Deni hoti hai 


  • Email     :- Aapka Email ID 
  • Blog link :- blog Site Link 
  • Platform :- WordPress ya Blog 
  • Width    :- ek post ke pich kitne related post lagana chahte ho ( Maximum 5) 

Setting hote hi Get Widget! button par clcik kar do !


2) click karte hi tumhare samane "Install Widget on Blogger" ka Page Aayega usme Simply install Widget link par click kar do 


linking+

3) link par click karte hi tumhare Samne "Add Page Element" ka page khulega jis me Add Widget par click kar do Jis se Related post Widget Tumhare blog me Aapne-Aap Add ho jayega  ( Tumhe Aapne Blog me Login lete Ye Sare Step karne hai )


add+button+

                                                       { Enhe Jaroor padhe }
"Dosto Aapko humara post kaise laga ye hume bataye aur share jaroor kare "

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates