Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Monday, 8 February 2016

Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai


Intresting-computer-facts-amazing-funny-unkown


Ji han Dosto Aaj Hum Aapse Computer Se Judi Aise Kuch Bathe Share karenge jo tumhe Bilkul Pata nahi ho ! Jise Sun kar Aap Shayad Chok Sakte ho ! To Kya Aap bo bathe Jan na Chahte ho to padhte Rahe Humara Ye Post Jo keval Tumhare liye hai


Computer Technology  jisne Humari Dunia hi badal di hai ! Aaj Ke Dor me Computer bina Kisi bhi Kam ki imagination bhi nahi kar sakte hai! Chahiye Bo Educational Institutions ho Office ho ya Air Sewa ho Enn jaise Bade -Bade Machin ko bhi Computer ke madat se Hi Control Kiya jata hai ! Lekin Computer Technology Shuru Se Aisi nahi thee , Bahoot sare Experiments Aur Progressive Development ke Doran Computer ko ye Pattern Aur Efficiency mili hai

Aur Ye Experiment Abhi bhi shuru hai Jis se Chalte Human Life Aur bhi Tezi se Aapna Kam Kar sakti hai ! 


to chalo jante hai Computer Technology se Jude interesting Facts Jo tumhe Pata nahi hai


1) kya Aapko Pata hai Daily use me Aane-wala Computer Mouse Sabse Pehla Lakdee(Wood) ka banaya Gaya tha !



2) Kya Aap jante ho hur Moth Around 5000 Computer Viruses Banaye jate hai 



3) Kya Aapko pata hai Abb tak 17 Aarb (अरब ) Devices me Internet ka Istimal kiya gaya hai 



4) Kya Aap ko pata hai Word ki pehali Hard-disk keval 5mb ki the



5) Kya Aap jante ho Computer Screen par Dikhayi Dene Wale Images Keval Teen color ke Mix Se bane hote hai Red /Green/Blue Jise Hum RGB Kehte hai 



6) Kya Aapko pata hai Dunia ka pehale keyboard ka Invention 1968 me kiya Gaya tha 



7) Dunia ke Pehale Monitor prayog 1980 me kiya Gaya tha !


8) kya Aapko pata hai CD/DVD/Pen-drive ke pehla Floppy Disk ko As Data Transfer ke liye Istimal kiya jata tha jo keval 75.79 kb  ki Data Store kar sakti theee


9) Kya Aap jante ho Dunia me Sabse jyada istimal kiya Jane wala  USB Drive ( Pen-drive)  1999 Me Banaya Gaya tha ! Lekin 2000 me Use Market me lounch kiya Gaya 


10) kya Aap jante ho Dunia ke Pehale PenDrive ki Storage Keval 8 MB the ! jo Use Vact Floppy Disk se Jada Thee


11) Kya Aap ko pata hai Floppy Disk ki Invention 1970 me huyi thee jo Keval Kilo bite (kb) me Data Save karti theee 



 

Dosto Kya Aapko Pata hai About2pc.com Me Tum Computer Aur Technology Se Judi Hur Bathe Sikh Sakte ho !Aur Hume Puch bhi Sakte ho ! to Aapko Computer Aur Technology ke bare me Koe bhi Saval ho to hume Comment karo ya mail karo ! Humara ROBOT Tumhare Quetion ka Anser Dene ko hur Wact Reddy rehta hai ! Aagar Aapne Hume Follow nahi kiya hai to Abhi- kardo kyu ki hum Computer Aur Technology Se jUdi Hur bathe 100% upadte ke Sath Share karte hai !  Hum Aap se bhi Ye hi Ummid karte hai ki Aap bhi Esi tarah hume pyar karte rahe Aur Humare Post Share karte rahe Kyu Sharing is Caring na :) 

3 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    KYa android jelly bin ko kit kate kr sakte he

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    Ji ha Agar Mobile ko Update kar ke tum Jelly bean se Kitkat par Switch kar sakte ho

    ReplyDelete
  3. blogger_logo_round_35

    COMPUER SE KISI KA WIFI HACK KAISE KARE

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates