Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Monday, 15 February 2016

Corel draw me Image ko Save As Jpg kaise kare


Corel+draw+ko+Jpg+me+kaise+Save+kare



Hi Dosto Aaj Hum Janenge ki Kaise Hum Corel draw me Banaye Huye Design ko Jpg me Save kar Sakte hai ! to Actual me CoreDRAW se Project ko Save AS JPG karna Aam bath hai ! Par Aapko to pata hi hoga About2pc.com  ViewerS ki Hur Parishani ko Leke naye-naye post banate rehte hai! to Kuch Dino pehla Mr.Rajesh ne muze mail Kiya tha Jo kuch Ess Tarah tha

Sir Me Aapke Blog ka daily Visitor hu !Muze Aapka Blog Bahoot Aacha lagta hai ! Kyu ki Aapke Blog se mene Coreldraw ki jo jankari li Wo muze Aur kahi nahi mili Sir Me  Graphic Design me Aapna Career karna chahata Hu !Eske liye me Internet par Graphic ke releted post padhta rehta hu ! Aur Kuch Sikhne ki koshish karta rehta hu !Sir Muze corel draw me Ekk Parishani Aa rahi hai ! wo yane Muze samaz nahi Aa raha hai ki Corel draw me Banaye File ko Jpg me kaise Save karu Jabhi me Save as Desktop karta hu to Desktop par Corel draw ki.CDR file banti hai " Sir Plz jald se Jald muze Bataye ki Kaise Hum Corel draw ke File ko Image me Save kare


to mr Rajesh Sabse Pehla me Tumhara Dhanywad karna Chahta hu kyu ki tum humare Site ke Daily visitors ho Aur Hume Follow karte ho Aur Hum hamesh koshish karte Rahenge ki Tum Aur tumhare jaise Aise Kahi Log hai Jo Internet se kuch Sikhne ki koshish kar rahe hai Unke Liye About2pc.com Ekk Accha Aur faydeshir platform rahe  

 
to chalo Aaj Hum Jante hai ki kaise hum Corel draw me Banaye design ko Image me Save kare


1) jaise hi corel draw me tumhara project Pura hota hai to Simply Upper file > Export < par click karo ( Corel draw me Jpg ke Liye Save as nahi to image Export karna padta hai )

corel+draw+1


2) jaise Hi Aap Export par Click karte ho vaise hi tumhare Samane Ekk pop-up Aata hai usme "Save Typ Jpg" select karo Tumhe Image  kaha Save Karna Hai Uska Path do Aur Export button par click kar do

Corel+Draw+2
  

Aap Export Par click karte hi tumhare Samne JPG Setting Aayegi Vaha kuch Mat karo Simply Yes par click kar Do Tumhari Jpg File ban jayegi 

corel+draw+3

Tag : CorelDraw in hindi ,Graphic Design ,Photoshop , Video Editing , Corel draw Tool, Logo Design, Visiting card Design, computer in hindi 


Dosto Ess Tarah hum Corel draw se design ko Save As Jpg kar sakte ho !to Aapko humara Ye Chotasa Post kaise laga ye hume jaroor bataye Aur Aapne Dosto ko Share kare :) 

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates