Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Tuesday, 2 February 2016

laptop ya desktop ki Video screen kaise record kare


record-windows-8+in+hindi


Hi Viewer  Aaj ke post me Hum janege ki kaise hum  Computer ya Laptop ka Screen Live Record kar sakte hai ! to Dosto Agar tum Youtube se vakib ho Aur tum YouTube se paise kamana Chahte ho to to Aaj ka post tumhare bahot kam ka sabit ho sakta hai ! kyu ki Youtube par Aise Lakho Chanel hai jo Screen record karke Alag-Alag Tutorial banate hai ! aur Youtube par publish karte hai jis se unhe Online paise kamane ka moka milta hai Aur Publicity !!!!!!!!Agar  tum bhi Aapna YouTube chanel khol na chahte ho ya nahi bhi kholna chahte ho par tumhe Aise lag raha hai ki tumhare pass ye nolege hona bahut jaroori hai to Aaj ka post Sirfe Tumhare nam


to chalo jante hai ki computer me Screen kaise Record ki jati hai


<
1) Sabse pehla niche diye huye link par click karte " Quick Screen Recorder Software" Download karo( 576kb Only ) 


http://quick-screen-recorder.en.uptodown.com/


Screen+Rec+hindi+1



2) Abb Setup.exe par double  Click karte Software Simply next-next karte install karo

Scren+Recorder



3) Software install hote hi Software ko Open karo !! Aap image me Dekh Sakte ho Aapke Samne Ekk Chote Box ke Size ka Software Khulega Esme Aapko General option  Icon par click karana hai  


Screen+Rec+in+hindi+


4) General Option par clcik karte hi tumhare samne Ekk Pop-up Box Aayega Usme Tumhe Full screen ko select karke Ok karna hai




scren+rec+hindi+me+

Normal Region :- yane tum Aapne Screen ke Particular Aria ko Select karte Screen Record kar sakte ho 

Fixed Region :- yane Display par tum Fix Target Rakh kar Use Recoard kar sakte ho Manlo ki ye bhi Normal Region ki tarah hi hai 

Full Screen :- yane Esme Tumhara Full Screen record hoga ( Aam tor par sabhi log Full screen  hi istimal karte hai ) 


5) Abb Simply Red Button par click karo tumhara Screen Recording StartHoga  


hindi+me+scr

6) Aap image me Dekh sakte ho Software ne screen Record karna Start kiya hai 


hindi+me+screen+rec

7) jaise Aapko lagata hai ki bass muze Aage Screen record nahi karna hai tab Blue button par click kar ke Video Save As Desktop kar do !!! Aapka Screen Live Recording Video Desktop par .avi format me  save Ho jayega :)


hindi+me+sabkuch+




Tag :- hindi me Computer Repair , Graphic Design in hindi , Mobile Tips and Trick , Blogging in hindi , Seo 



Dosto Aapko humara post kaise laga ye hume Comment dwara jaroor bataye Aur Aapne dosto se share kare ! Aapko computer Technology ya internet se judi kisi bhi tarah ki janakri chahiye to hume bataye hum aapki jaroor sahayta karenge 

3 comments:

  1. 20160727_075949

    "quick screen recorder" recording ke samay zoom karne ki facility nahi deta, kya aap aise recorder ke baare me bata sakte hai jisse recording ke samay screen ko zoom karke bhi dikhaya ja sake

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    thanks
    humara sawal he ki apna voice ke sath kese video banate he iske liye kiya koy hardware ki jarur he ya pc humara voice khud add karlete he plz help

    ReplyDelete
  3. KIM-KARDASHIAN-HOLLYWOOD--300x300

    I am very thankful to you as you shared this. I am (not very long ago) developing an associate app download avast pro apk that is you may have the interest to seem on that :

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates