Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Thursday, 4 February 2016

Repair kiye bina Android me Back Aur option button start kaise kare - No Root


Android+repair

 

Ji han Aaj  hum janege ki kaise  Repair kiye bina  Apne Mobile ka Back aur menu Button Chalu kare ! Dosto Asal me hota kya hai kisi bhi touch mobile ke piche Hardware aur Software Aise Dho Alag- Alag Technology kam karti hai Ess vajah se hum jabhi mobile ko Root karte hai ya update karte hai tab humara keval Software hi upgrade hota hai hardware nahi  to Enn Aalag-Alalg Technology ka fayda hum uthakar Aapne mobile ka touch chalu kar sakte hai !



Wo kaise - Android Trick in hindi 






hardware+touch

dosto Jab tumhare Android mobile ka hardware touch kharab hota hai tab tum use me software Touch dal kar Aapna mobile Aasani se  istimal kar sakte ho uske liye tumhe kisi ko paise dene ki jaroorath bhi nahi hai bass tumhe jaroorath hai Ekk Software ki Jo Tumhe Google play se download karna padega to chalo Step by step hum jante hai kaise software ke madat se  mobile me Back button Chalu kare ( ye trick keval Mobile ke Menu /Back/Minimize button ke liye hai )


1) Sabse pehla Google play par "Back Button " Search karte Software Download karo (Only 150 kb )


Back+button+in+hindi



2) Application Download hone ke badh use Aapne mobile me   Manually Install karo

Back+button+in+hindi2


3) Software Successfully Install hone ke badh use Open karo ! software open karte hi tumhe Ekk Massege Aayega ( Setting > Accessibility > me jao Aur Back button ko On karo )



mobile+repair+in+hindi
4) Back button On karte hi Tumhare Display par Back,Menu ,option buttons Aayenge Jise tum back button ke Setting me Jakar Horizontal aur vertical kar sakte ho


Back+button+in+hindi


to dosto Abb tumhe kisi hardware touch jaroorath nahi hai tum Software ke Madat se Android mobile me Back button aur menu button ka pure-pur istimal kar sakte ho :)


hardware+repair



Aapko humara post kaisa laga ye hume comment dwara jaroor bataye aur share kare ................Kyu ki Sharing is Caring :)

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates