Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Monday, 21 March 2016

Android Root yane Kya - Aur Janiye Rooting ke Advantages and Disadvantages in hindi



advantages-and-disadvantages-of-rooting-android-devic
  
Hi Blogger in Hindi Android Tips and Trick me Aapka Swagath hai ! to Dosto Me Aaj Aapka Bataunga ki Android Mobile me Root Kya Hota hai ? Aur Uske Advantages & Disadvantages !  Aagar Aap bhi  Aapne Mobile ko root karna Chahate ho to Humare Ess Post Ko Jaroor Padho Aur Aapne Dosto ko Bhi Share karo _to Chalo Jante hai Android Root ki Jankari Hindi me

What Is Root in Android  _ Android me Root kya hai in hindi
 
what-is-android-rooting


Aapne Kahi Bar Suna hoga _jo Android phone hote hai Unhe Root kiya jata hai ya Google pay Store me Aise Kahi Apps Hai Jinhe Access karne ke liye Humara Mobile Root Hona Chahiye ! to Dosto Aaj Hum Details me Janenge ki  Android me Root kya hota hai _ Aur Hume Mobile Root Karna Chahaiye ya nahi ?


Dosto Rooting Ekk Processes hai _jiske Tru hum kya karte hai  Humare Android me Jo Hidden feature hote hai yane Unhe choopaya hota hai unhe Hum Rooting ke Dwara Unlock karte hai _yane Show karte hai  to Humare Dimag me Ekk Sawal Aata hai ! to Company Enn Hidden Feature ko Pehele se Kyu Show Nahi karwati hai


Friends Actually hota kya hai _Mobile Root ke Badh hum Mobile ke Root ke Files yane Mobile ke OS( Operating System ) ki Access pa lete hai  _ Aur Jo Normal Users Hote hai Jaise Ki Aap _ya _Me to Hum Enn OS ke File Ko Ched-Shad Kar ke Delete Kar Sakte hai * Enn Vajah se Root File ko Hidden kar ke Rakha Jata hai _to ye Thee Rooting ki bath _to Aab Janenge ki Mobile Rooting se Hume Kya-kya Fayde ho sakte hai



Android  Root Advantages - In hindi


 


1) installing Custom Root in Hindi


After rooting You Device ,You can Flash a Costume ROM or Kernel ,Which Means You Can !

in Hindi - Mobile Root ke Badh hum Mobile me Custom ROMs install kar sakte hai _ROMs Android ke Version hote hai ! jaise ki Aapne Liya Android Kit-Kat to Usme Likh kar Aa raha hai _ ki Aap OS ko Upgrade nahi kar sakte _yane 2Dusra  Version Dal nahi Sakte ho ! to Aise me Hum ROMs Download karke Mobile me Version ko Change kar sakte ho _Ya Mobile OS Upgrade Kar sakte ho


2) Blocking Advertising in Any Apps or Game in hindi 



Stick of the pop-Up ads When Playing Game ! & Rooted device Can Remove this annoying ads immediately & without Any trouble  :)


in Hindi
-Dosto Aapne Dekha Hoga _ jabhi humara mobile Internet Se Connect hota hai tab Koe Bhi Apps ya Game Start Karte hi Usme Ads or Pop-up Aane Chalu Hote hai ! to Rooting ka ye Ekk Accha advantage hai Rooted mobile ke liye Aise kahi Sare APPS Available hai jo  Enn Ads ko Block kar deta hai _ aur Aapka mobile bina Ads ke Smoothly Chalta hai :)

3) Remove preinstalled crapware in Hindi  


After Rooting Mobile _Manufacturer Allow You To Uninstall those Preinstalled Apps and Game on Your Device


in Hindi -  Dosto Jab Hum Android ko Root karte hai Tab humare pass Mobile ka pura Access hota hai _Aur Aapne Dekha hoga Jabhi Hum New Mobile lete hai Tab Usme Pehalese Kuch  Apps or Game Installed hote hai to ho sakta hai Wo Apps Humare Use ke "ho" ya " Na " par bhi Wo Humare Mobile ki Space Aur Speed reserve kar ke rakhti hai _ Aise me hum Unn Preinstalled Apps ko Uninstall  or Remove kar sakte hai :)


4) Install incompatible Apps  In Hindi 

 
 

Some Wonderful  Apps need the root Access if you Install them on Your Device


In Hindi - Dosto Manlo ki koe Apps hai jo HTC me chal rahi hai Par SAMSUNG me nahi _ Aur HTC ki APP _ SAMSUNG me Instal karne Jaoge to > No Compatible Likh Aa sakta hai _ Eska mathlab ye nahi hai ki Aap HTC ke APPs HTC me Aur SAMSUNG ke APPS Samsung me hi USe kar sakte ho _ Kyu ki 2no ke OS Same Hai _Configure Same Hai fir bhi App Support nahi karta hai to Aise me Agar tumhara Mobile Root Ho to Tum Koe Bhi Apps _kisi bhi Mobile Me Dal sakte ho ( Dosto Ess par me kisi Aur Deen details me Post Likhunga :)


5) Keep Latest Android OS in Hindi


Rooted Android Can Get the new OS Months Before the carrier releases the update ,often along with few bonus feature


in Hindi -Agar Tumhara Mobile Root hai _to Tum Mobile me Latest OS Update kar sakte ho  _jaise ki Manalo ki tumhare mobile me jelly Bin hai to tum Kit-Kat os install kar sakte ho :)



6) Boost Your Android Device's Speed and battery Life in Hindi


Some PowerFull apps  Like Greenify  Can Close  the useless Apps automatically ,which can effectively improve your device performance  of course .greenfy need root Access

 
in hindi
- Dosto Aise kuch Apps hai jise Istimal karte hum humare mobile ke Speed Aur Battery Life Badha sakte hai _jis ke liye hume mobile Root Hona JAroori hai _ Google play store me Without Root ke Bhi Apps hai Par Wo Etne Work nahi karte hai _ Aur to Aur Mobile Root ke bath Hum mobile se Jada Battery khane wale Apps aur Mobile ki Speed karne Wale Bydefault Apps bhi nikal sakte hai :) 


7) Make Completed Backups Of Yours Android Phone in Hindi


A unrooted Android Phone can Only Backup Some Setting and Apps of Your Device .Titanium can be Used on Rooted device to Give You a completed Backup .


in Hindi - dosto Mobile ka Backup Sabse Jada important  Hota hai ! Kyu ki Humne Hamare mobile me Document , Song , Video ka collection ke sath Mobile ki Setting kar ke Rakhe hote hai * to Jab Mobile ko Format karne ka Samay Aata hai to Hum Kya karte hai - moile ka backup lete hai _ Mobile Format karte hai  _Aur Fir Backup ko As it is Restore karte hai _to Es process ke liye hume Root ki jaroorath nahi hai ! par Agar Tumhara Mobile Root ho to Aise Apps Bhi Available hai  jo Backup tum Aapne Mobile me Lete ho _ Use Backup ko Aur Kisi bhi mobile me Restor kar sakte ho :)


Dosto Enn ke Siva Rooted mobile me Screen Look Change kar sakte ho ! Mobile Screen Record kar sakte ho Aur Aise kahi Apps Use kar sakte ho jis ke liye Android Root Access Jaroori hai :)

 

Disadvantages In Root Mobile in Hindi
   

1)Root Can Brick Your Device In Hindi


Dosto Root Hote-Hote Tumhara Mobile Death Bhi Ho sakta hai _ yane Tumhare Mobile ke Booting File Crash Ho sakti hai jis ke vajah se Tumhara Mobile ON nahi Hoga ! Aise me Aagar Tum Mobile ko Service Center Le Ja rahe ho to Wo Log bhi Tum se Ye hi Kahenge ki Bhai Ye Mobile to Root Hote -Hote Death ho chuka hai Ese Hum Repair nahi kae sakte hai ! yane NO Service Support :) 



 

Tips :-Dosto Agar- Mobile Root karte- Death hota hai _ to USe Service Center Le Jao ! Aur Unhe Kuch math bolo ki Root Karte-karte Off ho gaya hai _ Tum Ye bath Mano Bhi Math ki tum se Roting karte Huye Mobile off ho Chuka hai _to shayad Tumhe Tumhara Mobile Repaier kar ke mil sakta hai Coz mene Aise 2 bar kiya hai :


2)No Warrenty
 

Mobile Root -karte karte Koe Problem Aata hai - to tumhe under warrent Hokar bhi  Mobile Repaier kar ke nahi miega coz After Rooting Mobile ki Warrenty expiry  Ho jati hai !



Dosto Aapko Humara post kaise Laga ye Hume Comment dwara Jaroor Bataye _ Aur Share karna na Bhole :)

0 comments:

Post a Comment

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates