Hi Blogger In Hindi PC Tips And Trick me Aapka Swagath hai # to kya Aap jan na chahte ho ki Whatsapp Se Delete kiye huye message kaise recover kare to _ Aaj ka Humara Post Jaroor padhe Jo Keval Aapke Liye Bana Hai #
Yes kahi Dosto ke Shifarish (सिफारिश) ke Badh Mene ye Post Bana ne ki Koshish ki kyu kii _Whatsapp Yane Charting Aur Zahir si bath hai #humare jaise yungster_ Aapne Girlfriend Se charting karenge na # Ya Hone wale Girlfriends se to Aise Me Hota kya hai dosto kahi bar Chote-Chote karno se Humare zagda Ho jata hai ! Aur Hum Ghusse me Whtsapp massages Delete Kar dete hai # Aur Kuch Samay badh Hume release Hota hai ki _Nahi Hume Messages Delete Karna nahi Chahaiye The # to Aise Hum Kya kare ? Ye Sawal Jaroor Aata hai ! to Dosto Aabb Tuhmhe Darne ki koe bath nahi hai Kyu ki Aaj Jo Trick me Share Karne Ja Raha hu _ Uske Help se tum Kabhi bhi Aapne Delete Whatsapp Message ko Restor ya Recover kar sakte ho Bass Hume Step by Step Follow Karo Aur Share karo :)
How To Get Back Deleted Messages ON Whatsapp in Hindi
- Internet kya hai - Net ki Puri jankari hindi me
- Wireless LAN Network kya hai - janiye Wifi ki puri jankari hindi me
1) Dosto Manalo Ki Tumne Whatsapp se koe Message Delete kar diya hai # Ya Chart ko Clear kar diya hai
to Tumhe Simply Google play Store me Jakar [Es File Explorer ] App Download karna hai ! Aur use Aapne Mobile me Install karna hai !
2) Now Launch [Es File Explorer] and Go to Whatsapp >database
in Hindi -Abb [Es File Explorer] ko Open karo # Jaise Hi App Explorer ko Open Karo ge Vaise hi Tumhare Samne Mobile ke Sare Files Dikhenge ! vaha Se Tumhe Whatsapp Folder Par Click kar ke > Database Folder me Jana hai
Dosto Database kya hai ? to Whatsapp Tumhara 7 Din ka Data# Aapne Data Base me Save Karke Rakhta hai ! to Hume Jo Data Need ( चाहिये )Use Hum Vaha se Recover Kar sakte hai !
3)
Jaise Hi Aap Database Folder Open karoge Vaise tumhare Samne
{.db.Crypt)
nam Ke File Show Honge ! Ye Tumhare Msg ka date wise Backup hai jo !
Whatsapp ne Aapne Data-base me Save kar ke Rakhe hai
Aapko first Simply (msgstore.db.Crypt8) File Ko Find (ढूंढना ) hai ! Aur use rename karna hai jaise ki
- (Backup-msgstore.db.Crypt) Aur Use OK Kar dena hai !
- msgstore.db.crypt ( Yane Aapko File ko Rename karte Wact Date Ko hatana hai !)
5) Abb Mobile me Setting >Apps > All > Whats-app > Clear Data < kar do
6) Clear Data Hone ke badh # Whatsapp ko Fir se Open karo Aur Aapna Mobile number Enter kar ke Next karo _ Aage jakar Tumhe Restore ka Option Aayega # vaha se MSG Restore kar do
- Messages Restore Hone ke liye 5 se 10 min Lag sakte hai
jaise Data Restore hota hai # vaise hi tumhare sare Delete Messages Bhi Recover Ho jayenge !
- Computer Hardware ki puri jankari hindi me
- Google par Aapna photo upload karna hai to image ko SEO karo
Dosto Yadd Rakhana Ye Trick Jitne Mushkil (मुश्किल ) lagati hai Uthni Hai nahi ! Keval 5 min me Tumhara Sara kam Ho jata hai :
Aapko Humara Post kaise laga Ye hume jaroor bataye _ Aur Aapne Friends Ko Bhi share kare :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !