Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Wednesday, 13 April 2016

Free VPN Se Block WebSite Unblock Aur IP Address Hide kaise kare


Hi Blogger Me Aarohi Aapki Dost ! Jis tarah Internet Technology Badhti Ja Rahi hai Usi tarah Internet ke Users Bhi Bhate ja rahe hai ! Jise Dekhu Bo Internet par Kisi Na kisi Kam Se Juda Hota hai . bacho se lekar Bujurg(बुजुर्ग) bhi Internet Se Aaparichit (अपरिचित ) nahi hai .Internet ke Uesrs ki Badhti use Samay Huyi Jab Internet ke Dunia me Social Networking Site Aur Online Marketing ne Kadam Rakha ! 


Internet  users deen-Dugani Aur Rath char-guni se Badhane lage Esi bich Internet Par Gadabad Machane walonki Sankhya bhi Badhne Lagi Jise Hum Hacker(हैकर) keh Sakte hai ! Jo Ghar bethe-bethe internet Se kisi Bhi System Me Jakar problem Khadi kar dete thee !  Aur Ye problem Abhi Bhi dunia Bhar hai halaki cyber Crime par Kafi restriction laye gaye hai fir bhi kahi na kahi tum Ess Problem Ke Shikar Ban Sakte ho !  


VPN ke Madat Se hum Enn Problem Se ya Hacking Se chutkara Pa Sakte hai ! jaise ki IP Address Hide kar ke to Chalo Jane Actually ye VPN Hai Kya Aur humare Network me kaise kam karta hai   


What Is VPN  [VPN ki Janakari Hindi me]


Virtual Privet Network Yane Ekk Aisa Privet Network jo Kisi Aur Network Se ya Server Se 

Client Aapne Mobile Ya Desktop  se kahi se bhi  Remotely  Connected ho sakte hai  


Dosto Aapne mobile me bhi VPN ke Setting /port Hote hai Jo Normal Users ke liye Nahi hai ! En feature ka istimal Wo hi Log kar sakte hai Jinhe Aapne Company se Phon Mila ho ya Unn Logo ke liye hota hai Jinhe Aapne Company ke Server se  Hamesha Connected Hona Rehta ha

 

VPN ka Sabse Important Kama Hota hai ki Aap Jo bhi Internet par Kam KAr Rahe ho USe Secure aur Encrypted  Bana-na , Eske Sath internet par  Aapko Koe Bhi restriction ho yane Aap Ess Website ko Access kar nahi Sakte ho Enh restriction ko door karna 

Manalo Ki Aap India me ho Aur India ka Rull Hai ki Aap Niche Diye Huye Website Access nahi kar sakte ho jaise ki 

  • Facebook.com
  • Youtube.com
  • Flipkart.com
  • Alibaba.com

to Aap Jabhi India se En Website me Se Koe bhi Website Internet par Search karoge to Aapko No Access ka Error Show hoga kyu ki Aapki request Keval India ke Server tak Hi Kayam(कायम ) Hogi ! Aur Aapko india ke Rules lag jayenge Yane No Access ya This Website has Blocked 

par Aap VPN (Virtual Privet Network ) ke dwara (द्वारा) internet Par koe bhi Website Searc kar rahe ho to. hota kya hai ..Aap India me bethkar  kisi Aur country ke VPN Se Connect Hote ho ! Aur Ye Sara Processes Tunneling se hota hai !  

to Jab Aap India ko Chor kar Kisi Aur Country ke VPN se Connect Hote ho ! to Vaha Aapke Sare Block Website khul Jate hai ! kyu ki Vaha koe Black List nahi hoti hai ! to Ess Tarah hum Kisi Bhi Block Site ko VPN ke Help Se Unblock Ya Access Kar Sakte hai ! Aur Hum Jabhi Kisi VPN Connect hote hai to Humara Jo Bhi Communication hota hai bo Encrypted hota hai Yane Me hum Jo bhi Internet par search karte hai Wo Pure Hide hota hai Yane Hum koe bhi trace kar nahi Sakta hai kyu ki hum VPN ke True Internet Access kar rahe hai :) 

to Ess tarah HUM VPN ke Help se Aapna IP Address Hide kar sakte hai ! 




How To Use VPN Connection In Hindi [Computer Me VPN Connection kaise Istimal kare]

HIDE+IP+in+HINDI


Dosto Vaise to internet par VPN ke kahi Sare Software Available Hai  par Hum  Hotspot Shield ka Istimal karenge kyu ki Ye Software 2005 se Kayam aur Trusted hai

1) Sabse pehla Niche diye Huye Link Se "Hotspot Shield"  Software Download kar do !  

 
2) Software Download hone ke Badh computer me  Simply Install kardo 


vpn+In+hindi



3) Software Install Hone ke badh  Right Side me Ekk pop-up Aayega Jise me connect Ka option hoga Use button par click kar do 


Hindi+me+VPN


Kyu ki Hum Hotspot Shield ka Free Version Istimal kar rahe hai ! Esiliye Hume keval 1Ekk Country ke Sath connect Ho Sakte hai Wo Yane US [ United State ]


2) Connect button Par Click karte hai Aap dekh Sakte ho Sare Restricted Site unblocked Ho chuke hai With Hide Your IP Address .

VPN+kya+hai


Yane Ess VPN ka Istimal karke Aap Kisi bhi tarah Ke Site Access kar sakte ho ! Eske Aalava Aap Computer par Kya kar rahe ho ! Kya Dekh rahe ho ! ye koe Third Person Jan nahi Payega ....Saral bhacha me Kahu to Tumhe Koe bhi Trace nahi kar payega :)  

Ye technique Hum Normal Users Ke liye Kafi Secure aur Saral Hai ! par Jinki Niyat (नियत ) Buri ho jo Computer Aur internet ke Dunia me Gadabad machane Chahate hai ! jaise Black Hacker -ya-Cracker Unke liye ye VPN kafi fayademand Sabit Hoti hai !  


Aapko VPN and IP Address ke bare me Koe Bhi Janakari Chahaiye Ho to Niche comment karo ! Me Aapke Sawal ka javab dene ki Puri koshish karungi ! Aur Aaj ka Post Aapko kaise Laga Muze Jaroor bataye Aur Aapne dosto ko bhis share kare :)

6 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    kya VPN ke jariya ham free me internet chala sakte hai???

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    Nahi ! VPN k dwara Tum Surfing secure kar sakte ho !

    ReplyDelete
  3. blogger_logo_round_35

    bahut achi jankari thi in hindi. thanks

    ReplyDelete
  4. blogger_logo_round_35

    bahut achi jankari thi in hindi. thanks

    ReplyDelete
  5. blogger_logo_round_35
  6. blank

    मैम एंड्राइड मोबाइल में जैसे मैं एक अफ्फिलटेड मार्किट से जुड़ा हूँ।

    वह क्या करते हैं उनके पास बहुत सी बड़ी बड़ी कंपनी के एप आते हैं और वो हमें इंस्टॉल करने होते हैं।
    जैसे ही हम इंस्टॉल रजिस्टर करते हैं हमें पैसा मिलता है।

    लेकिन अगर हम उस एप को अनइंस्टॉल कर दोबारा से करें तो नहीं मिलता है।

    क्या मोबाइल का आईपी एड्रेस लोक् हो सकता है जी।

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates