Hi Blogger Me Aaraohi Aapki dost to Kya Aapko Pata Hai Google kaise bana tha , Kisne banaya aur Kab bana - Agar nahi to Don't Worry Me Aapke Liye Aaj bo Puri janakari Le Aayi hu Jis se Aap अपरिचित ho! to Chalo Shurwath karte hai
Google ki Puri janakari Hindi me
Google 1ekk American Multinational (बहुराष्ट्रीय) Company Hai ! Jis me internet Search ,Cloud Computing ,advertisement Finance (पूंजी) Lagayi Hai ! ye Internet ke Based par kahi Sare Services Aur Product Banati hai Aur Develop karti hai !Enn Sabka Profits google Aapne Main advertisement Program Ad-words se kamati hai
Google ki Puri janakari Hindi me
Google 1ekk American Multinational (बहुराष्ट्रीय) Company Hai ! Jis me internet Search ,Cloud Computing ,advertisement Finance (पूंजी) Lagayi Hai ! ye Internet ke Based par kahi Sare Services Aur Product Banati hai Aur Develop karti hai !Enn Sabka Profits google Aapne Main advertisement Program Ad-words se kamati hai
Google ki Stapana (स्थापना )Stanford University ke 2 Students Larry Page and Sergey Brin Enhone Ki thee.Enhe Shurwat me Google Guys ke nam se jana Jata thaa
September 4, 1998 Ese 1Ekk Private - held Company me Incorporated kiya gaya ! Enka Pehela Public works / services 19 August 2004 me Start ( प्रारंभ ) Huyi Esi Doran Larry Page ,Sergey Brin aur Eric Skmidt ne Aagale 20 Salo tak Google me Ek-Sath Kam karne ke liye Consent (रजामंदी ) ki hai !
Google ke Dunia bhar 10Lakh Se Jyada Server Available hai ! 10 Arab (billion) se Jyada Search request Aur 24 petabytes Consumer -related Accept aur Processed ki Jati hai !
Google ke chalate company ka Vikas Kafi tezi se hua hai ! Jis ke Karan Company ne Aapne Search Engine ke Sath kahi Sare Product ki Shurwat ki Aur Partner-Ship ki hai
Company ne Aapne Productive yane Online Software jaise ki Gmail (e-mail) , My Drive , Google Plus jaise Social Networking Site bhi Provide karne lagi hai Jis ke vajah se Google Ki Ekk Nayi Pehchan Ban chuki hai !
- Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai
- Google par Aapna photo upload karna hai to image ko SEO karo
- Picasa
- Google Talk
- google earth
- Google Chrome
internet par Search karnewale tamam Site me se Alexa ke top 1 me Google ka hi Number Lagata hai ! Ese se Aap Andaza Laga Sakte ho ki google dunia bhar me Kitna popular Search engine hai
Enn sabke Bich me Google ka YouTube Aur Blogger Kafi Famous ban chuka hai ! Dunia me Lakho Log Google ke enn Service ka Fayda Uthakar Monthly ( महीना ) Lakho rupee kama Rahe hai !
Dosto Enn Sabhi Chizo Ko dekh kar Google Dunia ka number 1 Brand hai Aise Kehane me koe Badi bath nahi hai !
Google History In Hindi
Google Ki Shurwath 1996 me Ek Research ke doran Larry Page and Sergey Brin ne Ki thee! Us Wact Larry and Sergey Stanford University me PHD Students thee
Use Samay Traditional Search Engine Result Ki Priority google ke Webpage se Count ki jati thee ( Saral bhasha me Kahe to result ke Count karne ke liye hoti thee ) Par Larry Aur Sergey ke Aanusar Aacha Search System Wo hi hai jo Webpage ke Interconnect( ताल्लुक ) ka Analysis kare ! Aur Ess New technology ko Unhone Page Rank ka Nam Diya ! Ess technology me Kisi Bhi Website ki Qualification ya Quality ke hisab se Unhe Rank Dee Jati hai
1996 me IDD Information Services ke Robin Lee ne "Rankdeks" nam ko chota Search Engine banaya thaa, Jo Esi Technology par kam kar raha tha Fir Lee Ne Esi Technology ko Patent kar ke China me Baidu Nam ki company Start ki
Larry Page and Sergey Brin ne Shurwath me Aapne Search Engine ka Nam Bakrb ( बैकरब ) Rakha thaa. kyu ki Ye search Engine kisi Website ke backlinks ke Aadhar par kisi Bhi Site ki Priority tay kar tha thaaaa !
Finely Jakar Larry Page and Sergey Brin ne Aapne Search Engine ka Nam Google rakh diya ! Jiska Matlab Hai ki Wo Number Jiske Badh 100 शून्य ho
Google Nam ka Matalab tha .ki Wo Company Jo Logon Tak har janakari uplabdh (उपलब्ध) kar ke De
- Google ke Liye Domain 15 September 1997 ko register Hua
- Company ka pehala office सुसान वोज्सिकि ke Garage [Menlo Park , California ] me huaa .
- 1999 me Lee /Sergey jab Students The tab Unhe Aise Laga Raha Tha .ki Bo Google ke Project par Kafi Samay pass kar rahe hai .jis ke vajah se Unka Padhae (पढ़ाई ) me dhyan nahi lag raha thaa ...Esi karan Unhone Ess Project ko Bhejne ka Nirnay (निर्णय ) Liya Aur Excite Company ke CEO "George Bell" Se 10 Lakh ki Deal keee
- March 1999 me Company ne Aapne Office ko [ Palo Alto, California ] Shift Kiya
- October 2006 me Google ne Video Sharing Youtube ko 65 billion dollar me Authorized karne ki Ghoshna (घोषणा ) ki
- 23 October 2000 me Adword ki Shurwath Huyi Jo Ek Keyword Research Tool hai
- 18 Jun 2003 me Google ne Adsense ki Staphna ki jo 1ekk Ads program hai
- 14 Feb 2005 me YouTube ki Shoorwath kii gayi
Login Computer se Administrator Password kaise bypass kare
Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
Dosto Google ke bare me Aise Kahi Kahaniya Aur Razz hai Jo Time Ke Kami ke vajah se me share nahi kar Pa rahi hu ! Par Aaj ke Post ke badh Tume ye to Pata hi Chala Honga Humara Google ki Shurwath kaha se Aur Kaise Huyii .Me ummid karti hu ki Aapko Aaj ka Mera Post Pasant Aaya Ho :)
Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
Dosto Google ke bare me Aise Kahi Kahaniya Aur Razz hai Jo Time Ke Kami ke vajah se me share nahi kar Pa rahi hu ! Par Aaj ke Post ke badh Tume ye to Pata hi Chala Honga Humara Google ki Shurwath kaha se Aur Kaise Huyii .Me ummid karti hu ki Aapko Aaj ka Mera Post Pasant Aaya Ho :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !