Hi Dosto Me Aarohi Aap ki Dost to Aaj Hum LAPTOP ke Common Problem yane Charging Problem ke Bare me Janakari Lenge ! to Dosto Tumhe 1Ekk Interesting Bath batadu ki kahi Log muze Message ya Gmail Ke Dware Puchte hai ki .Aarohi Ji Aap Ek Girls Ho kar Bhi Computer Hardware ke Bare me Ethni kaise Jankari Janate ho to Dosto ye Secret me secret hi Rakhne wali hu ! Kyu ki Hur Secret ke piche koe-na-koe RAz Jaroor Chupa hota hai Aur Wo RAZZ me tumhe Bata Nahi Sakti hu :)
kher Aaj ke Topic ko Start Karenge to Laptop Jo Aaj ke technology ka Sab Se Bada Hissa Ban Chuka hai ! kyu ki Hur Jagah Laptop Aur Computer ka Hi istimal kiya jata hai _Computer bina kam to Door ki bath hai hum Soch bhi nahi Sakte hai !.to Laptop Ek Hardware Devaies hai .jis me Computer ke Tulana me kahi problem Aa sakte hai Jaise ki
- Charging Problem
- Keypad problem
- Display Problem
- Wifi Problem
to Aaj hum LAptop ke Most Common Problem ki janakari lenge Jo hai DC POWER JACK Problem !Yane Aise me laptop ko hum Jabhi Charge karne ki Koshish karte hai tab Wo Charging nahi hota hai !Ya Loose connection Show karta hai Eske Aalava Power Related kahi Issue DC Power JAck ke Vajah Se hi Aa Sakte hai to Enhe Kaise Short Kar sakte hai !wo Aaj HumJanenge :)
Warning :- Dosto Aaj ka instructions Keval Un Logon ke Liye hai Jinhe Soldering And Computer Hardware ka Knowledge hai ! Agar Tum comfortable nahi ho to Laptop Ko Kholene ki galti math karo !Aise karne se Tumhara Laptop ya Motherboard death ho Sakta hai ( Agar Tum Laptop ya Computer Hardware ke Filed Me Abhi-Abhi uthare ho to As Notes ya Aapne Janakari ke liye Humara Post Padh Sakte ho Aur Aapne Doston ko Share Bhi kar sakte ho :)
Laptop Power Jack Repair ke Liye Enn Chizo ki Jaroorath Hume Lagegi
- Soldering iron [hum Weller WES51 soldering station ka Istimal kaenge Jis ka temperature 800-850 F Hoga ]
- rosin core solder - Old Soldering Remove karne ke liye
- Desoldering pump for removing solder around component leads[Sold Component Remove karne ke liye]
- 99% isopropyl alcohol and tooth brush for cleaning the motherboard from flux[ Old Power Jack Removing Ke Badh Motherboard Clean karne ke liye ]
- A new DC power jack.[ Old Power jack se replace ke liye]
Laptop DC Power Jack kaise Replace kare
Aap Image ko Follow kar sakte ho Jis me Hume ne instructions Step-by-step Dene ki Koshish ki hai !to dosto Problem tab hoti hai Jab Power Jack Aur Motherboard ke Bich ke samband toot jate hai .yane Power Jack ke Pins loose huye ho ya nikale ho to Ess Tarah ki yane Laptop Charging Problem Aane Shuru hoti hai ' Aise me hum Lose Connection ko fir Se soldering kar ke Laptop charging problem Fix kar sakte hai ! Solding hone ke badh bhi Same Problem Aa rahi hai to hume DC power jack change Karna Padega !
- Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai
- Internet Cable Kaise Banaye - Lan Cable ki puri janakari hindi me
Shurwath karte hai Desoldering se ! Desoldering Yane motherboard par Laga Purana DC jack Nikal na ! Aise me Hume Sabse Pehla DC jack ke pins ke Old solding ko Nikal na hoga ! Uske Liye hum Soldering iron ki Help Lenge !
Soldering iron Garam hoga Tab Use Power Jack ke 3 pins par Laga Do !Use Se Purane Solding Lose Hongi jaise hi Wo loose hogi vaise hi Desoldering pump ke Help se Unhe hata do !
- Pata kare Tumhara Facebook Account Hack Hua hai ya nahi
- Cyber Cafe Khol ne ke Pehla Kin-kin Chizo ka Khayal Rakhana Chahaiye
Pure Dhyan Se 1Ekk-1Ekk kar ke 3thino Pins ko clean karo Aur Aaram Power Jack ko Motherboard se nikal ne ki koshish karo ! dhyan rakhna First time Power Jack nikalte Wact Bade Aaram Aur Pura Kam hone ke badh hi nikalo Kisi bhi Prakar ki jabarjasti na kare Aise Karne se Motherboard par lage printed connection par Aasar gir Sakta hai !
Tumne Aapna Kam Sahi tarah se kiya to DC Jack Aapne Aap nikal jayega ! Dsoldering Sahi tarah se karo bass ! Dosto Jab DC jack motherboard par Attached hota hai tab Unke pin bhi motherboard par Lage printed connection ka part ban jata hai . par proper Dsolding kar ke hum unhe nikal Sakte hai ..bass jabarjasti karne ki koshish mat karo
Power Jack remove karne ke Badh Sare oxidized Contact ko Kisi Knife Se clean karo
Dosto Laptop chip-level me Jitna Clean kam karoge uthna kam karne me maza Aayega ! to hamesha Yad rakho ki jo bhi karoge Wo bilkul fresh Aur New karo ! Agar tumhare pass koe purana DC jack hoga to Ok ya NEW DC jack Motherboard par Lagao
Purana DC remove karne ke badh Metald Flux ke vajah se Motherboard Bada ghandha Ho jata hai ! Uske Liye hume Use Saf karna Jaroori hai
Flux ko remove Aur Clean karne ke liye Brush and isopropyl alcohol ki madat le sakte ho , Vaise Jaroorath to nahai hai hai par Jithna Clean Work karoge uthna professional banoge
Motherboard Clean hone ke badh 2Dono or Se soldering Coted kar do yane [ plane kar do ]
Niche Diye huye image me Aap Dekh sakte ho After coted Aapka Motherboard Kaise Show hoga :)
Abb Humara Pura Kam ho chuka hai ! Abb tum ready ho DC power JACk lagane ke liye > ye bath hamesha Yad Rakho -jab bhi tum Motherboard par DC jack lagaoge tab Unme se koe GAP Hona nahi chahiye .
Motherboard par DC power Jack ke Pin insert karo - aur soldering karo- dosto Hume koe Ghayi nahi hai Jitna vact lena hai Uthna le Sakte ho par kam 1Number hona chahiye Jise dekh kar Dil Khush hona Chahiye :)
- Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
- Login Computer se Administrator Password kaise bypass kare Hindi me
Aapko Humara Post kaise Laga ye hume jaroor bata na aur Aapne Dosto ko bhi share karna :) Computer Aur laptop se lekar Internet Aur Bloggin ki hur janakri pane ke liye Humare facebook page ko Abhi like karo Aur Update Rakho :)
ReplyDeleteThis is my first time visit on your site and i have bookmark this for again visit. thanks a lot of for share a appreciable post .
lenovo service center in Hyderabad
Thank you dear
ReplyDelete